jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to
    dear friends agar hum forex trading main analysis nikal kar kaam karay to hum is main profit bana sakta hain ourkia hum analysis ko nikal kar kaam kar sakta hai hamain kia faida ho ga analysis na karna say hamain trading main loss to nahi ho ga agar analysis nahi karta to hamain is main kisi mushqal ka to samna nahi karna paraya ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

    dear forex ain analysis ki boht ahmiyat hai q k analysis ki base par he hum apni trading ko bahtr kar skty hain analysis ka baisc yah kam hota hai k hum apni trading ko market k hisab se kar skty hain or kamyab ho skty hain jub tak hmain market ki smjh nahi ati tab tak hum apni trading ko bahtr nahi kar skty hain na he hmain forex main acha profit milta hai ap ny jo bat ki hai k hum aghr analysis nikal kar kam karen tu hum kabhi bhi miyari trading nai kar skty hain or hmain tab he loss hota hai es liye hmain chahye k hum apni rading main market ko achi trha se analysis kar k trading karni chahye jis se ap market k trend k according apni trading main kamyab nahi ho skty hain or achi earning kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

      Analysis kay baghair trading mai bohat ziada loss kay chances hotay hain. Kiyu kay analysis kay baghair trading kerna aisa he hai jaisay tukkay lagana hota hai. Forex trading business aik aisa business hai jo her Tarah Ke calculations kay saath he mumkin hota hai yeh aik aisa business hai jiss mai acha profit aur achi earning haasil kernay kay liye bohat zaruri hai kay proper mathematical tareeka kaar pay kaam kia jaey. Analysis say he traders ko pata chalta hai kay unki next trade kia honi chaiye aur unhain uss kay nataaej ka bhi kuch na kuch andaza hojata hai. Analysis ko Agar chore Dia jaey aur sirf current movement kay saath he trading ki jaey tou yeh bohat mushkil hota hai kiyu kay current markets ki movement say sirf usi time frame mai kaam kia jaa sakta hai. Aur uss say achay profits milnay main bohat mushkilaat aati hain aur time bhi ziada lagta hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

        Dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to aus k liay ye zarori hai k ap ais market mai analysis kary aor aus k hisab se ais market mai trade kary agar ap ais market mai achi trade lagaty hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ais market mai jitni zayda achi trade lagaty hai ap ko atan hi zayda faida hota hai ap ais makret mai agar analysis achy kar lety hai to ap ais market mai acha profit bana skaty hai ap ki trade agar loss mai bhi jati hai to ap ko ye pata hota hai k market ne kaha tak ap k opposite jana hai aor aus k baad ap ais market mai aus trade par profit bana skaty hai ais tarha ap sabar k sath kaam kary aor hamesha choti lot se trade kary tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

          Jaisa ki aap sab log jante ho correct trading market mein without trading analysis kam karna aasan nahin hai agar aapko kisi kaam ki samajh hi nahin aati hai aur aap usmein kam karoge to aapko nuksan hoga aisi hi misal Forex trading market ki hai agar aapko Forex trading market ki analysis ki understanding nahin hai aur aap yahan per big lot size use karte hue kaam karoge to aapko apna focus har waqt market per rakhna hoga aur aapko loss ki vajah se tension hogi isliye aapko chahie ki Forex trading market mein analysis ko importance do aur technical fundamental and sentimental three type of analysis ko understand karte hue kaam karo
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

            dear agr ap forex market me analysis karke trading nehi karte hain tu phir ap profit earn nehi kar sakte hain kyuke forex me jub ap profit earn karne ke liey trading karte hain tu ap ka maqsad aik ya 2 trades profit me nehi lena hota ha balke ap ko consistent ke sath profit earn karne ke liey consistent se trades profit me leni hoti ha or profit earn karne ke liey ap ki wining trades loss trades se zeyda honi chahie yeh target ap tub hi hasil kar sakte hain jub ap trading analysis ke sath kare gay

            agr analysis ke begair trading kare gay tu mostly time trades loss me jaye gi
            kyuke ap ki trading jub analysis ke begair hoti ha tu ap ko market ki next movement ki samaj nehi hoti ha or ap trading luck par karte hain or luck par trading karke ap consistent profit earn nehi kar sakte hain agr analysis ke begair trading ho tu os me 99% chances hain ke ap ko loss uthana par sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

              bhai jan aghr tu ap es karobar main achi or miyari earning krna chahty hain tu zarori hai k apko market k analysis karny hongy q k yah zarori hai k jis se ap apni earning kar skty hain jub k aghr ap es ko ignor kar k apna kam karengy tu apko kbhi bhi forxe se faida nahi mily ga es liye aghr ap apni trading main se analyssi ko he ignor kar dengy tu pechy apk pass earning k liye material nahi mily ga tu hmain chahye k hum aghr forex main analysis k sath apni trading karen tu hmain apni trading main loss hony k chnaces kam se kam hoty hain forex ka sara business he analysis ki base par he hota hai jis se hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain or kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

