Hum forex ke chart ko kese samajh sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mara is bsueinss kay liya best answer ya hai kay agar ap is business ma earn karna chtay hain to is kay liya kafi leanr kijiya jaha tak ho sakay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere dost jahan tk mera kheyaal hai k forex trading compani ka jo chart hai os main bhee kuch na kuch anelisess chopy hoty hain but is ko samjhny k leye buht mehnat ki zarort hogi gee ,,,
      • #18 Collapse

        forex trading main charts ko follow krna, in ko read krna hamain bht benifit sabit hota hy, iss main hum apny decision ko achy sy lay sktay hain, aur iss sy hum apni trade sy profit hasil kr sktay hain.
        • #19 Collapse

          With the help of the chart, trader can predict what is going to be happened in the future, whether the market will be bullish or bearish, for knowing future prediction, you must study about the chart pattern.
           
          • #20 Collapse

            forex kee chart koo samjhnee kee liyee aap koo chart mein apply hone wali terminologies kaa ana zaroori hai.. uss koo janee bagair aap kis tarhan see trading kar sakte hain..jaisee candlestick kaab bullish hoti hai aur kaab bearish hoti hai..uss kee sath sath app koo PIP kaa bhi pata hona chaiyee
             
            • #21 Collapse

              forex k chart k liye ham ko iss main bohat h ewaqt lagay ga issliye ham ko google main sirch kar k use of candel stick k oread karna chahey
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib11027 پيغام ديکھيے
                Aslam-0-alikum!

                Umeed hai key ap sab log kheriyet se honge! Mene ye thread ye janne kelie likha hai key "Hum trading software me se chart ko kese samajh skte hain?" Aur chart se hamein kiya help milti hai? Merey khayal men is sey market ka pata chalta hai.
                chart ko samajhna asaan bhi hay aur mushkil bhi, is may agar ap candle stick pattern use karo gay to phir ap ko do tarha ki candles milay gi, aur bull ho gi aur aik bear, dono ka color alag hoga, lakin agar ap ko market ka trend pata karna hay to us k lye ap indicators aur technical analysis ka use kar saktay hain.
                • #23 Collapse

                  AOA is kaam main main naya huun or ism ain insta ka trading plateform daikha, is ko daikh kay to nahi lagta kay main is kaam ko kar sakkun ga magar koshish zaroor I-A
                  • #24 Collapse

                    Dear forex trading ma market chart ka bhot he ahum roul ha agar aap chart ko samajh jaty hain tu I think aap ki trading 90% accurate ho jati ha market k up down ka bakhubi pata chalta ha .
                    • #25 Collapse

                      AA janab agr aap forex me waqae profit kamana or proper trading kerna chahte hu to lazmi ha k ap log charts ko read kerna sekho agr ap charts ko read kerna sekh jao ge to ap 85% positive trades kerne lag jao ge sab se best ha Japanese candle stick chart usme apko market ki advance move ka idea hujata ha agr ap usko seekh samajh lo to kafi prift earn ker sakte hu ap
                      • #26 Collapse

                        Wa-alaikum Asalam,

                        Bro, sub say pehlay tou hmen is baat ko smjhna chhaye k forex may chart he bunyad hay or yeh technical analysis kee bhee base hay isi kay zariye hum movements ka pta chala rhy hotay hain, eb aatay hain aap k sawal ki trf, Chart hmen prices, vlume or yhan tak kay movements kay baray may bhee bta rha hota hay k market kis traf ja rhee hay ager aap technical analysis ki trf say baat ker rhay hain tou.
                        • #27 Collapse

                          Forex kay chart ko samjna mushkil nahin hai.aap mt4 main kisi bhi pair ya commodity ki chart window open kar lain or is ko aap candle stick ki maddad say daikh lain to aap ko samaj aa jaye gi.candle sticks boohat useful hai market watch kay liey.
                          • #28 Collapse

                            mere dost forex business main chart ki madad se ham trading achi tarha kr sakty hain ge or bhe buht se chezin hai ham markit ko samjh lety hain ,gee
                            • #29 Collapse

                              curruncy pair ke utar chrao ko hum chart ke zaria dekh sakte hain ke is wakt cruncy up ho rahi hay ya down is ke lai best candelatisck chart hay.jo buhat asani se samj main ata hay.aur is ke kuch pattern bhi hote hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                brother forex ke terminals men aam tor per jo trend lines hmain nazar arhi hoti hain yeh hmain past ka data aik graph ki soorat men represnt kerrhi hoti hain or jis se hmain pta chal jata hai ke konsa time men konsa pair koncay rate per tha ager ap thora sa chart per ghor kerain to sara kuch samnay ajata hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X