jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.
    dear friends main ap ko yeh bat btana chahta houn ky forex market main kabhi kabhi asy halaat bhi aa jaty hain jab ap ko na he market main trend ki samajh lagti hai aur na he es main kisi news ki samajh lagti hai jiss ki wajah say jab ap kam karty hain tu ap ko loss ho jata hai jesy aj kal ho raha ha asi satuation main ham ko trading say avoid karna he behter hota hai es tab tak ap ko trade ko stop karna chaheay jab tak ap ko market main samajh na ay es ky es main kam kesy karna hai aur es main ager ap ky analysis bhi wrong ja rahy hain tab bhi ap ko es main trade karny say avoid karna chaheay phir he ap ki loss hony say bach sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

    Es situation me jab market ki movement kesi be tarha se samaj me na aye to zarori nahi key risk hi leya jaye aur orders place kar key nakam profit earn karny ki koshish ki jaye, market ko har tarha se aur har techniques key help se samjny key bad hi risk lena chaye, market movement ko na samjny key bawajood be agar orders ko place karny ki koshish ki jaye aur ye socha jaye key loss nahi ho sakta hay to es situation me loss hony key chances me mazeed azafa ho jata hay, market understand kia jaye to har type ki trading me aur har tarha ka risk leny par traders ko kamyabi mil sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

      Assalamu Alaikum dear friends is situation Mein Jab market ki movement Kisi bhi Tarah Se Samajh Mein Na Aaye Tu Jaruri nahin kar Ishq hi liya Jaaye aur order place Karke nakam profit and karne ki koshish Kijiye market ko Har Taraf se aur Har techniques ki help up se samajhne ke bad hi risk Lena chahie market mein Main moon mint Ko Na samajhne Ke bavjud Bhi Agar order ko place karne ki koshish ki Jaaye a aur yah Socha JK loss Nahin ho sakta hai to is situation Mein loss hone ki chances Mein Madina ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

        Traders kay liye sub say ziada mushkil waqt woh hota hai jab markets ki situations aisi hoti hain kay movement aisi ho rahi hoti hai kay traders fully confuse hotay hain. Unhain pata nahi chall raha hota kay trades open karain ya na karain aur Agar open karain tou kiss position pay karain aur lot size waghaira kia rakhain. Aisi situations traders ko market mai trades nahi kerni chaiye aur sirf Market ko watch kerna chaiye. Aisi situations mai traders kay liye sub say bahtreen waqt hota hai jab markets mai charts ko achi Tarah say read ker saktay hain. Charts ko read kerna, indicators ko smaajhana aur time frames mai trends ko samajhna he sub say best option hota hai jab traders ko confusion hoti hai. Market ki movement ko samajh kay he trades kerni chaiye aur Agar samajh nahi arahi hoto trading nahi kerni chaiye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

          Santa ji han dear friend agar aap market ko achi Tarah Nahin samajh sakte to usmein kabhi bhi trading na Karen Kyunki market Koi Itna Aasan work Nahin Hai yah International aur worldwide business hai agar aapas mein Din Raat mehnat karte hain tabhi Achcha profitable kar sakte hain agar aap ismein acchi nahin karna chahte hain to uske liye aapke pass acche experience Ka Hona bahut jaruri hai jisse aapka Miya per Baithe profit aise kar sakte ho apni life Ko Behtara bana sakte hain ministry hard work Karen jisse aap Kamyab Baithe profit Hasil kar sakte hain forex market Mein hard work ki bahut jarurat hai vaise aap acchi Aur Main Tera Ni Hasi Karke apni life ko Behtar banaa sakte hain isliye sabse pahle form hardware Karen mehnat Kare jisse aap Achcha experience Hasil kar sakte hain aur Iske alava demo account mein practis Karen jitni acchi practis Hogi utna hi Achcha aapko benefit hoga
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai sab se phly ye dekhna hai k ais market mai koi apki trading strategy k hisab se trade ban rahe hai to ap ais market mai trade laga ley agar ap ko ais market ki samjh nai aa rahe hai to ap ais market mai wait kary agar ap ais market mai koi pattern nazar aa jata hai to aus k baad ap ais market mai kamyab tab hi ho skaty hai jab ap ko ais market mai achi trade mil jaye agar ap ais market mai trade lagana chaty hai to ap ko ais market mai wait karna chaye jab ap ko ais mai achi trade mil jaye tab hi trade lagye warna ap ko loss ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

