Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha
    Dear Forex Members

    Trading main trader ager aik pair pay be trade karty hain tu woh kam as kam 5 se upar indicator ka ik time mai use kar rahy hoty hain or result yeh nikalta hai kay sub loss ho jata hai bad main.Koshish karain woh trading jis main ap ko analysis karna par raha hai kam as kam 1 ya 2 indicator ka just use karain or un ko change na karain. apny pair kay hisab se un ka use karain gay tu ap ko long term, short term kay hisab se values ki setting karna kudh ba kudh a jaye gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha

    ji han ap nay sahi kah hay keh gar hum hnay forex main kamyabi ki zarort hay to har chez ko usky mutabiq karo aor is had tak karo keh use apni zarort na bnao us par depend na karo tab hi hum is chez ky na hony sy bhi apny ap ko adhora tasswr nahi kar paengy
    • #3 Collapse

      Re: Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha

      Nodir Aisa bilkul nahin hai agar aap Jyada indicator ka istemal karte hain to ismein aapka koi bhi nuksan nahin hai Kyunki aap indicators ka istemal karke bahut hi acchi earning kar sakte hain agar aap alag alag chat mein jyada indicators use karte hain to UN Sabhi ki movement ko aap Dekhte Hue trade Agar open karen to aap Achcha profit kaise kar sakte hain to isliye aap befikra hokar trading Karen aur indicators MT4 ke original indicators ka istemal Karen aap acchi trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaffiq786 پيغام ديکھيے
        ji han ap nay sahi kah hay keh gar hum hnay forex main kamyabi ki zarort hay to har chez ko usky mutabiq karo aor is had tak karo keh use apni zarort na bnao us par depend na karo tab hi hum is chez ky na hony sy bhi apny ap ko adhora tasswr nahi kar paengy

        dear ap ko kamyabi cheye tu ap apny indicators ki tadad ko kam karian or woh indicators use karian jin pay ap trust kar kay aghy lay kay ja sakty hian nahi tu ap ko loss ho ga. ap apny indicators ko kam karian gy tu ap ko kam indicators pay acha experince mil jaye ga or ap achy se indicators ko use karna un ki values ko set karian or un ko chat pay use karny ka sara tareeqa jab seekh jain gy tu ap ko future mai trend find karny mai masla nahi hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha

          dear aapane bahut hi interesting topic discussion ke liye select Kiya hai Forex trading main jab aap kisi ek currency pairs yah commodity trading kar rahe hote hain to is per jab aap multiple indicators istemal kar rahe hote hain to ismein aapke liye ek bahut hi interesting situation ho sakti hai kyunki sometime aapko 1 indicator perfect analysis share kar raha hota hai lekin uske sath ek aur indicator aapko uske against trend show kar raha hota hai aisi situation main aapke liye market mein inter hona difficult ho sakta hai.

          iske sath sath aapko ismein ek hi advantage milta hai ki agar aapane ek currency pairs per same time per 5 indicators apply ki hui hai aur inmein se agar aapko 3 indicators same indications provide kah Rahe Hain to aisi situation main aapko jyada confirmation ho rahi hoti hai aur aap apna decision aasani se le sakte hain isliye aapko koshish karni chahie ki Forex trading mein jab kam karte Hain to ismein ek limited members of indicators ko istemal Karen jismein aapke liye bahut jyada confusion situation Na Ho.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Zaida Indicator ka Istamal Ap kay Leye Nuqsan Ha

            Indicator ka zaida istmal matlub woh hota hai kay ap kafi different indicator ka use kar rahy ho. ap jab bar bar different indicator ka use karain gy tuap ko issue aye ga. ap ko nahi samaj aye ga. es leye woh indicator use karian jo ap kay pair kay leye achy ho or un he pair ko aghy use karian. es tarha ap ko faida yeh hoga kay ap ko khas indicator ka use karna a jaye ga. or ap sahi sey apni trade mai profit hasil kar skaty hian or indicators ka use jis kadar acha ho ga woh ap ko achi earning hasil karny main madad kary ga.

            اب آن لائن

            Working...
            X