Fundamental news par trade kaisay ki jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Habib Ahmed پيغام ديکھيے
    fundamental news k leye zarori hay k ap kici aik aisi website ko select kray jaha hamay kici bi news k baray may sari information digai ho.like www.forexafctory.com.es site par hamay wo sari information dijati hay jo k kici bi trader k leye zarori hoti hay.
    Ap ki yeh baat ghalat hay keh ksi bhi aik website ko select karo, kyo keh agar ap sirf aik hi website ko select karo gay to ap ko yeh pata nahi chalay ga k kuch news k darmyan bhi choti moti news hoti hain jo impact dayti hain market ko aur baaz website walay un ko ignore kar daytay hain, ap to aik hi website k hisab say chal rahay ho gay aur jab ap market may fluctuation dekho gay to kaho gay keh yeh kaisay ho gaya, is time par to koi bhi news nahi thi.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Fundamental news per trade kaise ki jaaye iska main aapko kuch nhi bol sakti hu agar to aap long term trader ho meri tarah phir to mujhe lagta hai hame apni trade hold hi karni padegi phir koi bhi news kyon na ho or agar aap short term trader ho to phir aap ingroe kare news to acha rahega
      • #18 Collapse

        main to yaar crunt trend sy 10 10 pips ki duri py pending order lagata hun ta k agr marteek down jay to sell vala order open ho jay or agr up jay to buy vala order open ho jay
        • #19 Collapse

          fundamental news per trading karna zyada muskil nahein hota aap koo buss yeh kosish karni chaiyee kee har news see update raehin aur ess kee liye internet per bohat see websites hain aur anee wali news agar high impact hai too uss per trading kar lein buy ya sale kaa pending order laga kar
          • #20 Collapse

            Fundamental analysis se ap es tarha trading kar saktay hein, for example Eur/usd pair he, agar Eur ka data release hona he or data pehly waly data se strong ata he to pher euro strong hoga os waqt ap buy position hold karin, or agar euro data weak ata he to sell karin.
            • #21 Collapse

              Fundamental analysis and news is most important for all the traders. because Forex is very hard and risky business. because loss is a part in the forex trade business. so we need fundamental news for trade.
              • #22 Collapse

                i think you should understand that what is the meaning of the fundamental analyze if you will do the trade in the forex using the fundamental analyze then you will easily get the win every trade this is the very important and we should learn about this
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                  Dear Members,
                  Ziada tar dosto ko yeh problem hota hay keh fundamental news par kaisay trade ki jaye, to un k lye aik asaan say solution meray pass hay, pahlay to unko chahiyay keh ksi achi si website par economical calender dekhain, aur us news ka issuance time dekhain, aur jab news ka time anay wala ho to phir 5 minutes pahlay recent market price say thora oper aur thora neechay pending orders laga dain, lakin money management ka khas khayal rakhain.

                  Yeh tareeqa bohat kamyab zaroor hay, lakin baaz dafa aisa hota hay k market bounce mar kar dosri direction may chali jati hay, to aisa bhi ho sakta hay keh market ap k pending order ko hit karay aur reverse ho jaye, to aisi sorat may ap ko pahlay say stop loss aur take profits bhi laga layna chahiyay ta keh agar market bounce karay to koi big loss na ho.
                  dear yah ap pay depend karta hai k ap kesay ya phir kis tarha newz par trade karna chahtay hain or ap is bat ka b knowledge hoga k market hamain waktan fawaktan tarde newz k baray mai information deti rehti hai
                  • #24 Collapse

                    news pay nazar rakhna bhi boohat zaroori hoota hai ik trader kay liey.is liey economic calender par bhi ik nazar hooni chahiey.jab bhi koi news aati hai to market fast move karti hai.is liey ye time critical hoota hai traders kay liey.
                     
                    • #25 Collapse

                      I am hundred percent agree with your information. Fundamental news is a part of forex trading. And money management is also so important in Forex. Thanks.
                      • #26 Collapse

                        Is ki waja se app ko pata ho ke koi se currency aur kab tak sell ya buy kare ge aur is main app ko kitna profit hasil ho ga ur app ko kab tak is news ko us ekar ke is fada ho ga is ko bhi app apne dmo account per apply kare take app ko acha aur earning ke sath trade app ki success hasil kare aur app ke experience main bhi aha ezafa ho .
                         
                        • #27 Collapse

                          Wow Such A Great information About Trading... Fundamental news analysis ki buhat bari Ehmiyat hai Forex Trading main... or aap nay behtar hal batayaa k jo Traders news k hisaab Say trading Kartay hain unhain apnay Analysis k mutabik Market Main Pending order laganay Chahiyenn..
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #28 Collapse

                            fundmental news par ap trading kar sakty ho par bhot se web site ha jo ne i am requmented forec factor ois best ws publish karty ha par
                            • #29 Collapse

                              Good bhai waqai apne achi sharing ki hey aur mne isko azmaya hey demo par waqai is sey hum forex main achi trha se profit hasil kar saktey hain aur i think news trade aik bohot hi achi trade hoti hey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G jinab aap ny bilkul thek kaha, new traders ko ye strategy zarur follow krni chahy es sy un ka capital investment bhe save rahyga or wo market ko dekhty huy apni hikmat amli sy es ma acha benefit bhe gain kr sakengy. mgr es k liy aap ko kafi practice ki zarurt hugi. Q k news k waqt market kafi tez huti hy or kafi sambhal kr trade krni parti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X