forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?
    dear friends mujhy es swal ka logical jwab chaheay forex market main mera khud ka acha experience aur bohat sary asy trader hain jin ka acha exprience ha mager forex main experience hony ky bad bhi jab ham ko loss hota hai tu uss ki kia wajah hoti hai jis ki waja say ham ko loss hota hai please sab member es ka logical jwab dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

    Dear ap ko ye pata hai k ye market kafi zayda risky hai aor ais market mai ap agar risk lety hai to ais market mai ap ho skata hai k loss kar ley agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai experince to jata hai magar ap ais mai jab bhi trading plan se hat k kaam karty hai ya ais market mai jab bhi trade lagaty hai aus par ap risk zayda lety hai to aus time ap ais market mai loss kar lety hai ya ap ais market mai trade lagaty hai aor aus k sath stop loss nai lagaty hai to aus par ap ko loss ho jata hai ais market mai mehnat kary aor aus k hisab se ap ko jab profit ho ga to aus se ap ais market mai apni investmnet ko withdraw karwa ley aor aus k baad ais market mai risk ley.
    • #3 Collapse

      Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

      Forex traders ko loss uss waqt hota hai jab woh jald baazi kertay hai ya Dusri big reason laalach hota hai. Experience aur knowledge say laalach ko aur jald baazi ko control ker tou lailtay hain laikin phir bhi day to day trading mai aisay bohat say moqay atay hain jab expert traders bhi jald baazi ki wajah say Loss ker laitay hain. Market jab volatile hoti hai tou uss waqt samajh nahi aarahi hoti kay kiss jagah pay position buy ki jaey ya sell ki jaey aisay waqt mai aksar aisa hota hai traders say judgments wrong ho jaati hain aur unhain entry ka pata nahi chalta jiss wajah say achanak reversal pay loss hojata hai. Agar aaj gold movement ki he baat ki jaey tou gold nay down ward movement he ki hai laikin uss mai bhi baar baar ouch resistance aur support kay darmiyaan khaincha taani chalti rahi hai laikin over all gold nay aaj 100$ ki down movement ki hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

        ge ha my dear forex friends forex main acha experience hona kay bawajud ap ko loss hona ki waja ap ka over confidance be ho sakta hain dusra ap log kaam ko seriouce ho kar kaam nahi kartain ku ap seniors log samjtain hain kay hamara itna acha experinesse hain hamain kay loss ho ga hum to expert hain is main agar ap kay pass acha knowledge hain to ap usa kar kay kaam karain ap apna knowledge nahi estmal karta hain to ap ko kay faida knowledge hasil karna ka agar ap nay isa estmal he nahi karna to.our ap ko over confidance main a kar kaam nahi karna chahia ku kay agar ap samjata hain ka hamain apna ap pay confidence hain to ap apna hee noksan kartain is lia agar ap kay pass acha confidence hain to ap osa confidence he rakhan na kay osa over confidence bana
        • #5 Collapse

          Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

          Forex trading main jab ap k pass knowledge bi ho or experience bi ho to us k bad bi ap ko loss hota ha to us ki main waja ye ha k ap lalich karty han bari lots size lagaty han apny balance sy both ziada lagaty han is ley humy ziada sy ziada behtar learning or strategy sy trading kar k ache earning karni ho ge jis ki waja sy humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jtna hum behtar learning karni ho ge tab he hum behtar result bi hasil kar sakty han humy bilkal safe trading karni chae ha small lots sy trading karni chae ha or accept balance k mutabiq trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken na ta k hum successful ho saken
          • #6 Collapse

            Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

            Forex ma experience ho jany ky bad agr apko overconfidence ki waja sy loss ho skta hai forex trading market ma expert bnna bahot important hai lkn apny experience ko misunderstood nhi hony dena na he apko is sy expected loss ki ratio ko ignore krna chue balky yahan py apko internet ky sath apny kaam ma strongness dekhni ho gi aor market ko complicated samjha jana ho ga agr casual behavior rakho gay to mar khao gay trading ky leay hamen practically bhi kaam krna ho ga aor knowledge aor market ky asal haqaiq ko bhi smjhna ho ga aor nazar rakhna ho ga ta ky apko koi problem na ho aor ap asani sy trading kr sako trading ky leay technical aspects smjhny hony gay jo ky har bandy ky bas ki bat nhi hai
            • #7 Collapse

              Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

              Dear maximum forum members ko be long time ka trading experience hota hay magar bahot kam forum members Forex market key kamyab trader bannty hey trading experience hony ka ye matlab nahi key traders mehnat karna hi stop kar den, high qualified aur professional traders agar daily base par achi trading karty hey to continues hard work key base par hi es ko possible karty hey,

              me ne ye observe kia hay key mostly traders ko jab few years ka trading experience ho jata hay to wo samjty hey key ab un ko baghir mehnat key be apny experience key base par market me loss nahi ho saky ga magar esa bilkul be nahi hay, experience key bad be mehnat karna trader ki koshish honi chaye.
              • #8 Collapse

                Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                Dear traders jaisa ka apko pata hai k dunia mein koi bhi buisness hai us mein faida bhi hota hai aur nuqsan bhi hota hai ye profit aur loss har buisness mein hoty hain aur forex mein bhi loss ho jata hai aur agar ap kitny achy trader he kyun na hon agar apko maximum profit bhi ho raha hota hoga but kisi na kisi trade mein loss ho he jata hai aur loss ki waja apka less experience na bhi ho tu ye forex trading aik online buisness hai aur is mein kabhi kabhar market false movement bhi start kar deti hai ya phir jaisa k aj kal corrona ki waja se kafi sari countries ki currencies kamzor hogai hain ya achanak kisi conury mein koi political halat bigar jayn tu us ki currency down ho jati hai aur agar ap ki tarade us currency k pair par lagi hogi tu experience hony k bawajood bhi apko loss ho jaye ga is liye apny analysis ko behtar se behtar banayn aur technical analysis k sath sath fundamental analysis par bhi work kiya karyn aur news ko lazmi follow kiya karyn ta k apko loss kam ho aur profit zayada ho.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                  Dear friend Jab aapke pass Achcha experience hota hai to Uske bad Bhi Agar aapko loss hota hai to uski Sabse Badi vajah yah hoti hai ki aap lalach per Baithe Hain Kyunki Jab aap training Karte Hain To aap Achcha profit Hasil Karte rahte hain lekin Jab aap Jyada profit ki lalach mein badi lot size open Karte Hain To vah lot size aapki loss ki vajah bante Hain Kyunki Jab aap Badi lotsa use karte hain to aap ki koi bhi Ek trade Agar galat Lag Jaaye to vah Aapka Sara account wash krdyti Hai To isliye Hamesha Soch samajhkar trading Karen Taki aapko Aane Wale loss se Mukabala karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                    Tread Ja sake aapko pata hai ki Duniya Mein Koi Bhi business hai usmein fayda bhi hota hai aur nuksan bhi hota hai ya profit or loss aur Business mein Hote Hain frocks baby loss ho jata hai aur agar aap kitne acche ladke Hain Kyunki Ho Na Ho aapko waxing se profit bhi ho raha hota hai Hoga but Kisi Na Kisi trade Mein loss ho jata hai aur uski vajah aapke is experience na bhi ho to yah Forex trading ki 1 online business hai aur is Mein Kabhi Kabar market fancy kar deti hai ya FIR jaisa kya aajkal coronavirus ki vajah se Kafi sari countries ki currency kamjor ho gai hai yah Kisi ya Achanak Kisi currency Mein Koi political Halat Ban Gaye Hain uski currency down Ho Jaati Hai Aur Agar aapki trade us currency ki pair par lagi ho to experience hone ke bavjud bhi aapko loss ho jaega isliye Apne analyses ko vistar se vistar banaye aur tactical analysis ke sath ke sath sath Sabhi work Kiya Karen aur use ko follow Kiya Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                      Dear number Forex trading ek aise business hai jisme ek Ko mukmmal learning Hasil karna parati hai, Forex ki learning Hasil karna ek Din Ka Kam Nahin balki aap ko step by step learning Hasil karna hoti Hai jis mein basic term se lekar advance Tak Jana hota Hai. Is ke sath yah baat bhi aapki Din mein honi chahie ki learning ka process kisi bhi waqt khatm Nahin hota aap jitne bhi experience holder Ban jaen phirr bhi learning ka process chalta rahata hai. sometime Aisa bhi hota hai ki expert trader bhi apni trade mein loss Le lete hain kyunki yah ek business hai aur business mein lao sar profit donon aate Hain. lekin kidhar Ko yah chahie tej chalti ki vajah se loss aaya hai usko apne pass note down Karen aur dobara repeat hone se avoid Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                        kuch traders ke pass acha exprience hota ha or un ka wining ratio bhi acha hota ha matlb profit trades loss trades se zeyda hoti hain par un ko phir bhi loss hota ha os ki reason yeh ha ke aisy traders ka risk reward ratio boht kam hota ha aisy traders ne weak money management rules ko follow kea hota ha yeni ke aisy traders ka risk reward ratio 1:1 se kam hota ha or wo zeyda profit trades hasil karne ke bawajood bhi loss me rehtay hain or un ko exprience hasil hone ka bhi koi feyada hasil nehi hota ha

