Re: corona virus kesy phela or ab is ka market per kya effect ha?
Assalamu Alaikum dear friendap ne agar ais corona virus k bary mai study kia ho to ap ko ye pata ho ga k ye aik aisa virus hai jo agar ap effect person k pass jaty hai to aus k sans leny se ap ko bhi lag jata hai aisy hi ais virus se kuch log effected thy jin ki waja se kafi zayda logo ko ye virus lag gia hai aor ais ki waja se abi kafi zayda disturbance ho gai hai ais ki waja se bahot sary countries mai lock down ho gia hai aor ap ne agar ais market mai dekhna ho to ap ko ais mai aisi currencies par trade karni chaye ap agar ais market mai strong currency par kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai soch samjh k kaam kary gay to ap ko faida ho ga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим