Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??
    Asslam.o.alaikum
    Min ap sub sey ik sawl pochna chahata Hun kcarona varius ney sub sey ziada effect amrica lar kiaya but os k bawajood amrici dollar oper ki trf orn kiun bharr raha hai Koi senior Jo guid Kary Kiya resion hai yeah ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

    dear investors and traders dusri currencies ki nisbat us dollars ki currency ko is wakt safe samaj rehay hain jis ki waha se dusri currencies ki nisbat us dollars me buy ka pressure increase hone se us dollars ki price increase hui ha
    is wakt pound sterling brexit ki waja se under pressure me ha or European Union countries lock down hone ki waja apni economy ko survive ke liey mehnat kar rehi ha or dusri taraf Saudi Arabia or Russia ke darmyan oil ki price set karne me nakam rehay hain jis se traders ka zeyda tar rujan us dollars ki janib howa or traders and investors ne us doars ko trustable currency samjte huey us dollars ko dusri currencies par tarjee di jis ki waja se us dollars ki price increase hui hain
    • #3 Collapse

      Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

      Us dollar pay pooray world ki economy depend Kerti hai. USA ki economy ko pooray world ki sub say strong economy mana Jata hai. USA nay pooray world mai Corona virus ki wajah say apnay mulki halaat kay bawajud G20 mai sub say ziada bail out donations diye hain aur iss kay elawa bhi pooray world mai sub say ziada help out ker raha hai. Aur yeh sub USA ki mazboot aur strong economy ki wajah say hai. Ab Agar markets mai USA kay bullish aur strong honay ki baat ki jaey tou uss ki wajah us economy hai. Iss waqt abhi takk USA ki economy he strong aur powerful hai aur issi liye sirf US dollar mai buying ho rahi hai jo usay mazeed up lay kay jaa rahi hai. Dusri taraf jab us dollar ki supply barhti hai tou us dollar weak hota hai aur ussi waqt gomd bhi strong hona shuru hojata hai
      Iss waqt gold aur us dollar ko read kernay aur monitor ker kay dollar index ki monitoring bohat acha business dono he taraf day rahi hai
      • #4 Collapse

        Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

        Dollar index me teezi es waja se hay key USA na Fund relief ka package ka bill manzoor kar leya hay, Forex market me bahot teezi key sath US dollar ki keemat me ezafa dekny me araha hay, corona virus ki waja se USA ki economy par effect be ho raha hay aur ho be chuka hay magar per be USA ki currency mazeed behtar condition me a chuki hay es ki waja USA ka fund relief package hay jes ne kesi had tak USA ki economy ko improve kia hay, corona virus ki wabah pory world me hay aur har country ki economy es ki waja se behtar nahi ho rahi, agar har important news ko follow kia jaye to US dollar se related news ko follow karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

          Dear ap ko ye pata hai k ais time corona virus her country mai zayda ho raha hai aus ki waja se sirf dollor par to faraq nai parna chaye aus ki waja se sari currencies disturb hoi pari hai ais liay abi tak usd strong hi ho raha hai ap ne agar ais mai kaam karna hai to ap ko ais mai ye dekhna chaye k ap ais market mai kaam kar rahy hai to ap ko ais mai usd index ko dekh k trade karni hoti hai kun k ais mai ap ko usd k tamam pairs k liay trades mil jati hai aor waha se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda acha trend k sath trade kary gay ap ko atna hi zayda faida ho jaye ga ais market mai mehnat kary ta k ap ko ais mai kafi zayda faida ho jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

            forex aik wasee busienss hain hum is mai raat maai be kaam kaar skaty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table baan kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga foex aik amm busiens ke nisbat acha bsienss hain hum is mai pairs mai or currnyc mai kam kar skaty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara acicunt baned ho jy ga forex aik best business hain hum is maai apn boss ap he hoty hain hum pairs mai or currncy maai kam kar sakty hain hum is mi apny boss ap he hoty hain hm is mai apne marze sy timee tbale bana kar kam kar skaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

              market bohat baree hain hamy is mai corna ky effect ko samj kar market ke movemmt ko samj kar km karna ho ga pher he hum munfa kama skay gy forex aik best business hain hum is mai live tading kar skty hain hum is mai part time be trading kar skaty hain hum is mi full time be trading kar sakty hhain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai out off balance accunt bana karj be am kar sakty hain forex aik wasee business hain hm is mai agar greedy bn ky kam kary g to hamara account baned ho jy gba forx aik amm busines ke nisbat acha bsienss hain hm is mai agar kam karty howrr market ky ksie rule ko ignore kar dty gy to hamy loss ho ga forex paaksitan ma legal ban cuka hain yai all world mai bohat taze sdy fmaous hony wala acha or unique business hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Carona varius k bawajood dollar bul kiun ??

                forex aik acha or trusted business hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham is main kam karty hain or hamy is ka bonus dollar main milta hain hamy apny bonus ko bohat soch samaj kar use karna chahey hamy apny emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey

                اب آن لائن

                Working...
                X