                Forex trading member analysis trading ke basics mein hai baghair analysis ke Agar ki Jaaye to iski Misal aisi hai jaise ke aap ko traffic rule Ka Pata Na Ho aur aap driving kar rahe ho aur aap Kisi bhi time nuksan kar sakte hain Apna Bhi Aur dusron Ka Bhi matlab ke Jis cheez ko aap kar rahe hain Uske bare mein aapko pura
                knowledge Hasil Ho use per aapko experience Hasil Ho Agar trading mein aap Baghair knowledge ke aur Jis chez kay barray may trading kar rahe hain uska analysis Nahin Karte media follow Nahin Karte aur aap say trading Karte Hain To Iske bahut bure Sarath Honge aur aap bahut bada lost kar sakte hain is wajah se knowledge experience strategy planning analysis yah to trading ke basics mein hai ya hum follow Karenge to Ek smooth trading kar Sakenge.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: awaisforex پيغام ديکھيے
                  dear friends agar hum forex trading main analysis nikal kar kaam karay to hum is main profit bana sakta hain ourkia hum analysis ko nikal kar kaam kar sakta hai hamain kia faida ho ga analysis na karna say hamain trading main loss to nahi ho ga agar analysis nahi karta to hamain is main kisi mushqal ka to samna nahi karna paraya ga
                  Proper analyses Karke trading karna Hamesha Thik Hota hai isliye Hamesha Hamesha analyses Karke kam Karen Jab analyses Karke kam Karenge to Hamari trading acchi Hogi aur Hamari trading ko kamyabi milane ke Jhansi se bahut jyada increase Ho jaenge analyses Karke Jab aap kam Karoge To aapki trading acchi Hogi aur aapko Kamyab hone ke chances bahut jyada ho Jaenge isliye Hamesha mehnat Karke kam karo aur analyses Karke trading karo Taki aapko kamyabi Milne Ke chance increase acche analyzers aapko Kamyab bana sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

                    bhai jan forex trading main analysis k sath trading krany se he kamyabhi milti hai es liye aghr hum es k bgaor apni trading karen tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain or na he hmain achi earning milti hai analysis ko ignor karny se hmain loss hota hai or hmara account bhi wash hota hai es liye hmain chahye k hum aghr apni trading krna chahty hain tu pahly maret ko achi trha se analysis karen osk bad apni trading karen jis main hmain loss hony k chnaces bhi kam hoty hain or hmain acha profit bhi nahi milta hai forxe aik best online trading ka business hai jis main hum apni trading ko bahtr kar k kamyab kar skty hain or achi earning kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

                      Market ko analysis karna (jaiza lena) traders key ley market ki condition aur market ki situation clear kar sakti hay, agar ham hamesha market analysis strategy ko zarori samjy aur esi base par trading be karen to 100 % se be zeyada chance hota hay key risk minimization me be ham kamyab ho jaye aur profit earn karny me be hamy kesi kisam ka masla nahi ho ga, market trend direction daily ham conform kar sakty hey agar market analyzing par ham focus karen gey, mery khayal me market ki unexpected movement ko be market analysis technique se identify kia ja sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza;analysis nikal kar agar hum kaam karay to

                        Bhaijaan Forex trading main analyses ke sath sath chatting karne se hi kamyabi milati hai isliye Agar Ham Iske bagair apni trading Karen To Ham kabhi bhi frocks Mein Kamyab Nahin ho sakte hain aur na hi Hamen acchi earning milati Hai analyses ko ignore karne se Hamen loss hota hai aur Hamara account bhi Vas hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Agar apni trading karna chahte hain to pahle market ko acchi Tarah Se analysis Karen Uske bad apni trading Karen jisse Hamen loss hone ki chance bhi kam hote hain aur Hamesha profit Bhi Nahin Milta Hai frocks 1 best online trading ka business hai jismein Ham apni trading ko Behtar Karke kamyabi Hasil kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Dear Forex trading main jab ap analysis nahi karain gy tu ap ko nahi pata chal sakta hai kay market bullish ho gi ya bearish hogi or market ki kitni movement ho sakti hai. kab ap ko long or kab short term trade laini hogi. Jab yeh ap ko pata nahi hoga tu ap apny guess base pay trade pay open kar kay loss karain gy tu ap ko cheye kabi be analysis ko trading mai ignore na karain. Pehly in ko seekh lain phir live account mai trade karain or apny analysis kudh kar kay ap achi earning kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X