Trailing stop
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    trailing stop mara sab sa best triding option ha ma isa usa us waqat lazmi use karta hu jab market condition unsure ho k up/down ho ge ya nahi.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Apny kafi acha share kya hai trailing stop per aur mujhe pehlay pata nhe tha k yhe chez hai aur kis bala ka naam hai, laikin ab kafi malomat gil gaye, isliye i think yeh option tamam traders ko use krna chahye aur har koi issay faida utha sakta hai, trailing stop ki wajha say trader apny loss ko kam kr sakta hai agr market usky against ja rhi hai tu.
      • #33 Collapse

        very good information shared by you. if you can some more information about it then it is great. can you tell me that in which way we can use this option. i mean where we can find that option to use in our trading.
        • #34 Collapse

          vary good bohat hi achha tool ha janab isay ager samajh nai aay to demo account pa prectice ki ja sakti ha , tralling tool sa ap profit lock ker earn ker saktay ho ... good lakin is tool k minus point bhi koi bata sakta ha ?

          please
          • #35 Collapse

            trailing stop ek bohat he aham cheez hey ku k trailing stop say aap bohat acha profit bana skty hen is ka sab say bara faida ye hota hey k aap apna profit safe karlety hen or mazeed ziyada profit aap k account main add hota hey rehta hey...
            • #36 Collapse

              Trailing stop un trader k leye bhout acha hai jab woh news pay trading karty hain or trailing stop ki madad se trader asani se apni trade ko profit mai close kar sakta hai or trader apni open trade k upar right click kar k trailing stop laga sakta hai or sub se kam trailing stop 15 points ka hota hai jo trader jo scalping karty hain woh es ko use karty hain or woh bhout acha result es se hasil karty hian profit ki surat main.
              Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
              • #37 Collapse

                Is kka use tab kare jab app ki trade nafe main ho aur app ko pata ho ke abhi kuch hi deer main app ka yeh nafa loss main chala jye ga aur app ko is ka use kam se kam use kar ke is ko apne trade main istimal kar ke apne nafe ko safe karna ho ga .
                   
                • #38 Collapse

                  Main tu is ka bhi use karta ho jab app ko kuch nafa ho aur app kuch point wait kare aur is main app ko loss ka risk huta hay aur app ko pata ho ke itni point per kuch ko kuch bhi nafa nahi huna hay tu app is ka istimal kar le aur app ko kuch point loss ke bad app ki trade app ko nafe main hi bad ho jye ge .
                   
                  • #39 Collapse

                    dost ye tu buhaat achi sahulaat ha mujay ajj hi iss kay baray main knowledge hoha ha waqhi iss fourm pe har roz app ko koi na koi nahay cheese pata chati ha jo kay trading main buhaat kaam ahti ha trailing stop ko main apni trade main must use kiya karoon ga
                    • #40 Collapse

                      Well main ne kabhi trailing stop use nahi kiya or apka explaination acha raha, Main usually stop loss hi set krta hon. Jab apko pas strategy hoti hai to apko stop loss lagane main mushkil nahi ati bashart k apko strategy use krna ati ho.
                      • #41 Collapse

                        waisay tou stop loss aur trailing stop ka function aik sa he hai.lekin trailing stop stop loss se zayada acha tool hai.agar apne trade per 10 pips ka trail stop lagate hai aur trade main apko gain horaha hoga tou trailing stop 10pips agay ka stop loss kerdega.bhot acha tool hai ye.trailing stop profit locker bhi kaha jata hai.
                        • #42 Collapse

                          I never use trailing stop during my trading , i just use a stop loss and a target profit limits to protect my account from any unpredicted movement which may happen . we will discuss about trailing stop loss at this thread
                          • #43 Collapse

                            aap ne achi post ki hai bhai jan mujhe trailing stop use karna nahi ata tha aaj aap ki post se kafi help mili hai mujhe me zarur isko ab jald se jald try karun ga and aap ko result bataoun ga i hope ke is se mujhe real account pe kafi help mil sake gi .
                            • #44 Collapse

                              Meta Trader 4 me trailing stop aik bohat hi mazy ki cheez hai or aik magical cheez hai. Trailing stop high market fluctuation me bohat kam ki cheez hai. Ye apky stop loss ko market kay trend kay sath sath automatic tight karta rehta hai apka profit lock kar deta hai. magar aik tarha se is me kam points ka trailing apka profit kam bhi kar deta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai boht he achi or knowledge able post aap ny ki hai. main ny yakeen maano trailing stop k baaray main abi suna hai or mujhy iss baray main qatai ilam nahii tha. so ab main try karoon ga k iss ko b seekhoon or dekhoon k kessay use krna hai iss ko. thank you dear for this informative post.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X