corona virus kesy phela or ab is ka market per kya effect ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: corona virus kesy phela or ab is ka market per kya effect ha?

    Assalamu Alaikum dear friendap ne agar ais corona virus k bary mai study kia ho to ap ko ye pata ho ga k ye aik aisa virus hai jo agar ap effect person k pass jaty hai to aus k sans leny se ap ko bhi lag jata hai aisy hi ais virus se kuch log effected thy jin ki waja se kafi zayda logo ko ye virus lag gia hai aor ais ki waja se abi kafi zayda disturbance ho gai hai ais ki waja se bahot sary countries mai lock down ho gia hai aor ap ne agar ais market mai dekhna ho to ap ko ais mai aisi currencies par trade karni chaye ap agar ais market mai strong currency par kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai soch samjh k kaam kary gay to ap ko faida ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: corona virus kesy phela or ab is ka market per kya effect ha?

      forex friends corona virus chaina say shuro howa hain our iran main gay iran kay bad itly main itly ki bas usa usa kay bad pakistan main matlb kay corona virus ab taak sari dunia main poch chuka hain our is corona virus ki waja say bhoot si death ho chuki our ap market ki surtayhall ka is baat say andaza laga sakta hain pahlay market main trading monday say friday tak daily har sessin main thuray na thuray time kay lia suspand hoti rahi hain our ap is say mallum kar saktay hain kay anay wala din bhoot he sakhat ho saktay hain wo is lia kay abi tak puri dunia main mazeed patients baray ja rahaya hain bas ap is say hifazat our jo doter nay hadyt dia hain un par amal kar kay ap bacha sakta hain is corona virus say hum umeed he kar saktaya hain kay anaya wala din hamara lia bhatr ho bahot shukriya.

      اب آن لائن

      Working...
      X