              dear forex friends agar market ki ap ko samaj nahi hai to ap ko market mai kabi be nahi kam karna chahia isi tarha agar ap ko market mai kam karna ka knowledge hai to ap is forex mai trading kar sakta hai agar ap kay pas acha knowledg hai to ap ko loss 10% hona ki umeed hai is kay alwa agar ap kay pass acha knowledge nahi hai to ap ko loss ho sakta hai loss us suraat mai hota hai jab ap kay pass knowledge kam ho our ap kay pass acha teacher na ho agar to ap kay pass acha techer hai to ap bhoot hee acha trader ban sakta hai our aik acha profftional trader ban sakta hai our is kay alwa agar ap kay pass acha trading master nahi hai to ap ko trading karna mai mushqal pysh a sakti hai is lia agar ap ko chahia kay ap ko trading karna mai mushqal pysh na aya to ap kay pass acha profftional trader master hona chahia tab he ap trading mai acha ruslt la sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                Dear member bilkul theek Kaha Jab Tak trading ke bare mein aapko full awareness Na Ho experience Na Ho aapko trading ki taraf bilkul Nahin Jana chahie come experience aur kam knowledge aapko trading karte hue loss ho sakta hai isliye sabse pahle Apne senior se sikhana chahie Unse acche quality Kishan ke question puchne chahie aur unhen Ghar se padhna chahie samajhna chahie aur usko Apne trading per implement karvana chahie is tarike se experience Mein improvement Aaegi aur ek din in Aap Ek acche a trader Ban sakte hain without knowledge aur planning ke trading bilkul Nahin Karni chahie trading Ek bahut Mushkil aur pressurize kam hai without experience Uske Ke Kareeb Nahin Jana chahie Agar Jaenge to nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                  Assalamu alaikum dear Forex trading members Pakistan Forex forum mein trading samajh kar karni chahie agar aapko trading samajh nahin aarahi to trading chor do aur ais per pahle practise kar lo demo account ko join kar lo trading market mein Pakistan Forex forum leading role play kar raha hai ismein aapko apna roleplay karna chahie aur rules ko follow karte hue kam karna chahie is ka asan tareeka yeh hai ky jab market ma kaam krny lago to pehly planning kro plan kesy bnanahai ky apny capital ya deposit kp dekhna hai agr acha deposit hai to apko isky sath sath market ma indicators choose krny hain kon kon sy indicator hain jo apko faida dy skty hain unka use increase kro aor market ma jazbati faisly na kro
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                    Mera zaati exprience aur seniors ki rehnumayi k baad mushahda yahi hai kay jab market strangley behave kar rai ho specially jase corona ki wja se crashes a rhy hun tab trade lgany se avoid kiya jaye, aur us time ko apni learning k lye utilize kr lena chahye ya phr is forum pay bonus bana lena chahye.
                    Shukriya.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                      Forex trading main jab bi ap trading karty han to pehly market k analysis karny chae han jab k agr humy market ki movement ki samj na aa rehe ho humy market main enter ni hona chae ha means humy trading ni karni chae ha balky humy both ahtiyat karni chae ha or hum trade lagani ha bi to humy sab sy pehly behtar planning or strategy banani ho ge or us pe amal karna ho ga jab tak hum log is pe amal ni karny gy to hum kamyab ni ho saken gy is ley humy trading main small lots stop loss or take profit istamal kar k khud he kam karny to hum kamyab ho sakty han jab bi jahan bi market ki movement ki samj na aa rehe ho to humy wait karna chae market ki movement ko samjena ho ga tab he hum kamyab ho saken gy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                        Bilkul jab apko market stable na lag rhe ho or market ki samj na arhe ho us wakt trade bilkul bhe nhe karni chiay agr hum us wakt trade lgaen gy to loss kar len gy is ley loss sy bachny ky ley phly market ko ache tarha learn karin market ko samjen ta k profitable business kia ja saky
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                          Yes dear apki ye bat bilkul theak hai ham forex market mein tab tak profit kama sakty hain jab tak hamyn market ki samjh aa rahi hoti hai aur hamary analysis k mutabiq market ki movement ho rahi hoti hai lekin jab market mein apko movement ki samjh na aa rhi ho aur ap k analysis k against market ja rahi ho tu apny account ko safe rakhna chahye aur trading ni karni chahye aur apni learning p tawaju deni chahye aur fundamental analysis se help leni chahye kyun k jab market ki movement ap ko samjh na aa rahi ho tu news ki waja se bhi market mein unshedule aur trend k agaunst movnent ho sakti hai aur agar ham ne market ki aisi situtaion mein loss se bachna ho tu hamesha lots choti lagani chahye aur trade karty waqt stop loss ko lazmi lagana chahye aur market mein trading k doran apni learning bhi jari rakhni chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main market ko smjhna or osi ko folow kar k trading karny main faida hota hai or aghr hum market ko achi trha smjh nahi skty hain tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain tu hmain sub se pahly market ko smjhna or osi ko follow karna sikhna chahye q k esi k sah he hum apni trading ko bahtr kar skty hain foex main kamyab hony k liye hmain market ki skills ko smjhna sikhana hoga or aghr hum market ko achi trha se smjh nahi skty hain tu hu kbhi bhi market main acha profit milny k chances hoty hain or aghr kisi trador ki maret ko smjhny ki ability strong nahi hai tu wo kbhi bhi apni trading na karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:ager market ki ap ko samajh nahi aa rahi hai tu kabhi bhe trade na karain.

                              Assalam o walekum ji Janab bilkul ap thk keh rhy hn jb ap Pakistan Forex form mein trading krty hn to kbhi market ki movement khrab ho jati hy or ap osy thk traha sy analys nhy or sktty hn is lyee apko chahyee keh jb ap ko market ke movements thk traha sy analys nhy ho rhi ho to ap os wqt trade na krn q keh is wja sy ap ko loss hotta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X