The importance of time frames
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear brother aap ka shukriya k aap ny itni ach maloomat hum sy shair kin agr hum in ko follow krain gy to zaroor kamyab hun gy aur han forex main chart ki kafi ahmiyat hoti hy aap bary chart k zariyeh sy us pair ya metal ka trand samj sakty hain ur phir us main kafi munasib trade kr sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      time frame mein m5 use karta hn aur forex mein hum loss bohat easily kar letay hain aur loss wali money bohat hard sy recover hoti hai is liye jis wajah sy loss hua us par concetrate karey pir dekay ky kon si mistakes hui aur us mistakes ko as a lesson ly tab aap ka experince acha ho sakey ga is business mein.
       
      • #18 Collapse

        time frame ki bohat important hia aur aap is business mein success ho saktay hain only aap ko is business mein mind sy market ko analyze karna hota hai aur aap ko is business mein effort aur hard working karni hoti hai tab aap forex market mein success hasil kar skatay ho yeh best hai.
        • #19 Collapse

          time frame m5 bets hai aur loss har business ka part hai aur forex aik highly risky business hai so aap ko is mein care karni hoti hai tab aap is business mein easily work kar saktay hain aur yehi best easy way hai is business mein aur loss aur profit aap ko both ho ga forex business mein.
          • #20 Collapse

            time frame ki bohat importance hai aur forex mein humay loss bi hota hai aur profit bi hota hai so yeh business bohat risky hai is ky liye aap ko effort ki need hoti hai aur without effort aap is business mein aap success hasil nai kar saktay hain so yeh real aur profitable business hai i make a great profit.
            • #21 Collapse

              ji han time frames hamari trading mein kafi effect rakhty hein or aksar aisa hota hai k ham 1H time frame par koi trade enter karty hein but M15 ya M30 usky against market ko show kar raha hota hai is liye hamein chahiye k M15 per jo signal ae usy H1 per dekhen jab dono same signal dein tab enter ho.
              • #22 Collapse

                my dear brother,trader short term ya long term trade k bary ma souchta ha tu woh apnay analysis ki madad se, indicator ko proper rules k sath use kar k time frame ko chose karty hain.Mery experience k mutabiq jab mai short term trade ka souchta ho tu main humesha M5 & M15 ka time frame use karta ho,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                • #23 Collapse

                  time frame ki importance hia aur forex sab kay liye hay forex ko house wife bhi kar sakti hy aur achi trha trade kar sakti hay lekin un ko pehly forex ko seekhna hoga takay woh forex mein loss say avoid kar sakay aur forex mein bilkul lalach nahi karni hogi aur low profit bhi accept karna chayie .
                  • #24 Collapse

                    dost ap ne acha thread post kiya hai aur ap ne thread main kafi achy points batay hai new comer ko ap k is thrad ka bohat faida ho ga aur wo start se he forex trading thek tra se kar sakty gay
                    • #25 Collapse

                      For getting the success in the forex trading time is very important and key factor to get the positive result in the Trade. Right decision on the right time give the success in the Forex trading and you can earn more in the Forex trading . All see the market position first and than make the trade and earn more in the Forex trading
                      • #26 Collapse

                        dosto aik baat ysd rakhna jitna ap bara time frame use kren ge utna e ap ki trading safe ho gi so be a safe trader......
                         
                        • #27 Collapse

                          mai apko mashwra deta hon k ap log h1 se oper ka time frame use kren apko losss km se km ho ga chote time frame mai bahot loss hota hai
                           
                          • #28 Collapse

                            time frame ki bohat importance hai aur forex aik quick money making online business hai aur aap is business mein bohat kam waqt mein acha earn kar saktay hain aur yeh bohat acha hai meray liye aur youtube par aap forex ko easily learn kar saktay hain aur is forum sy bi aap achi information collect kar saktay hian is liye aap forex ko aik acha business samjtay hain.
                            • #29 Collapse

                              ham iss mai kam kar sakty hain ... is mai hame time fix kar lena chaye ha jis time mai hame iss mai kam karna chaye hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                time is everything . the more time you spend the more you get your self polished every day.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X