corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

    Hum sub janty hyn k crona virus ki wja sy mashiyat py bahut bura assr hoa hy iski missal assy hy jasy k America mn oil 0 price py agya aur saudia k oil ki mashiyat bhi bhut kam ho gai thi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

      Coronavirus ek khatarnak aur jald lagne wali bimari is ne hamare taleemi nizam aur dusre mulki nijam koradu badal kar diya hai jisse a bahut se log berozgaar ho gaye hain iski vajah se bahut se gharon mein khora ki ki kami hai ismein hamari Muscat aur dusri nizam ko tabah Ho barbad kar diya hai jiski vajah se Pakistan aur dusre mein Malik ke log bahut pasrchan ha
      • #18 Collapse

        Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

        Assalamu Alaikum dear aapki baat bilkul theek hai Forex trading ho ya koi bhi business Ho coronavirus ki vajah se Tamam business disturb Hue Hain Is Shahar Mulki economy disturb Hui Hai Iski vajah yah hai ki Jab Sab Kuchh log Naam Ho Jaega production band ho jayegi export khatm Ho Jaenge to currently ki foreign reserves khatm Hona shuru ho Jaate Hain kiske sath Hua Jab local market band Hoti Hai Log Apne income Nahin Hasil kar sakte Tamam karo bar Band Ho Jaate Hain isliye coronavirus ka Kisi bhi mulk Ke Upar bahut bura Asar pada hai
        • #19 Collapse

          Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

          Covid-19 maali mandiyoun aur ghair mulki currency ki tijarat par gehre asraat muratab kar raha hai aur taweel arse tak aisa karta rahe ga.Aik refinitive webinar ne inn awamil ka tajziya kiya jo American dollar ki talab ko mutasir karein ge.America mein berozgari ki sharah bare maali buhraan ke urooj par nazar ane waloon ki satah par charh gayi hai.iss se dollar ki maang mein izafe ka sabab bann gaya hai kyun ke sarmaya kaar mehfooz panah gazeen currency hasil karte hain.dollar ki talab mein haaliya tehreekein qaleel mudati jazbati guages ke zariye chal rahi hain jo taweel ul miyad awamil jaise bare paimane par berozgari aur hukumat ki wasi qarzoon ke asraat ki qadar nahi karti hain.
          • #20 Collapse

            Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

            Assalamu Alaikum Forex friends
            g han corona virus ny mulk ki economy ko bhut nuksan dia ha.lockdown krny se bhut sary poor people berozgar ho gaye.un k ghr khany k liye b ni ho raha tha..company factory band itna nuksaan ho raha tha.project pe kam ni ho rha tha..labor tabka kam ni kr pa rha tha.en sab baato ko dihan mae rkhty huye mulk ki economy bilkul khtm ki tarf ja rahi thi.mehgai ziyada ho rhi thi..jo k mulk k liye bhut nuksaan k sabab bana.
             
            • #21 Collapse

              Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

              Asalmoalikum g dear bilkul ap ny theek kaha COVID 19 virus ki waja sy pori dunia ki maheshat ko bhut bara nuksan hoa hy khasosan ghareeb mumalik ko Lockdown mai Pakistan ko b bhut nuksan hoa
              Factories band hony ki waja sy bhut mali nuksan hoa hy is ki waja sy bhut ghurabt mai kafi izafa hua mazdot tabjy ko bhut mushkilat ka samna karna para
              Or jaisa k ham janty takrbn pori dunia mai yae khatrnak virus phyla jis ki waja sy export or import band rhi or is process hony ki waja sy har mulk ko e nuksan hua
              Bhut c product sell ni ho skyn jahan product banti thi wahan kam ruk gya
              • #22 Collapse

                Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                Assalamu alaikum jaisa ki aap jante Hain ki coronavirus kivajah se Puri duniya aajkal mahashivpuran ka shikar Hai mahasachiv per coronavirus ne bahut bada state paida Kiya Hai yah lockdown ki vajah se kam karne ke liye koi na tha isliye log jyada se jyada forest business mein a rahe hain online business ko start karke acchi income hasil karke apni life survive kar rahe hain forest mein agar aap kamyab hona chahte Hain to mehnat Karen mein Na to lagane ke sath agar aap kam karenge to aap apni life survive acchi tarah kar lenge
                • #23 Collapse

