trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??
    knowledge base zaror hai lekin ap ko earning knowledge pe nah experience pe ho gi aur agar ap koo experience nahi hai to ap ka knowledge bhi ap ke kaam nahi a skata hai is liye agar ap en mehnat karni hai to hi market meni ao warna mat ao kyon ke yahan buhat loss hota hai 90% loa is mein loss karte hjain aur buhat hi kam loagh is mein kameyab hote hainyeh lazmi nai hay k aik banday k pass ziada say ziada acha experience hay to usay maezeed knowledge ki koi zarurat he nai hay usay apnay usi experience say he kaam krnay say ziada earning possible hay agar markeet main kuch updates hoty hain to phir uska experience kisi kaam ka bhi nai rehta hay is liye better yahi hay k hamko experience k sath sath apnay knowledge ko bhi increase rakhna must hay jis say ham markeet ki har updates k sath sath kaam krtay jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

    donot sya agr knowledge ho ga tu hum log expereince hasil karain gain agr knowledge nahi ho ga tu hum log expereince hasil nahi karain gain is lia huma dono ko hasil karna ho ga ta ka hum log acchi income haisl kar skan or acchi income ka sath hum log accha kama sakain is lia mahnat karian ta ka hum log kamayb ho sakain
    • #3 Collapse

      Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

      hamy best expereince or knolwdge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kawr sakty hain or achi earning hasil kar sakty hain ham is main api amrzi sy tim etbawle bana kar is main part time be kam kar saty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis man hamara koi boss nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

        hamy expeirneec gain kar ky kam karna ho ga phe rhe hum agy bar skay gy forex aik best business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hm is mai day maa be kam kar sakty han hum is mai apne marze s time table bana kar kam kar sakty h ain hum is mai apny bos s ap he hoty hain hum is mai out off balance accont ban kar be kam ar sakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

          Bilkul aapane theek Kaha trading karne se Hamen experience Hasil Hota Hai aur post karne se Hamen knowledge Hota Hai Jitna Ham kam karte rahenge Hamare knowledge or experience Majeed padhta rahega jisse Ham bahut Achcha profit and kar sakte hain aur Forex mein Main Ham trade karne Ke Kabil Ban sakte hain long term investment aur long term stable Le sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

            Forex Mein trading karne ke liye knowledge or experience donon important hai Agar aapke pass knowledge hai experience Nahin Hai To koi fayda nahin hai aur Agar experience hai knowledge Nahin Hai to Fir Bhi Koi fayda Nahin Hai ine donon Ka Hona important hota hai to try Kijiye ki Apna knowledge or experience donon ko proper way Mein increase Kijiye aur improve karne ki koshish Kijiye Agar yah improve Hote Rahte Hain To aapki trading improve hoti Rahegi
            • #7 Collapse

              Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

              forex mai hum trading kar ky ache earning gain kar sakty han hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik best business han hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he htoy hain hum is mai pairs mai or currency mai asnae sy kam ka sakty han
              • #8 Collapse

                Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

                Forex ka knowledge ho ga tu hi ap us knowledge se Forex ko kar k Forex ka experience hasil Kar saktay han ap ko Forex ka knowledge hi nahin ho ga tu ap ko Forex ka Kuch pata hi nahin hota tu ap experience kis traha hasil Kar saktay han sab se pahly Jo zaroori hai wo Forex ka knowledge hota hai knowledge hasil Kar k hum us knowledge k mutabik demo account par practice kartay han aur phr practice se hum Forex ka experience hasil kartay han aur experience se real account mein trading kar k profit earn kar saktay han knowledge aur experience zaroori hai Forex mein tab hi kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

                  G han dear ager ap forex mai kam.kartye hain tu ap kay pass es mai acha knowldge ka hona kafi zaroori hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath kam karain aur achye knowldge kay sath kam karain ta kay ap es mai kamyab ho jaon tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay ap kamyabi achi hasil kar lain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

                    Dear ap k pass ais market ka experince bhi tab hi aye ga jab ap k pass knowledge ho ap ais market mai aisy to kaam kar nai sakty hai ap ko ais market mai kaam sekhna hota hai aus k baad ap ais market mai acha kaam kar skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
                      knowledge base zaror hai lekin ap ko earning knowledge pe nah experience pe ho gi aur agar ap koo experience nahi hai to ap ka knowledge bhi ap ke kaam nahi a skata hai is liye agar ap en mehnat karni hai to hi market meni ao warna mat ao kyon ke yahan buhat loss hota hai 90% loa is mein loss karte hjain aur buhat hi kam loagh is mein kameyab hote hainyeh lazmi nai hay k aik banday k pass ziada say ziada acha experience hay to usay maezeed knowledge ki koi zarurat he nai hay usay apnay usi experience say he kaam krnay say ziada earning possible hay agar markeet main kuch updates hoty hain to phir uska experience kisi kaam ka bhi nai rehta hay is liye better yahi hay k hamko experience k sath sath apnay knowledge ko bhi increase rakhna must hay jis say ham markeet ki har updates k sath sath kaam krtay jatay hain.




                      Asslam o alaikum daer forex member agar aap apne experience ko bahut hi Achcha banana chahte ho to uske liye aap ko ismein practice karna hoga Kyunki training mein aapko kamyabi experience sehi Milega knowledge se aap sirf Achcha posting kar sakte ho aur Achcha bonus Hasil kar sakte ho to Is Tarah experience bhi aur knowledge bhi bahut important hai agar aap form per time Doge usko sikhane ki koshish Karoge aur demo practis Karte Rahe to aap ka experience bhi increase hoga aur knowledge bhi aur ISI tarike se aap ek expert worker aur trader Ban sakte ho
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
                        knowledge base zaror hai lekin ap ko earning knowledge pe nah experience pe ho gi aur agar ap koo experience nahi hai to ap ka knowledge bhi ap ke kaam nahi a skata hai is liye agar ap en mehnat karni hai to hi market meni ao warna mat ao kyon ke yahan buhat loss hota hai 90% loa is mein loss karte hjain aur buhat hi kam loagh is mein kameyab hote hainyeh lazmi nai hay k aik banday k pass ziada say ziada acha experience hay to usay maezeed knowledge ki koi zarurat he nai hay usay apnay usi experience say he kaam krnay say ziada earning possible hay agar markeet main kuch updates hoty hain to phir uska experience kisi kaam ka bhi nai rehta hay is liye better yahi hay k hamko experience k sath sath apnay knowledge ko bhi increase rakhna must hay jis say ham markeet ki har updates k sath sath kaam krtay jatay hain.
                        Agar Ham acchi trading karna chahte hain to acchi pradum Express mein se hi ****l hoti hai agar hamare pass Achcha experience Hoga To Ham multitrade bhi kar Payenge isliye Hamen chahie pahle Achcha experience shasan Karen FIR acchi ped ka Sakenge.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trading experience sy achi hoti he ya knowledge hasil krny sy..??

                          Earning hamain kaam karne ka tareeqa sekhati ha. aur kaam kaisay karna ha, ye hamain experience se he pata chalta ha. experience se hamain strategies bananay me pata chalta ha aur hamain kaam karne me madad milti ha.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X