Margin Call kaisay ati hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Bhai mai apko btana chahoo ga k agr 1:100 say high leverage k sath trading ki jaye to margin call ati hai lakin agr 1:100 ya phir 1:50 ki leverage k sath trading ki jaye to mere mutabik m,argin call nhi ati or account wash honay say btch jata hai margin call ki wja say.leverage actual mai margin ko equal rkhnay k liye use ki jati hai or zyada leverage say margin thora required hota hai jb k low leverage pr margin zyada required hota hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Dear jab app trading k doraan greed kerty hain to pher app ka balance khatm hony k kareb jata hy to mt4 py red pata main show hota hy jes ko margin call kety hain main ny kafi dafa face kia hy
      • #168 Collapse

        margen call forex ki sell our buy trading k zarye ati ha.agar hum sell krty hen our buy tak ka diffrence ko margine call kehty hen.margen call se hum trading market ka jaiza ly skty hen.
        • #169 Collapse

          yes dear margin call intihai zarori hai smjhna jo nai smjhte wo ye soch rhe hote hai k mera account kaise khali hogya un logo ko chahiye trade se phle in sb chezon ko study kr len
          • #170 Collapse

            aiske liye leverage kam he rakhni chahiye zyada rakhne se margin bhi jaldi kam hota hai aur loss ho sakta hai lehaza apko levrage kam rakhne ki zarorat hai. ap pehle demo account pe different leverage k sath practice kerte rahen jis se apko achi training hasil hogi aur phir ap aisko real account pe apply ker sakte hain aur profit kama sakte hain.
            • #171 Collapse

              ek trader ko margin call us ki apni ghalat trade ki waja say ati hai jb ek trader ki trade loss me chali jati hai to margin call ati hai jiss ka matab hota hai k hum nay apni trade ko loss honay say bachana hai aur khud ko sambhalna hai to he ja kar humari trade profit me jae ge warna nahi.
              • #172 Collapse

                Ap k use me jo margin hota he us k ilawa baki lose me hota he us se chand pips pehle margin call me ajati he yeh aik waning hoti he k ap ko lose hone wala he trade close hojaegi
                • #173 Collapse

                  G dear ap ne bahot achii bat ki ha mn in cheezoon k barr mm ni janta tha .mn ap ka shokriya ada kron ga k ap ne ya info seend ki hm log forume mn ase he kam kreen to bahog faida ho ga .
                  • #174 Collapse

                    jub koi forex trader is business mi over trading kerty hien tu un ka whole account loss mi jana strst ho jata ha and isi waja se wo margin call ka option ahna start ho jata ha is se buchny ka sirf ak he hal ha ke trader apni trading mi fully money management ke sath he trading kary.
                    • #175 Collapse

                      maargin level ka taluq leverage se hota hai or bht se trador esy apny real accoun mn esy nh dekhna chahty q k jitna leverage ziyada ho ga margen kam ho ga or jub marjin km hota hai apki equity os k braBER HO JATI HAI
                      • #176 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                        Dosto, margin call aik aisi cheez hay jis ko koi bhi trader apnay real account may dekhna nahi chahta, to may ap ko yeh batana chahta ho keh is say bachnay k lye hum ko kia kia karna chahiyay, aur kia cheezo ko dhyan may rakhna chahiyay.

                        Hum may say ziada tar traders margin, leverage, free margin aur margin level ko nahi samajhtay, is k lye zaroori hay keh traders is ko samjhain, lakin yaha par may sirf kaam ki cheezo ka zikar karo ga. Margin ka taaluq leverage say hota hay, jitna leverage ziada hoga utna margin kam hoga. Margin aik aisi amount hoti hay jo broker rakhta hay ap k account ki amount say, is ka matlab yeh hota hay keh jab ap ki equity us margin k barabar ki reh jaye gi to ap ka free margin zero ho jaye ga, aur agar ap ka free margin zero ho gaya to is ka matlab yeh hay keh ap mazeed koi trade khol nahi saktay.

                        Margin level ka taluq bhi leverage say hota hay, lakin ziada tar brokers 30% par stop out kar daytay hain, aur 50% par margin call daytay hain. to jaisay hi ap ka margin level 50% par ata hay aur ap ka free margin negative may jata hay to phir neechay pink color ki patti si ban jati hay, is ka matlab yeh hay keh margin call agaya hay, aur agar market mazeed ap k against gai to broker ap k open trades automatically close kar day ga.
                        Margin call tu aisay hai jaisay ap ne koi bhayanak khwab dekh lia ho kiunke is ka matlab yeh hota hai keh jab aap ke account amin musalsal loss ki wajah se aap ka capital bohut hi kam rhe gaya ho aur wo jald hi khatam honay wala ho.
                        • #177 Collapse

                          ak a uchy wala capital Hamden market at ak hchywLi amount ko runnkarny at h amari kafi help karta ha ju hamaen ye bta h k Jon said pair haamnkab tado my buy kar skty han or isaay haam loog kitni amount k sat th km tadd May sell laga kar is say a gay kibtraf increase kar skty an motive b ban skty an
                          • #178 Collapse

                            yes margin call us waqt aati hai jab aap money management ka khiyal nahee rakhte aor bari lot se trade kar lete hain aor by chance wo loss main bhi chali jaati hai to is tarah margin call aa jaati hai
                            • #179 Collapse

                              ham ap ka account wash hony wal hota hy to tab us taime ap ap ko margen call ati hy k ap ka ccount jo hy who khatam hony wal hy khali hony wala hy is my loss hony walaa hy our ap ki lgai hoi trade khod hi sclose hony wali hy to ya sb tab hota hy jab galaat trade open ho jtai hy our loss ho raha hot hy tab ehsa hota hy is liya lalach nai krna chaiya our dyhan sy trading krni chiya hamm ko
                              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Re: Margin Call kaisay ati hay?

                                Dear jab ap apni trade ko open karty hain tu ap ki capital amount sy kuch value jo ap trade lagaty hain us mai margin lay laiti hai balance ko or baqi ap ki equity main a jata hai or jab ap ki trade loss mai jaye gi or equity kam hoti jati hai or jab end pay ap ka balance bilkul zero ho jaye ga woh bar neechy red ho jati hai or margin call waha sy shoro ho jati hai. ap ager margin call kay time ager mazeed balance apny capital mai add nahi karty hain tu kuch time bad account wash ho jata hai.esleye zarori hai risk or money management ap ko karna ati ho jis sy ap ko faida ho sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X