Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?
    Pak forex forum pay aksar members apni posts duplicate honay ki wajah say pareshan hojatey hain. Kia posts ka duplicate hojana account kay liye nuqsaan deh hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?

    Forex forum me ham se ghalti se be post duplicate send ho sakti hay es ka solution ye hay key post aur thread ko edit kar key es me se duplicate post ko delete kar dia jaye, maximum 1 hour time tak members forum me apny post ko edit kar sakty hey es option ka faida utana chaye aur koi be forum me ghalti ho jaye to es ko edit karna chaye, duplicate post ka nuksan ye hota hay key forum me esi posts ko cheating activity samji jati hay, same thread me agar member key 2 post hon gey to esy members ko na to real post ka bonus milta hay na duplicate post ka aur account disable be ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?

      Jee haan dear mery khayal me AP ka is Sy account ban ho skta Hy jab AP ki thread ya posts duplicate Ho Jaati Hain To Hamen ismein bahut jyada nuksan hota hai ki unke ya phr system Mein cheating activity detect kay zumary Mein Shamil Ho Jaati Hai es Ko Jab Ham ek hi dafa Karen ge to woh bahut Achcha Rahega kyon kam karne ke liye bahut se log working kar rahe hain to phr same post system Mein cheating card jo hai masla ban jata hai isliye dear friend Hamen behtarin working karni hai To Hamen is Main Har post same Nahin rakhni Humne different Kisam ka karna hai iske sath Ek Aur chij bhi hai vah yah kya aapki post limit khatm Ho Jaati Hai new thread karne ke liye aapko chahie ki aap ismein Hamesha Ek post ya thrad ek hi dafa Karen yahi chiz aap ko forum Mein kam karne ka fayda Day gi working isi Surat Mein Mumkin hai is leay koshish kren Kay AP kabhi bhi same posts ya threads ko repeat na kren is Sy chances hoty hen apka account disabled hony Kay
      • #4 Collapse

        Re: Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?

        bhai jan forex forum main boht se logon k sath yah issue ho ajta hai wo galti se aik he posts ko send kar dety hain jis se wo posts dublicate main chli jati hai jis ka koi issue tu nahi hai q k by mitskaes aysa ho jata hai yah wo mistakes hain jo aik adh bar hony par ignor kar di jati hai laken aghr ap yah mistake bar bar karty hain tu yah ignor karna mushkil hota hai es liye hmain apna kam dehan se krna chahye jis se hmain es trha ki koi paresani na ho q k jub ayse ho jata hai tu tradors pareshan ho jaty hain un ko lgta hai k ab hmary account ko banned kar diya jay ga yah koi or msla ho jay ga tu mera khyal hai k es se hota kuch nahi hai laken hmain pher bhi ahtiyat se kam krna hoga jis se hmain koi issue na ho
        • #5 Collapse

          Re: Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?

          G ha dear ap agar ais forum par aik post karty hai wo submit nai hoti hai aor aus k sath hi ap wohi post dobara submit karwa dety hai to kai dafa wo post duplicate ho jati hai aus se ap k account par ho sakta hai masla aa jaye agar ap bar bar aisa kary gay to aus se apka account banned ho sakta hai ais liay ap ne agar ghalti se post duplicate kar di hai to ausi time aus post ko delete kar dy agar wo nai ho sakti to aus ko edit kar k aus mai change kar dy ais se ap ki post duplicate nai ho gi agar ap aisy hi zayda posts duplicate kary gay to ap ko ho sakta hai bonus programe se hi nikal dia jaye ais liay rules ko follow kary aor acha kaam kary tab hi faida hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?

            assalam o alaikum dear frends forex umid krta ho k sab theek hoo gy es m y kha gia hn k duolicate krna nksan hota hn yaa ni yha duplicate ka mtlab y hn k ayk jysa yaa dhorana ya nakl krna y to nkal ki bat hn to myry nzdik nkl karna booree bat hn nkal to bndr krty hn m y baat hrgiiz ni khna charha k hm bndr hoy es bat k liy sorry m ny to bas kimeesal day k btaya hn nkal krna booree baat hn or hmy kisi ki nakl ni krna chahi ho hmy yad ho jo hmy ata ho wo hii krnaa chaahiiy hmy kiisi ki cheeting nii krnii chaahiy hmy dosro ko walo ko phr k apny knolage m azafa krlyna chaiy us say mlta jholta kar lyna or bat hn same to same krny say y pta chl jata hn k y jwab kisi say copy kia howa hn ya choraya howa hn hmary pas jo knolage ho hmy utna hi krna chahiy y un say bhrar hn jo cheet krty hn
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kia posts ka duplicate hojana nuqsaan deh hota hai?

              agr ham sy posts dublicate ho jaye to hamy profit main ja kar is posts ko delated kar dena chahey ham aik din main 50 posts reply karty hain hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karni chahey hamy daily apny kam ki limite ko pora karna chahey pher hi ham apna taregt pora kar sakty hain or acha or acha bonus hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 ganhto main din main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kr sakty hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real busienss hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain

              اب آن لائن

              Working...
              X