Margin Call kaisay ati hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    You receive margin call when you trade and you do not put stop loss during trade and when your loss increase and increase when reaches nearly your invested money then you got margin call and if market move more against you then you loose all your capital.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading mein margin call jab ati hai jaab market aap kee order kee against mein move hoti rehti hai aur aur wahan taq pohench jati hai jahan per aap kee account kee equity khatam ho jati hai esse time per koishs karein kuch amount deposit kar kee apna account safe karein
       
      • #18 Collapse

        ya app ki trading k waqt ati hai magar ya kafi bori hoti haio manay bohat sy tarders ko iss ki waja sy los ma dakha hai iss sy bachana chahye hain
        • #19 Collapse

          g bilkul ap ki bat theek hy safe trading k liey leverage, equity, margin aur free margin waghaira ko seekhna bahot zaroori hy. aur ziada tar new traders in cheezon k bary mein jany baghair hi real trading start kar dety hien jis ki waja sy wo forex mein kamyab nai ho paty aur high leverage aur over trading ki waja sy unhein margin cal ka samana karna parta hy.
          • #20 Collapse

            dear margin call sach men koe bhi trader apne account men nahi dekhna chata ye tu sach hai men samajta hon mardin call se bachne k leye aik best option hai stop loss jo hum ko bare loss se bacha sakta hai chte loss se humari jan chot sakti hai tu mere khayal se stop loss aik best option hai margin call se bachne ka
            • #21 Collapse

              app ka account jab kam investment wala ho aur app ki leverage bhi kam ho aur app ne lot size big laga de ho aur app ki trade loss main kafi ja rehi ho tu app ko yeh call ati hay ke app ko loss buhat zada ho raha hay is liye app is trade ko closed kar de take app ka account wash hune sa safe reh sake per kuch log is ko important nahi dete aur loss kar lete hay aur jo is ko dekh kar lot szie kam use karte hay wo safe hi rehet hay .
               
              • #22 Collapse

                thanks dear for this very useful information..i am nebie aur mujhe kafi confusion thi but ab achi trah samaj a gai hai..mere khayal se hamein lot size kam rakhna chahiye is trah loss kam hoga aur margin call se bhi bach sakein ge.
                • #23 Collapse

                  han ji margin call aisa ati hai jab ap ke account main balance khatam hone wala hota hai aur ye jab ati hai jab ap worn time main worn trade ko open karte hain aur market opposite site main move karne lagti hai aur some time aise bhi ati hai jab ap ke pass amount kam hota hai aur ap big lot se koi trade open kar dete hain
                  • #24 Collapse

                    yar me to abh new ho jtna pata ha ka agar ap ka account wash hony ka kareeb ho to tabh ap ko margin call recive hoty ha mere khyal se
                    • #25 Collapse

                      I am a new trader in forex market. i am learning this business with care . I think your post will help me in learning. Thank you so much.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                        Dosto, margin call aik aisi cheez hay jis ko koi bhi trader apnay real account may dekhna nahi chahta, to may ap ko yeh batana chahta ho keh is say bachnay k lye hum ko kia kia karna chahiyay, aur kia cheezo ko dhyan may rakhna chahiyay.

                        Hum may say ziada tar traders margin, leverage, free margin aur margin level ko nahi samajhtay, is k lye zaroori hay keh traders is ko samjhain, lakin yaha par may sirf kaam ki cheezo ka zikar karo ga. Margin ka taaluq leverage say hota hay, jitna leverage ziada hoga utna margin kam hoga. Margin aik aisi amount hoti hay jo broker rakhta hay ap k account ki amount say, is ka matlab yeh hota hay keh jab ap ki equity us margin k barabar ki reh jaye gi to ap ka free margin zero ho jaye ga, aur agar ap ka free margin zero ho gaya to is ka matlab yeh hay keh ap mazeed koi trade khol nahi saktay.

