Trading aur risk ka kia taluq hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading aur risk ka kia taluq hy?
    Trading aur risk ka kia taluq hy?kia trading may risk factor ki involvement ziyada rehti hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

    trading me risk factor boht zeyda hota ha jis se in ka apas me kafi gehra taluk ha forex aik risky business ha agr ap forex me boht zeyda profit earn kar sakte hain tu is me loss hone ke bhi chancess zeyda hotay hain jis se risk factors increase ho jata ha yeni ap ke loss karne ke chances zeyda hotay hain

    forex me risk factors ka taluk is tarah ha ke forex me leverages ha or zeyda leverages hone ki waja se ap kam capital par bhi zeyda tadad me buying or selling kar sakte hain jis se ap ke profit karne ke chances kam time me zeyda ho jate hain tu wohi par kam Time me loss karne ke chances bhi zeyda ho jate hain

    forex me risk factors ki involment zeyda leverages ko waja se hoti ha agr ap ani leverages ko kam rakhte hain tu ap risk factors ko kafi had tak kam kar skate hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

      Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss mai risk management bhi shamil hoti hai. Forex trading business mai money management, time management aur risk management sub he shamil hotay hain. Risk ka direct taaluq business say hota hai aur sirf forex business he nahi her business mai yehi problems hotay hain. Traders ko risk ko manage kerna demo account mai zarur seekhna chaiye kiyu kay demo mai trading real money say nahi hoti aur iss Tarah baghair kisi loss kay he risk management seekha jaa sakta hai. Forex trading business mai risk ka Matlab yeh hota hai kay traders apnay account balance aur apnay experience say barh trade na lagai jaey. Traders ko lot size ya volume ka bohat khayal rakhna chaiye kiyu kay traders kay business ko 2 he cheezain risk mai daalti hain aik tukkay laga kay over trading kerna aur dusra apnay balance kay volume ko apnay control mai rakh kay trading kerna risk ko Kamm kerta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

        Forex trading market mein agar aap risk-management nahin karoge to aapka account daily wash ho sakta hai isliye trading market mein risk management ki bahut important hai hai technical analysis one type of risk management count keya ja sakta hai agar aapane koi trade open karni hai to aapko lot size kya rakhni hai aapki stop loss and take profit kya ho sakti hai aapane kaun si strategy use karna hai long term trading strategy use karni hai short term trading strategy use karni hai ya aapane different follow karne hain Forex trading market mein sentimental analysis strong analysis count kiya jata hai lekin technical analysis ki importance ignore nahin ki ja sakti iske liye aapke pass Forex trading market mein different indicator ke bare mein understanding hona must hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

          Dear ap ko agar pata ho to forex market mai kafi zayda risk hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai trade par risk to lena parta hai magar ap ko ye dekhna hota hai k ap account par risk kitna lety ha ap agar account par risk zayda lety hai to aus se apka account wash ho sakta hai aisy hi ap ne agar ais market mai trade lagani hai to aus par apny account k hisab se jab ap risk lety hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai agar acha kaam karty hai to ap ko ais mai ye faida ho jata hai k ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai mehnat kary ap ko tab hi ais market mai faida ho jaye ga ais market mai kaam sekh ley aus k baad ais mai risk ley.
          • #6 Collapse

            Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

            dear forex friends trading our risk main taluq koch is tarha hain kay agar ap kisi be kaam main risk latain hain to ap ko loss ho sakta hain us kaam main chahain wo forex trading ho ya koi our kaam ap ko kisi bee kaam main risk nahi lanain chahin ku agar ap risk lain gay to ap ko buhat hee nuksan ka samana karna par sakta hain is lia pa ko chahia kay ap log kabi be risk ki tarf na jay warna ap ko buhat he nuksan ka samana karnain parain ga our jab bee ap trading karin ap ko risk main a kar trading nahi karni chahia agar ap risk main a kar trading kartain hain to ap ko loss ka samana karna par sakta hain is lia ap ko kabi be risk main a kar trading nahi karni chahia tab he ap trading main acha result la sakta hain warna to ap ko loss he ho ga trading main
            • #7 Collapse

              Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

              bhai jan trading tijarat ko kahty hain jis main hum online currencies main karty hain or yah trading ka karobar hai jis main hum currencies par tarding karty hain jub k risk kahty hain apki trading invest main jo ap apni trading main invest karty hain apni trading k liye or apki trading main jitna ap invest karty hain otna he apko profit or loss hota hai es liye hmain apni trading ko achi trha se soch smjh kar krna hoga jis main hmain loss hony k chnaces kam se kam hon forex main jis trador ki learning achi hoti hai wohi forex main kamyab hota hai or acha profit milta hai forex main bahtr kamyabhi k liye apny knowledge experience or learning ko enhance kar k kam krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

                Forex market me ham trading karty hey aur risk ka ratio market me bahot zeyada hota hay market analysis key base par risk ratio nikalny me ham kamyab ho sakty hey aur es koshish ki waja se risk minimize be ho jata hay aur risk ratio be determine ho jata hay, Forex market me risk ratio ko determine karna hi traders ki kamyabi hoti hay,

                mery khayal me Forex market me agar samjny key ley koch hay to wo hay risk factor aur reward factor, traders es ko market analysis karny key base par aur apny knowledge se hi determine kar sakty hey, me samjta hon key success traders key ley market me risk ka samjna hi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

                  Mujhe to ap ka sawal hi ajeeb lag raha hai, forex trading aur risk ka talaq khatam nhi ho sakta, jis tarha kisi bhi karobar mein hum apne pese invest karte hai to us mein risk hota hai, business kamiyab nhi hua to ap ke pese zaya hone ka risk rahta hai usi tarha jab hum trading karte hai aur apne pese invest karte hai to lazmi bat hai risk rahta hai qk lazmi to nhi na ap trading mein her waqt profit hi kama sako, forex market to buhat ziyada uncertain hai to is mein nuksan hone ke chances ziyada hote hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading aur risk ka kia taluq hy?

                    Mujhe to aap ka Sawal hi Ajeeb lag raha hai Forex trading aur iska Taluk khatm Nahin ho sakta Jis Tarah Kisi bhi karobaar Mein Ham Apne paise invest Karke to usmein risk hota hai business kamyabi Nahin Hui to aapke paise Jyada hone ka Risk rahata Hai Usi Tarah Jab Ham trading karte hain aur apne paise invest karte hain tu laazmi baat hai Risk rahata Hai Kyunki lazmi To Nahin aap trading Mein Har Waqt per feet hi Kama Sako Fresh market to bahut hi jyada encryption Hai To ismein nuksan hone ke chance Jyada Hote Hain forex market Mein Ham trading karte hain aur Ishq Ka ra rantio market mein bahut jyada hota hai market analysis ke basic per risk nikalwane Mein Ham Kamyab ho sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
                      Trading aur risk ka kia taluq hy?kia trading may risk factor ki involvement ziyada rehti hy?
                      Janab ap jab ap apni trade ko open karty hain tu us kay leye sub sy pehla step yeh hota hai kay ap ko apni trading main jo trades open karni hai woh kitny risk level ki honi cheye. Ap ka risk level jitna kam hoga us kadar ap ap apni trade or apny trading account ko safe rahk sakty hain. Ap apni trading mai risk kam or zaida be kar skty hain us kay leye zarori hai kay yeh ap pay depend karta hai kay ap ko kis trade mai risk kam or kis mai zaida lay sakty hain.esleye jab be trade karain us kay analysis kar kay phir trade kr kay faid hasil kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X