                        example
                        weak risk reward ratio ki waja se loss aisy hota ha ke ap ne 10 trades open ki os me se 6 ptofit me gai or 4 loss me par profit trades me ap ka profit 50$ per trades or loss trades me loss 90$ par trades ha weak risk reward ratio select karne ki waja se tu profit 6 trades me 300$ howa or loss 4 trades me loss 360$ ha tu ap ko zeyda trades profit me lenay ke bawajood bhi 60$ ka loss ho gaya is tarah traders ko exprience ke bawajood bhi loss hota han ap ko apna risk reward ratio 1:1 se above rakhna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                          G bilkul asy hii hota hy forex business hi asa hy jas k lay ap jatna zyda mahant kry gay acha ir complate kam kry gay tu yaqeenan us say ap ko buht fida or earning hasil hogie humry lay ay online international business hy jas k lay khowlage ka hona buht zurari hy ya business hy as main loss profit 2no hoty hy humy har halt main kush rhna chye ku k business main loss bhii hota hy ya business humry lay asy important hy jasy hum koi real business krty hy
                          Humy humsha sabr tahmol k sth as business main agy bhrna chye mahnat k sth humsha acha or senjeda ho kr kam krna chye jas say humri kamyabii humri mahant k sth mumkain ho sky
                          Agr hum mahant nii kry gay tu humy kbii kuch hasil nii hoga as lay humy jatna zyda ho sky forex main mahant krna chye loss humsha humri galtii mistake ki wja say atta hy bgr mistakes k humy kbii kuch koi nuksan nii higa na hi humy kbii loss ho skta hy agr hum ny kamyab hona hy tu us k lay humy jatna zyda experience ho shyd humry lay kam hoga humri kamyabii or sub say bhrii achievements treding main expert hona ku k forex main sub say important kam us ki treding karna us pay mahant k sth humsh acha or senjeda ho kr kam krna hum jatna zyda mahant kry gay acha or quality wla kam kry ga apni mistake say seekh kr agy bhry gay us say humy fida or kamyabii bhi wesy hasil hogie
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                            brother forex main acha experience hona kafi nahi ho ga experience hony ky bad ap ko pehly apne plan ko aur forex market main rules ko bhi dekhna padta ha jab tak en ko follow nahi karyain gay ap ko forex main winning nahi ho ge es lea forex main ager ap experience hony ky bad bhi win nahi kar rahy hain tu ap ko pani galti ko dekhna ho ga ky kon see see galti ki wjah say ap forex main kamyab nahi ho rahy hain aik forex main fail hony ki reason money mangement na karna aur lalchi hona bhi hota hai kyon ky jab ap es ko bho jaty hain tab bhii ap ko nuksan ky ilawa or kuch nahi milta hai es lea forex main ap ko win hony ky lea rules aur regulation ko bhi apply karna parta hai phir he ap iss main success hoty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main acha experience ho jany ky bad bhi loss hony ki reason kia hoti ha?

                              Jab Bhi aap trading account open karte hain Kisi bhi broker ka vahan per likha hua aata hai Yuva capital add risk yani ke aapka invest Kiya Hua paisa risk per hai iska matlab yah hai ki yah market kab Upar Jati Hai kab niche Aati Hai Kisi ko pata nahin Kisi chij Ko analyse karna Karna aur Market trend ka andaza lagana yah Tamam Tute Hai experience Mein Aati Hain Agar yah sab Kuchh hone ke bavjud bhi aapko loss ho jata hai iska matlab hai ki aap market ko sahi se judge nahin kar pa Rahe Jab aapke sath Aisa ho raha ho to aap ek trade select Karen usko analyse Karen market and Ka Jawab ko andar Ho Jaaye to Fir aap Ek Najar news per dalen uska ki koi news Nahin Aane wali Agar Aane Wali Hai To vate Karen uska impact Dekhen aur kar apni trade se start karen Inshallah ki trade acchi Hogi aur aapko block Nahin hoga market Mein Logon Ko kaam kartey hove 7 se 8 saal ho gye hain lekin woh abhi bhi achy trader nhi ban sakey uski wajah market ka change hona hai har saal kisi naye issue ki waja se market crash ho jati hai ya fr uncertain movement mai ajati hai es ly apko chahye mazeed mehnat kren or market ko samjhen Jab aap mar gai Ko Mukammal Taur per samajh Jaenge to aap ka Sawal Kabhi diya tha Nahin Hoga Ki Hamen experience Ke bavjud Bhi loss ho jata hai loss experience trader ko bhi ho jata hai ismein koi Badi Baat Nahin Hai 10 minut se 8 trades Jiski profit mein jaen ho ek Achcha hota hai aur Jiski 10 maine Char terade profit mein aur Baki loss Mein jaen vah average trader hota hai usko Mazid mehnat ki jarurat hoti hai isliye aapko chahye hai kya aap Mazed mehnat Karen aur Khud Ko Achcha trader banaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X