Margin Call kaisay ati hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Jab app ki equity kam ho jye aur app ko loss ho raah ho aur app ki trade app loss wali profit main nahi ati aur app ko is surat main margin call ati jo app ko rade ko closed karne ki call deti hay jo app trade na closed kare tu app ka account wash ho jata hay aur app ki trade khud ba khud closed ho jati hya .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear marjin call tab ati ha jab ap ki margin ki percentage 100 sa necha aa jaye tab magin vcall ati ha lakin is sa bachna ka liya zarori ha ka ap aik trade open karain or small volume use karain hamesha forex main then ap ko profit hi profit ho ga forex main . always focus on small volume trading
      • #33 Collapse

        Jab app ki trade loss mai ati hay aur zada loss hune ki waja se app ko ke account per red kisam ki line show ho ge jo app ko apni trade ko closed karne ur app ke account ko wash hune ki call detei hay jis se bachne ka aik hi tariqa hay ke app apni trae ko band kr de warna app ka account wash ho jye ga .
           
        • #34 Collapse

          iss amin ham ko faida ho to is msain hamara margine zaida hona y say iss main hamara balance r equity zaida hoti hai iss liy eye b best hai
          • #35 Collapse

            Jee margin call apke account ki shortage of balance show krta hai yane apki losing trade account balance se barhne wali hoti hai to apko warning di jati hai k apko deposit krna chaiyeh ab otherwise positions close hojaengi to yehi warning margin call kehlati hai.
            • #36 Collapse

              jub ham tradih ka lia koe trade open karta hain to jitni amount ki trade karta hain wo hamari equity ma sa cut ho jati ha usa margin kahta hain
               
              • #37 Collapse

                equity ma margin ya trade ki amount cut jana ka bad jo equity bachti ha usa free margi kahta hain,ab agar ap log stop loss nahi lagata or market oposite move karti ha to gasi hi loss ap ka free margin ko hit karagae ap ki margin call a gae ge or ap ki trade off ho gae gi.
                 
                • #38 Collapse

                  JE haan yeh us wakt hota hai jab trade apk against ja rhi ho aur ek specific level jo k apny discuss kya hai wahan tak ja kr trade ko pink patti ki shakal main di jati hai, jaisay k meray sath bhi ho chuka hai, is liye apko chahye k trade ko samjh kr aur market ko analyze kr k trading krayn phr apko margin call nhe milaygi warna apka balnce khatm ho jayega.
                  • #39 Collapse

                    Risk management isi liye ki jati hai ke iss margin call se bacha ja sakay. agar margin call aa jaye to phir new trade open nahi ho pata. margin call usi soorat main ati hai jab hamara account balance 30% remaining ho.
                    • #40 Collapse

                      Jab app ka balance kuch na hune ke barabar ho jye aur app ke kuch point trade movement per app ko loss huna ho tu app ko aik margin call ki red line show ho jati hay aur app agher is ko dekh kar apni trade ko band kar de ya huge kar de tu thik hay warna app ka account wash ho jye ga .
                         
                      • #41 Collapse

                        jab aap ka account loss main jaa rha hota hey to aap ka balance jab stop out ke value tak jaa pohanchta hey to aap ko margin call ajati hey phr is say bachny k liay hum ko apny account main or investment karni parti hey..
                        • #42 Collapse

                          bhai broker to 30% pa stop out ker datay hane lakin haman is sorat hall mane kia kerna chahiay kia ham margin lavel ko sambhal saktay hane ya nai ya ham apni trad ko minus mane hi clos ker dane takay balance ko 0 honay sa bachaya ja sakay , please rahnumai kijiay
                          • #43 Collapse

                            jee ha me to real account me 3 bar margin call dheky ha lakin ab doubara nahi dhakna chata ho margin call wab athy ha jab ap ka account wash hony wala ho our equity zere ho rhy ho tab ap ko margin call recive hoty ha
                            • #44 Collapse

                              App jab is kam ko kare tu is ka jo bhi elam hay is ko app hasil kare take app ko kuch na kuch tu elam ho aur app is elam ki bina per app ko forex trading main istimal karne se app ko achi trade karne ko mile ge aur margin call app ki high leverage hi se huti hay .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bahi jan margin call iss liya ahti ha kyun kay jab app ki trade laganay ki sahlahiyaat khatamm ho jati ha uss waqat app ko broker ki taraf se warning ah jati ha kay app mahzeed trade open nahi kar saktay ye kam uss time hota ha jab app nay zaida volume trade open ki hoti hai aur wo sab loss main chali ja ti hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X