dear friends main nay bank main bohat mai say kafi arsa deposit aaur withdraw kia hai mager wo kafi milta hai aur jab instant need hoti hai tab bhi instant nahi milta hai asa kon sa payment method hai ju ham ko aik he din main hamra withdraw day saky bank ky ilawa jiss say ham apni instant need ko pora kar skain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим