Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?
    Corona virus kay spread ki wajah say iss waqt businesses kay halaat kaafi kharab ho chukay hain. Iss waqt inn halaat mai traders ki kia strategy honi chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

    dear traders ki is wakt strategy me sub se important point fundamental analysis ka hona chahie boht sare traders sirf technical analysis par depend karke trading karte hain or jub market me fundamental analysis ki waja se unexpected movement ati ha tu traders ko boht zeyda loss ho jata ha or kuch traders ke account bhi wash ho jate hain agr traders is wakt market condition ko dekhtay huey apni strategy me technical analysis ke sath fundamental analysis ko bhi 50% tak ehmiat detay hain tub wo achi trading kar sakte hain
    kyuke is wakt corona virus ki waja boht sari countries ki economy par asar par sakta ha or economy par asar parne se currency par bhi asar pare ga jis se forex market zaror mutasir ho gi isliey traders ko apni strategy me fundamental analysis ko shamil karna chahie or 50% tak is ko apni trading me ehmiat deni chahie kyuke is wakt high movement just fundamental analysis ki waja se hi a sakti ha traders market ki current condition or situation se kafi daray huey hain
    • #3 Collapse

      Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

      World ki current situation me 1 trader ki strategy Forex market me ye honi chaye key wo fundamental analysis par depend to kary magar market me risk kam se kam le ta key us ka samna zeyada loss se na ho, corona virus ki waja se world ki economy key halat sab ko maloom hay key ye bahot hi kharab hay es condition me traders ko kesi kisam ka ghir zarori aur without market analysis key big risk nahi lena chaye, market ki condition achi ho jaye aur market ki movement normal condition me ajaye to per risk lena chaye magar es current situation me market jes teezi key sath up down karti hay es me small risk lena be big loss ki waja ban sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

        Dear ap ko ye pata hai k her trader ka apna tareeka hota hai ais market mai kaam karny ka ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ais market mai jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ap ais market mai agar mehnat karty hai ap ais market mai trend ko samjh jaty hai to aus k baad ap ais market mai se profit nikal sakty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ap ais market mai mehnat kary aus se ap ko kafi zayda faida ho jaye ga aor ap ais market mai se paisa kama skaty hai ais market mai ap jitni zayda mehant kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ais market mai dil laga k learning kary.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

          dear forex forum friends market ki current sitation mai trader ki strateg ya honi chahia kay us chahia ke wo technical analysis kay sath sath fundamental ko be takriban 50% ehmiyat ku kay is waqt corona virus ki waja say buhat say mullako ki economy pay asar par sakta hain our economy par asar pary ga to currency par asar par sakta hain our currency par asar pary ga to forex market main be asar paray ga jis ki waja say forex market main kaam karna mushakal sabaat ho sakta hain is lia ap ko chahia kay ap log technical analysis kay sath sath foundmental analysis ku be 50% ehmiat dya ap ko fundamental us karnain say ap ko zurur kamyabi is lia ap ko zurur istmal karna chahia yaqenan ap ko loss ka samna kam karna paray ga
          • #6 Collapse

            Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

            G han friend apny ek bohut he acha aur to the point question kia hy Aj kul markit bilkul bohut hi critical situation may puhnsi howi hy.media following ki bat ki jaye ya analysis ki bat ki jaye kuch b clear move samuj may nai ata es waja say bohut lazmi hy k ap experience ka istemal karty howay apni strategy may safety ko bohut ziyada involve karna hy ta kay kisi baray nuqsan say buch sakkay.Jo traders en halat may achi trading karny may kamyab hogaye o professional trader kehlayingy munjay howy traders
            • #7 Collapse

              Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

              Forex trading main market main abi jo situation chal rehe ha is humy apny account ko mukamil safe kar k trading karni chae ha is ley humy apny balance k mutabiq trade lot rakhni ho ge or proper analysis k bad proper stop loss or take profit istamal kar k trading karni ho ge tab he hum log is situation main ache trading kar saken gy jis sy hum log kamyab ho saken gy is ley humy both ziada mehnat karni ho ge ache analysis karny hon gy or small lots sy trading karni ho ge or small lots sy trading kar k hum ache earning kar saken gy or forex trading main hum ache earning kar saken gy is tahra agr humy loss bi hua to stop loss ki waja sy humy kam sy kam loss ho ga or agr profit hua to maximum profit ho ga is ley humy acha stop loss or take profit lagana ho ga or wo hum sirf ache analysis ki waja sy he kar sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

                dear ap ko ye pata hai k her trader ka apna tareeka hota hai ais marketplace mai kaam karny ka ap ne agar ais marketplace mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye okay ap ais market mai jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ap ais marketplace mai agar mehnat karty hai ap ais market mai fashion ko samjh jaty hai to aus ok baad ap ais marketplace mai se income nikal sakty hai ais marketplace mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hello zayda faida ho ga ap ais marketplace mai mehnat kary aus se ap ko kafi zayda faida ho jaye ga aor ap ais market mai se paisa kama skaty hai ais marketplace mai ap jitni zayda mehant kary homosexual ap ko atna hi zayda faida ho ga ais market mai dil laga ok mastering kary.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki current situation mai trader ki strategy kia honi chaiye?

                  Ji Bhai Jaan aapko yah pata hai ki had reader ka Apna tarike Ka Hota Hai is market place Mein kaam karne ka aapane Agar is market colorplus Mein kam karna hai to aapko yah Pata Hona chahie ki aap is market Mein Jitna Jyada Achcha kam Karenge aap ko utna hi jyada fayda Hoga aap is market + Samay Agar mehnat karte hain to aapko is market Mein fashion ko samajh Jaate Hain To usko Uske bad aap is market plus mein se income nikalwa sakte hain is market plus mein aap itna Jyada Achcha kam Karenge aap ko utna hi jyada fayda Hoga aap is market plus Mein mehnat Karenge usse aapko Kafi jyada fayda ho jaega aur aap is market mein se Paisa Kama sakte hain aur is market plus mein aap jitni Jyada mehnat Karenge aap utna hi jyada active Ho Sakenge lekin iske liye Hamen mehnat Karni Hogi aur Apna Kam Soch Samajh Kar karna hoga tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear ap jab ak apni strategy or apni basic learning pay focus nahi karian gy tu ap apny account ko safe nahi rahk sakty hain. Ap koshish karain kay ap jab be trade karain apni trade ko behtar tareeqy sy manage kar sakty hain. Koshish karain aisi trades open karain jis mai ap ko pata ho kay in ka trend kiya hai or ap trend ki base pay apni trade ko achy sy manage kar kay profit hasil kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X