                  Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                  Han g sub ke samne saaf zahir hy. Corona virus ke waja se lock down howa aur karfyo pore duniyan men laga hy. Jiske waja se pore dunian me choty bary sub bussiness band hogae hyn. Is se tijarat pe bahut bara asar para hy. Import export bhe ruk gae hy. Airlines band transport band. Ak martba to pore dunian ke maishat ka sika chalna jese band hogea hy. Is waqt sub se bara masla duniyan men corona virus hy. Agar yeh virus ka khatma na howa to kae mulk ke maishat tabah hojae ge aur wo ak martba phr karzy ke musebat men phanste jaen gy. march and at start of may it is double and about to touch BTC, everything is going down but BTC and GOLD they are painting well. Seniors please aap batae ye Kia waja ha? jis tarah aik or currency ha LINK wo b bohat achta margin de rhe ha. News see faraq to parts ha but kuch aise currencies hain jo predict ni ki ja sakti, un k bary me Kia khayal ha....S
                  • #24 Collapse

                    Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                    Salam dear members.crona virus jese k ham janty hain ek pendemic situation ha is ki waja c mulki maeshat lar bht bura asar ho raha ha is ki basic waja ha k jahan par bhe economy ko bhtr karny k lye kam keya ja raha ha wahn p kam ruk gya ha r is k elawa jo world trading chal rahe hotii hain wo bhe stop ho jatii hain international flights off hain stok market bnd ha is ki waja c economy bht weak tar hotii chali jaa rahe ha r is situation main pakistan ki economy ko bht nuqsan phncha ha r r is ki waja c bht c log un employment ka shikar hoee hain
                    • #25 Collapse

                      Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                      Assalamu alaikum dear friends ummid karta Hun ki Sab khairiyat se honge.ji bilkul Corona nek aisi waba thi Jo Puri duniya mein pehle chuki hai iski vajah se bahut Sare logon ko nuksan ho chuka hai kyunki Puri duniya mein lockdown ti aur ISI Tarah Pakistan mein bhi lockdown thi Jo ke bahut Sare logon ki rojgar band ho chuke.
                      Corona ki vajah se mulk ki tamam dar mashi aur school karobari tab ka sab iski vajah se bahut badhali ka shikar ho Gaye
                      • #26 Collapse

                        Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                        ji bilkul jab se karo na I hai Tab se hi majdur log students vagaira sab kuchh Kar Gaye Hain ruk gaye hain aur jo message ko paida ho raha tha vah bahut kam ho gaya hai coronavirus ki vajah se bahut hi message ko nuksan hua hai agar ham Forex ko dekhen Jaise us Gira tha to aise hi baki sab bhi kafi girate hai oil bhi bahut gir gaya tha main use raat ko bahut nuksan hua tha to coronavirus ham to chahte Hain ki jald khatm ho jaaye
                        • #27 Collapse

                          Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                          Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh kya hal hai bhai jaan theek ho ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge Baat aapane bilkul sahi kahi hai ke coronavirus Hamari ashiyaart per per bahut bada Asar dala hi Hai Hamari mashiyat ko Puri Tarah nuksan 5 Aaya Hai coronavirus ne Hamari Mein ashiyaart ka Beda Paar Kiya Hai coronavirus name coronavirus Ek Puri Duniya Mein faila Hua Ek bahut bura virus hai Jaise Lakhon karodon log Aise motor se hue hain
                          • #28 Collapse

                            Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                            Coronavirus Ne bahut jyada nuksan pahunchaya Hai Jiski Hamen Maloom Hai Ki coronavirus ki vajah se globally aur economy ke liye bahut jyada chij ka Samna Kiya gaya hai na sirf schools hospitals financial institutes banks aur business activities Sab Band Ho Gai Thi Aur is lockdown ki vajah se bahut jyada nuksan ka Samna karna pada hai globally Agar Dekha Jaaye to ke bahut jyada nuksan aur losses Ka Samna karna Pada hydrides ka trades colossus hue hain aur perishable items ke losses hue hain bahut se pareshan item Aise the ki joki on board the on port the for shipment Magar unko bahut jyada losses ka Samna karna pada hai economically bahut jyada changes I hai aur bahut Sare Aise country hai jo ke developing countries bahut jyada nuksan Ka Samna karna pada hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: corona virus ka mahishat pe bahot bara asar ....

                              Jab se virus aya hai tu us mai trading logo ka rujhan kafi a gya hai traders es business k bhout join kar rhay lekin ap ki economy down ho gai hai es ki waja se ap ko cheye jab tak es ko improve nahi karian gy ap governement ki instruction ko follow nahi karain gy ap ko loss ho sakta hai. esleye ap apni economy ko protect karian or virus se bachnay kay leye har ikqdam karian.es se ap ki family be safe rhay gi or country be.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X