Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

    Dost apki post trading k lie khas waqt moqarar ho chahiye ya nahi .Balkul dosto hame trading k lie ik mahsoos time muntakheb karna chahiye agar ham ik do din ziada time de farz kare din mai 13,14 hours de to is se hame ye faida hoga k hame trading k bare maalomat mil jayenge k konse waqt trading achi hoti hai ya mai kis waqt ik acha trader ban sakta ho kio k currency bar bar nich onch mai ati hai aur forex trading mai currency bar bar exchange hone ki waja se hame noksaan ho sakta hai .to dosto hame balkul b trading k lie kisi khas waqat ka muntakheb karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

      kuch kaam woh hoty hain jen ky lie taim muqarar hota hy keh ji yeh kaam hum is taim main kar sakty hain is ky ielawa or kesi taim main ni kar sakty or kuch kaam woh hoty hain jen
      ky lie taim mukhtas karny ki koe zarorut ni hoti bulkeh us kaam ko apni marzi sy kia jata hy jub ji chaha kar lia or kuch kaam woh hoty hain jen ky lie taim muqarar to ni hota but
      markit ky hesab sy us kaam ko karna parhta hy to trading aik aisa karorbar hy jes ko hum na to apni marzi sy kar sakty hain or ni is kaa koe khas taim hy yeh markit ky hesab sy
      trading karna parhti hy
      • #18 Collapse

        Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

        Jada member aapane Sahi kaha hai Trident ke liye aapko 1 Hassan Waqt Ka Intezar karna padta hai aur vah vakt Hua Hota Hai Jab aap analyse Karte Hain Ki trading ab kis Taraf ja rahi hai aur aapane trade bhai yah Sal per lagana hai aap Dekhkar use Waqt Ko Hota Hai Jab aap yah dekhte hain ki aapki Trident movement kis Taraf ja rahi hai aur Sahi Waqt wahi hota hai jo aap analyse kar Chuke Hote Hain Mere Khyal mein sahi Waqt Ka Jis Ko Pata Chal jata hai uske liye trading mein jyada Se Jyada profit Hota Hai Hai Sahi Waqt Ka Intezar Karna hi acchi trading ka sahi waqat hota hay
        • #19 Collapse

          Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

          Trade ke liye aapko Kabhi Bhi Koi time period fix nahin karna chahie balke aapko market ke upar Najar rakhni chahie aur jab market aapki favour Mein vah Usi Waqt aapko trade open Karni chahie agar aap koi bhi time period fix kar dete hain to market aapki favour Mein Nahin bhi Hogi to aap date Karenge jisse aapko Kafi nuksan ho sakta hai isliye time period fix karne ki vajah se aapko market ke upar Najar rakhni chahie aur careful hokar trading Karni chahie
          • #20 Collapse

            Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

            G nhi trading k liye koi bhi time makhdos nhi hum kisi bhi waqt kabhi bhi trade Mr sktai hain.humein trading k liye time ki zarorat nhi pdhti. Blky humein market ki movement jo dekhna hota hai. Jab ap ko market ki movement ka andaza ho gae tab hi ap trade lga sktai hain.
            • #21 Collapse

              Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

              trading karne ke liye Hamen Kash Waqt makhsoos nahin kar sakte Kyunki Aane Wale Grahak Koi Nahin Hota isliye Hamen Bakrid bagadawat Jay kiye bagair Subah Se Sham Tak reading Karni chahie joke ismein Koi image sing Na Ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                forex trading aik maksos waqat me kerne chayie aisa bilkul bhi nai hai forex trading Ke liye Koi khaas time nahin hota lekin apko yah bat zehan mein rakhni hogi ki apko konsa session suit karta Hai trading ke liye forex trading ko different sessions mein divide Kiya hua Hai or Jab aap ek pair select karte Hain to uske hisab se apko session bhi select karna hota hai ki kis session mein is pair ki movement zaida hoti hai Iske alawa Agar Ham bat Karen Pakistan mein rahane wale Traders ki to yahan per Jab London session close ho raha hota hai aur Newyark session open ho raha hota hai to us waqt market bahut fast hoti hai tamam trader ko chayie ki wo is time ko avail Karen or jab dosre session ki overlapping hoti Hai to usko avail karte hue trading karenge to unko acha faida mil sakega or hamisa yad trading k liye koi time maksos nai hota ye hamary upper depend krta k ham log kis time marze trading kary

                اب آن لائن

                Working...
                X