                        Margin level ka taluq bhi leverage say hota hay, lakin ziada tar brokers 30% par stop out kar daytay hain, aur 50% par margin call daytay hain. to jaisay hi ap ka margin level 50% par ata hay aur ap ka free margin negative may jata hay to phir neechay pink color ki patti si ban jati hay, is ka matlab yeh hay keh margin call agaya hay, aur agar market mazeed ap k against gai to broker ap k open trades automatically close kar day ga.
                        brother i am rely very sory to say that ihave no information about margin call because i m also newly appear in forex and i am not passed through any satuation like this and i kindly request u that kagar ap jantay hain to mujay b bata dain
                         
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Draken پيغام ديکھيے
                          agar ap kay bank account key cost-free borde conclude ho jaata hi to help bhi deal chalti hai kush control tak although ik poit par jab kay money concldue ho jaati hai to help brokerage many start trading ko burning key he / she in close proximity kra daita hai ro maybe is usually tarha brning bhi ho sakta hai.
                          g han jab ap k accont mai balance kam ho jata hai or hamari ordar key hmaray khilaf kam kar rahi hoti hai tb hamen margin cal ati hai , isi tarha jab ham trade kar rahay hotay han to margin hamen sho ho raha hota hai ; tab hamen margin cal ati hai
                             
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                            Dosto, margin call aik aisi cheez hay jis ko koi bhi trader apnay real account may dekhna nahi chahta, to may ap ko yeh batana chahta ho keh is say bachnay k lye hum ko kia kia karna chahiyay, aur kia cheezo ko dhyan may rakhna chahiyay.

                            Hum may say ziada tar traders margin, leverage, free margin aur margin level ko nahi samajhtay, is k lye zaroori hay keh traders is ko samjhain, lakin yaha par may sirf kaam ki cheezo ka zikar karo ga. Margin ka taaluq leverage say hota hay, jitna leverage ziada hoga utna margin kam hoga. Margin aik aisi amount hoti hay jo broker rakhta hay ap k account ki amount say, is ka matlab yeh hota hay keh jab ap ki equity us margin k barabar ki reh jaye gi to ap ka free margin zero ho jaye ga, aur agar ap ka free margin zero ho gaya to is ka matlab yeh hay keh ap mazeed koi trade khol nahi saktay.

                            Margin level ka taluq bhi leverage say hota hay, lakin ziada tar brokers 30% par stop out kar daytay hain, aur 50% par margin call daytay hain. to jaisay hi ap ka margin level 50% par ata hay aur ap ka free margin negative may jata hay to phir neechay pink color ki patti si ban jati hay, is ka matlab yeh hay keh margin call agaya hay, aur agar market mazeed ap k against gai to broker ap k open trades automatically close kar day ga.
                            exectly magin cal ko koyi b apni post pay dekhna pasand nai karta ' margin cal hamesha leverage k kam honay par ati ati hai yani agar ap ka leverage zyada hoga to ap ka margin level utna hi kam hoga
                             
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: kaleem پيغام ديکھيے
                              brother i am rely very sory to say that ihave no information about margin call because i m also newly appear in forex and i am not passed through any satuation like this and i kindly request u that kagar ap jantay hain to mujay b bata dain
                              Yeh jo first thread may likha hay, jis ko ap nay quote bhi kia hay? yeh kia hay? total information urdu may mili to hay, ap ko aur kitni saaf urdu chahiyay samajhnay k lye? agar ap learning karna hi nahi chah rahay to koi kia kar sakta hay? jis ko ap nay quote kia hay us ko parh to lo, parha hay nahi, aur keh rahay ho keh mujhay bhi bata dain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jab bhi kisi trading account main free margin khatam ho jaata hai or market phir bhi loss main move karti hai to jab account main itna paisa na ho k wo loss ko bardasht kar saky to trader sabhi trades close kar daita hai or loss main sabhi trades close ho jaany kay baad account wash out ho jaata hai.issy hum margin call kehty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X