jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain
    dear forex forum friends hamaray lia mony mangent ku zaruri hain kis lia hamain mony mangment zaruri our hamain ku mony mangment karni zaruri hoti hain our hamain ku zaruri hain mony mangment kar kay hamain kia faida hota hain agar hum mony mangment na karaya to kia hamain nuksan say samna karna parta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

    Forex trading ho ya koi bhi business ho Money management bohat zaruri hai. Money management say he forex trading business ko achay tareekay say run kia jaa sakta hai. Traders ko yeh baat bohat achi Tarah samajh laini chaiye kay account balance acha aur strong hoga tou he acha trading business kia jaa sakta hai. Forex mai money management kerna iss lehaaz say bohat zaruri hai kay traders ko apnay account balance ki buniyaad pay he lot size ya volume set kerna hota hai Agar management achi hogi tou he achay level pay business kia jaa sakta hai. Money management mai investment, profit aur loss ki ratio aur withdraw kay targets sub he shamil hotay hain. Money management kerna her trader ko seekhna chaiye aur yeh kaam 100$ kay demo trading account say bohat achay tareekay say seekha jaa sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

      Dear ap ne agar dekha ho to ais market mai kafi zayda risk hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ais market mai atna hi risk ley jitna ap ka account hai ap agar ais market mai money management k hisab se lot lagaty hai to aus par ap ko ye faida ho jata hai k ap ki trade agar loss mai jati hai to aus par ap ko atna zayda loss nai hota hai ap ais market mai agar lot bari lagaty hai wo trade ap k thora sa opposite jati hai to aus par ap ko kafi zayda loss ho jata hai ais market mai ap kaam sekh ley aor aus k hisab se ais market mai kaam kary tab ap account par atna zayda risk nai ley gay jis se ap ko zayda loss ho jaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

        money management important
        forex me money management boht zarori ha is ki waja yeh ha ke forex aik risky business ha ap ki kisi bhi wakt koi bhi trades unexpected movement ki waja se loss me ja sakti ha or agr waha par ap ne money management ko follow karte huey trades open kare gay tu jo market unexpected movement deti ha os ki waja se ap zeyda loss se bach sakte hain ap ko loss limited ho ga
        money management na karne ke nuksanat
        jub ap Apne account ki money management nehi karte hain tu ap ka risk different trades me different hota ha jis se ap ko averages me kam profit mill sakta ha ya ap loss me bhi ja sakte hain jaisa ke ap ka agr trades me profit per trades 20$ or ap ka loss per trades 30$ ha tu ap is tarah kabhi bhi profit earn nehi kar sakte hain kyuke ap ka risk zeyda or profit kam ha
        money management ke feyaday
        jub ap Apne capital ki money management karte hain tu ap ka risk bhi calculated ho jata ha ap ko zeyda loss nehi hota ha or money management ko follow karne ki waja se ap ko loss kam or profit zeyda hota jis se agr ap ka wining ratio 50% bhi ha tub bhi ap profit me hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

          dear sab sy pehly ap ko forex business ka concept hona chaheay ky es main ham jab investment karty hain tu us ko mangement karny ky lea ham ko money mangement ki zrorat parti hai kyon ky ager ap apne fund ko mange nahi karain gay tu ap ky paisy ko khtra ho sakta hai forex main money mangement es lea ki jati hai kyon ky ap big loss say bach jaty hain jiss ki wajah say forex main ap apne capital ko save rakh sakty hain es lea forex main money mangement ka karna boht zrori hai esi say he ap forex main lagatar profit hasil kar sakty hain es lea forex main ham ko success hasil karni hai tu ap ko es main sab su pehly forex ky rules ko sekhna zrori ho ga phir he ap es business main success ho sakty hain aur achi earning kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

            Assalamualaikum Pakistan Forex forum members hamare liye Forex trading market mein money management bahut important hai Forex trading market mein technical and fundamental analysis ke bad aapko support and resistance follow karna hoti hai market mein indicators use karte hue kam karna hota hai agar aapke pass money management planning nahin hai to aap apne loss ko control nahin kar sakte trading market mein three type ki management strategies use ki jaati hai money management account management and trade management agar aapko tranding market mein complete it skills aur interest ke sath motivational hokar aapko trading karna chahie tab aapko zeyada fayda hoga
            • #7 Collapse

              Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

              forex trading main money managment k boht se faidy hain q k es se sub se bara jo faida milta hai wo yah milta hai k hmain zyda loss nahi hota hai or na he hmain loss hony par apna account wash hota hai jub k forex main yah sub se eham point hai jis ko hmain apni trading main mind main rakhty howe apni trading karna hoti hai jis se hmain loss nahi hota or hum apni trading k sath sath hum apny account ko bhi save rakh skty hain forex main money managment ka basic yahi amal hota hai k hum es se apny account ko save rakh skty hain or apni trading ko enjoy rakh skty hain account save rahny se he hum kamyab trading kar skty hain warna hmain loss hota hai tu bahtr yahi hai k hmain apni trading main money managment ka khas khyal rakhen
              • #8 Collapse

                Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

                Payment ki bahut se fayde Hain Kyunki isase sabse Bade Jo fayda Milta Hai vah yah Milta Hai Ki Hamen Jyada loss Nahin hota hai aur na hi Hamen loss hone par Apna account was Hota Hai Jab Ke Forex Mein yah sab se. Hai Jisko Hamen apni trading Mein mind Mein rakhte Hue apni trading karna Hoti Hai jisse Hamen loss Nahin Hota aur ham apni trading ke sath sath Ham Apne account ko bhi sev rakhte hain aur Rakh sakte hain Forex Mein money management ka basic Yahi Amal hota hai ki Ham isase Apne account ko save Rakh sakte hain aur Agar aapke pass money management planning nahin hai to aap apne Logon Ko control nahin kar sakte trading market mein three types key management separating use ki Jaati Hai money management account management and trade management Agar aapke pass trading market Mein complete it skills aur interest Ka Sath Achcha knowledge ho to aap Jarur Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza; hamaray lia mony mangment ku zaruri hain

                  Jay Mere Bhai money management bahut jyada Duri agar aap Chahte Hain Ki aapko achha status wale ho sake to manage management Karni Hogi money management ke sath aapko bahut jyada market ke andar bahut jyada Kuchh chijen sikhane ko Milenge money management se aap bahut jyada acchi chijen sakte hain money management Jaati Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Bhai jab be trade koi open hoti hai us mai money management us kadar zarori hoti hai. Us mai pata chalta hai kay ap jo trade open kar rahy hain us mai ap ka kitna capital use ho raha hai or ap ka kitna capital bad mai mazed trade open karny main kam a sakta hai. jab ap ko yeh nahi pata ho ga tu ap ko nahi pata chaly ga kay ap nay aik time mai kitni trade open karni hai esleye koshish karain risk or money management dunu ko aik sath kar kay ap achi earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X