Jaiza : Crude Oil Prices
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Crude Oil Prices
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Friday ko market USA session mai close hotay hotay Crude oil ki price ko August 2016 ki satah pay pohancha gai hai. Crude oil pay pichlay kuch weeks say bohat ziada pressure hai. OPEC countries ki kall ki meetings baghair kisi agreement kay end hogai hai aur uss wajah say crude oil ki prices lowest positions pay close hui hain. OPEC ki yeh meeting oil production ko Kamm kernay kay barey mai thi laikin OPEC countries nay crude oil production ko Kamm kernay pay agree nahi kia hai jiss wajah say market mai supply ziada he rahey gi laikin Dusri taraf NOVEL CORONA VIRUS kay 100 say ziada countries mai phailnay ki wajah say oil based energies ki requirement sahdeed Kamm honay ki wajah say crude oil ki demands bilkul khatam honay kay nazdeek pohanch chuki hai.

    Ab dobara OPEC meeting iss month kay end mai hogi aur aisa lag raha hai kay production mai 1.5 million barrels per day cut na honay ki wajah say supply 12 million barrels per day pay he rahey gi jss say crude oil ki prices mazeed kamm honay kay bohat ziada chances ho chukay hain. Traders ko March ka month crude oil mai bohat soch samajh kay kaam kernay ki zarurat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Crude Oil Prices

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Friday ko market USA session mai close hotay hotay Crude oil ki price ko August 2016 ki satah pay pohancha gai hai. Crude oil pay pichlay kuch weeks say bohat ziada pressure hai. OPEC countries ki kall ki meetings baghair kisi agreement kay end hogai hai aur uss wajah say crude oil ki prices lowest positions pay close hui hain. OPEC ki yeh meeting oil production ko Kamm kernay kay barey mai thi laikin OPEC countries nay crude oil production ko Kamm kernay pay agree nahi kia hai jiss wajah say market mai supply ziada he rahey gi laikin Dusri taraf NOVEL CORONA VIRUS kay 100 say ziada countries mai phailnay ki wajah say oil based energies ki requirement sahdeed Kamm honay ki wajah say crude oil ki demands bilkul khatam honay kay nazdeek pohanch chuki hai.

    Ab dobara OPEC meeting iss month kay end mai hogi aur aisa lag raha hai kay production mai 1.5 million barrels per day cut na honay ki wajah say supply 12 million barrels per day pay he rahey gi jss say crude oil ki prices mazeed kamm honay kay bohat ziada chances ho chukay hain. Traders ko March ka month crude oil mai bohat soch samajh kay kaam kernay ki zarurat hai
    Ja sake aap sab log hi Jante Hain ke crude oil main is Waqt bahut jyada changings dekhne ko mil rahi hai is ki jyada bajaya hai ki duniya ki Kafi countries main is Waqt Krona virus aa chuka hai aur aur bahut Sare business Band Hai Jiski vajah se oil ki demand bahut hi kam ho gai hai Jiski vajah se all ki price niche ja rahi hai oil ki manufacturing to Usi tarike se ho rahi hai lekin use Ki Ab demand kam ho chuki hai Jiski vajah se ismein Kami dekhne ko mil rahi hai aur dusri Taraf gold Ko Dekha Jaaye to Gold ki demand to kam hai lekin uska rate Upar Chala Ja Raha Hai Kyon Ki dusri currencies down Ho Rahi Hai Iski vajah se rate mein kam dekhne ko mil rahi hai
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Crude Oil Prices

      Dear friend forex trading main crude oil ki price both down ja rehe ha isi waja is waqat oil ki demand kam ha jis ki waja sy oil price or kam ho rehe han humy crude oil main trading karny sy pehly ache tahra analysis karny or is ki news pe nazar rakhen or Jo bi trade open karny to proper stop loss or take profit istamal karny ta k ta k humy loss na ho balky acha profit ho stop loss sy hunara account safe ho ga or hum kam sy kam or ziada sy ziada profit hasil kar saken gy is k ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge or daily oil price ko dakhena ho ta k hum behtar trading kar saken or ache earning kar saken oil price umeed ha 32 sy 35 touch kar sakti han is ley humy both ziada ahtiyat karny ki zarorat ha
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Crude Oil Prices

        Dear jaha tak baat hai oil ki to ais ki price kafi zayda up gai thi magar aus k baad ye kafi time se try kar raha tha down aany ki magar ais k halat aisy thy k ais ki demand zayda hoti gai thi jis ki waja se ye down hi aata raha hai aor abi ye kafi zayda down aa gia hai ap ne agar ais mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chyae k abi jo ais ki deals cancels ho rahe hai aus ki waja se ais ki price kafi zayda down aa gai hai ap ne agar oil par trade karni hai to ap ko ye pata hona chaye k ais mai ap jab trade lagye to aus ko long term k hisab se soch k lagye ais mai ap ko kafi zayda profit ho sakta hai ais liay ap ko ais mai demand aor supply ko dekh k kaam karna chaye tab hi ap ko ais mai faida ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Crude Oil Prices

          je bilkul ma ap ki baat se agree karta houn k aj kal crude oil pe bohat ziadah pressure ha jis ki wajah se crude oil ki price bohat ziadah down ho gai hain, aur bottom line ko touch karnay lagai ha is lye crude oil ab bhi bearish trend ma move karay ga jab tak koi special incident ni ho jata ha to
          Crude oil pe pressure ki reasons:
          a) aik to USA khud ab oil ki production ma sab se ziadah agay nikal gia ha is lye ab osay oil buy karnay ki zururat hi nai ha is lye ab oil ki price nechay hi rahay gi
          b) Opec countries bhi koi decision ni lay saki ha k oil ki production ko cut kia jaye k ni
          c) Russia ni chahta ha oil ki prices up houn
          d) Corona virus ki wajah se bhi China pe bohat ziadah pressure ha is lye oil ki usage ma kami ayi ha
          e) Most of countries apni vehicles ko electricity pe shift kar rahay hain is lye bhi oil ka usage kam ho ga
          Future analyses about crude oil:
          == I think oil ne bottom line ko touch kia ha ab yeh bullish trend ma jaye ga
          == ab yeh 35 tak touch karay gi is lye oil filhal bearish trend ma hi move karay ga
          == 35 se buy limit laga dain to ap ko bhat ziadah profit ho ga q k ab oil up hi jaye ga
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Crude Oil Prices

            Waqai ma is bat ma koi shak nhi supply aor demand x5one bahot matter krty hain jesy he supply short ho jay chez ki qeemqt brh jati hai aor supply brh jay to qeemat kam ho jati hai yeh business ka system aisa hai jis ko pori dunia ma aisy he dekha jata hai forrx trading market ma knowledge aor experience aik aisi theaory hai jos ko smjhy bina kamyabi aor success mumkin nhi hai forex forum ma hamen apny struggling aor analysis bko qadr krni chye aor members kp proper guide krna chye aor crude oil jo itna fown aya hua hai is ki waja supply ma izafa hai warna crude ki proce high ja rahi thi opec meeting crude oil ko prices kp stable rakhny aor mehnga krny ki koshish ki jay ge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Crude Oil Prices

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha oil price both kam ho rehe han or is waja abi tak corona varus ki waja sy oil demand both kam ho ge q k both sary cities band Kar dey han in main ana Jana mana ha or aik country sy dosri country main safar bi both muskal ho raha ha isi oil consumption both kam ho ge jis ki waja sy oil prices both Kam ho rehe han or ho sakta ha mazeed nechy jany abi is baat ka andaza Ni lagaya ja sakta ha k oil prices ktni nechy jany ge ya wapis jany ge is key humy yahan pe both ahtaiayat sy trading karni ho ge jtni behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum ache trading kar saken gy oil main trading karny sy pehly ache tahra samj k trading karny warna humy ziada loss na ho is key humy yahan pe both ahtaiayat sy or proper money management sy trading karni hon ge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Crude Oil Prices

                Ji Mere Pyare bhai aapane bilkul theek kaha hai coil price bahut kam ho rahi hai aur is vajah se abhi tak Corona Virus ki vajah se band bahut kam ho gai hai Kyunki bahut Sare countries band kar Diye gaye hai in Mein Aana Jana Mana Hai Aur Ek country se dusre country Mein Safar bhi bahut Mushkil ho raha hai is oil confirmation bahut kab ho Gaya Hai Jiski vajah se oil price bahut kam ho rahi hai aur ho sakta hai ki Masjid niche a Jaaye abhi is baat ka andaza Nahin Laga Sakte ke coil price Kitni niche Ja sakti hai Wapas a Jaane Ki kiske liye Hamen Yahan per Bahut Yaad se chatting Karni Hogi jitni Behtar planning Ho tarike Ka se Karenge To Hamen acchi trading kar Sakenge oil weight training karne se pahle acchi Tarah Samajh Ke threading karne Karenge Varna Hamen Jyada loss ho sakta hai Lu se bachne ke liye Hamen trading bhi Soch samajhkar Karni Hogi pratyashi Karni Hogi aur proper money management se trading Karni Hogi

                اب آن لائن

                Working...
                X