Safar Karnay Se Parhez Karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safar Karnay Se Parhez Karain
    Dear Friends

    Jaisa kay ap jantay hain puri dunia mai kis kadar buri halat howi hai Virus ki waja se. tu please kahi ka safar maat kejey apny ap ko ghar tak mehdood rahkain or apny ap ko es se bachnay kay leye koshish karain. Namaz ada karain or sub kay leye dua karain. ALLAH hum sub ki hifazat farmaye

    Ameen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

    G han humy chiya k hum gair zrori safer sy ijtanab krain . Humy is cheez ko yani COVId-19 ko mazak me bilkul ni lana chiya. Ya virus boht jald pailta ha humy jitna ho sky gahroon me rehna chiya .
    • #3 Collapse

      Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
      Dear Friends

      Jaisa kay ap jantay hain puri dunia mai kis kadar buri halat howi hai Virus ki waja se. tu please kahi ka safar maat kejey apny ap ko ghar tak mehdood rahkain or apny ap ko es se bachnay kay leye koshish karain. Namaz ada karain or sub kay leye dua karain. ALLAH hum sub ki hifazat farmaye

      Ameen.
      G bhai aj kal to is virus ne buhat tabahi machadi hai, almost sare mulko ki flights band hai qk sab mulk apne apne logo ki hifazat ke liye bahar ke logo ko apne mulk mein ane nhi de rahe. Aur ye ek bahtreen step hai is virus se bachne ke liye. Hum sab ko bhi chahiye ke apne mulk ke logo ki aur apni hifazat ke liye apne gharo mein hi rahe aur bager kisi zarurat ke bahar nhi jae, ghumna phirna to bilkul nhi chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
        G bhai aj kal to is virus ne buhat tabahi machadi hai, almost sare mulko ki flights band hai qk sab mulk apne apne logo ki hifazat ke liye bahar ke logo ko apne mulk mein ane nhi de rahe. Aur ye ek bahtreen step hai is virus se bachne ke liye. Hum sab ko bhi chahiye ke apne mulk ke logo ki aur apni hifazat ke liye apne gharo mein hi rahe aur bager kisi zarurat ke bahar nhi jae, ghumna phirna to bilkul nhi chahiye.
        Exactly bro, bhar ghumne phirne se na srf hume khatra hai balke hamari wajha se buhat sare logo ko bhi khatra ho sakta hai, is liye hume ger zaruri ghr se bahar jana band karna hoga aur mostly time ghr pe guzarna hoga take hum khud bhi mahfooz rah sake aur hamare family members bhi.
        • #5 Collapse

          Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

          g g bilkul is varius say bachnay k lie safar niiii krna chaye agar both zarori ha safar krna to kuch safety zarori ha
           
          • #6 Collapse

            Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

            apnay app ko safe rakhnay k lie mask use krain soap say hands ko 20 sec tak dho lain social distance rakhna zarori ha kam say kam 3 fit distance rakhain
               
            • #7 Collapse

              Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

              is varius say dosry logon ko awerness krain k ye kia ha or is say kis tarha safe apnay ap ko rakh sakty hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                Assalam o alaikum
                Dear friends
                Bilkul aj kl pori dunya k halat khrab huay ha covid ki wajah se sairoo tafree nhi krni chye balkay ehtiyaat krni c.. hye agr zindagi khtam ho jayegi to saray mazay khtam..
                Apna or apni family ka khayal rakhna chahye jaan ha tojahaan ha. Khudara covid ko lite nhi ly.. Allah hamy is bimaaari se mehfooz rakhy.. Ameeen
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                  Assalam o alaikum
                  Dear friends covid ki wjah se safar se ehtiyaat krna chye..
                  Apni family ko time deni chahye.. Wesy jab halat bahter ho jaye chahy to pori dunya a ka visit kry koi masla nahi ha
                  Aisy halat me apna or apny pyara ka khass khayal rakhy
                  Jitna ho sky batai hui ehtiyati tadabeer apnaiye mask parhny..
                  Shukriya
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                    Assalam o alaikum to everyone
                    Kesy ha app sab aj kl jeasy halat chala rahy covid ki wajah apko har banda preshaan nazar araha ha bahir jany se perhaiz kary.. Ye itni buri wabaa ha aik insan se dosry ko asaaani se ho raha ho repadly hota ja raha agr ye out of control ho gaya os par kabool pans muskil ho jayega isliye jitna b ho saky safar krny se bahamir many se per haiz kry
                    Shukriya
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                      G blkl sfr krny sy avoid kryn....agr ap mushkil mein hain to km az km dosron ko pryshn na kryn...agr sfr bht zrori hai to private sfr kryn means 1 ya 2 log hi ik gari mein bhthyn...agr bht zrori hai ti precutions ko md.e.nzr rkhty hoy ap apna sfr kr skty o
                      • #12 Collapse

                        Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                        Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay pakistan ak bahut he acha or beautiful country ha is main hammy bahut sari esi place milti han jahan pa ham asani kay sath pher sakteey han or enjoy kar sakteey han dear hammy aj kal ham jin halat say waqaif ha dear hammy in dino main kam az kam sfar say parheez karni chaheye ta kay ham mehfooz raheen dear hammy is virus say bachna ha Q kay ye agar ap ko ho gi to is say dosry loogo ko bhi khatra ha na sorf apo ho ga balky is say ap kay related hare shaks ko is ki musibat ka samna bhi karna par sakta ha is kay leye hammy apny ap ko save rakhana ha dear hammy mask pehan kay rakhna caheyee ghar raheey save raheen
                        ehteyaat ilaaj say behtar ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                          my dears friends
                          umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat 100% thk ha kyu kay ajj kal jo bi halat ha ham ko safar say parhaz karna chahyia kyu ka corona virus ki waja bot sary log mar rhy ha or ya aik asi dises ha jo insan kay tech karny or sans kay lany say bi hoty ha or is say best ya hi ha kay app travling karny say parhaz kary nai to app bi is ma mubtla ho sakty ha or ab tak is ki koi bi antitude nai tyar hova ha or agar app ko ya bimary ho jaty ha to allah nay kary app 5 ya 6 din kay ander hi mar sakty ha is say best ha kay app koi bi safar na kary or apy ghar ma hi rhay or sath hi is say bachny kay lyia apny hath ko sabon say dhoay or mask ka istmal kary
                          • #14 Collapse

                            Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                            Hi feiends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review safer say parhez karain dosto app ko pata hay kay aj kay dore main corouna virus bott zaida hay or boot se log mar ray hain to ap sab log ghar main rain ta kay ap sab covid 19 say bach jaain to ya ap kay hak main bather ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Safar Karnay Se Parhez Karain

                              G han bilkul Corona virus key effect ki waja se 1 aam admi ka be farz banta hay key wo Government key mashwary par amaal kary, Governament ne jes tarha se lock down ka decision leya har kesi ka ye farz hay key wo es decision ko tasleem kary aur ghar se kesi zarori kam key ley hi nikly esi me sab ki behtari hay magar dekny me ye aya hay key kesi ne be Government key es decision ko accept nahi kia aur har event aur festival me shirkat ko be zarori samja, corona virus es tarha se kabi be khatam nahi hota, Government bahot soch samaj kar hi koi decision leti hay aur ye awaam ki behtari aur us key faidy key ley hi decision lety hey, lock down ki waja se Government ka hi nuqsan ho raha hay magar per be awaam ko faida deny aur us ko corona virus se bachany key ley ghar se bahir na jany par pabandi laga di gai, agar ham ne be corona virus se mehfooz rehna hay to kesi zarori kam key ley agar ghar se bahir ham chaly be jaye to ye hamari majbori hoti hay magar koi be esa zarori kam na ho to ghar me hi rehny me hamara faida hay, 1 aam admi ki ye responsibility hoti hay key wo corona virus se bachny key ley self base par be koi qadam utaye aur ghar se bahir na jany ka agar hamy kaha ja raha hay to ham es ko follow karna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X