Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...
    Mohtaram dosto, forex trading me money management ki bahut ahmiyat ha. money management ka matlab ye ha k apne balance k hisaab se trading karna. yaani itna lot size se trade lagana k account wash honay se bacha rahay. es k leye saada sa formula ha k apne balance ko 2000 per divide karain aur jo b jawab aae, utna lot size select kar lain. eska matlab ye ha k agar market 2000 points b hamaray trade k inverse me jai to b hamara account wash nahi hoga. Misal k tor per agar EURUSD ham 108.00 per uthatay hain aur hamaray pas balance 100$ hain, to ham 100 ko 2000 per divide ka lain to jawab aega 0.02. to es ka matlab ye hua k ham itna he lot size select karaingay. Es se barray me laganay me risk barrhta jaega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

    aapki baat bilkul theek hain Forex trading ek aisa business hai jismein Hamen Hamesha Apne account balance ke mutabik trade open karni chahie yani Hamen money management ke sath kam karna chahie aur jo log Forex trading ki market Mein money management ko seekh lete hain aur money management ke sath trading karte hain vahi ismein acchi kamyabi Hasil karte hue achha profit Hassil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

      dear brother is market Mein Kamyab hona hai to aapko Apne account mein Money Money Amit ke hisab Se khelega Nahin Hoti Hai agar aap is market Mein account per Badi der Lagate Hain to use per aapka account varshon sakta hai Kyunki aapka account balance kam ho aur aap Kala jyada ho to use time aapka account was Ho Jata Hai Is Tarah agar aap US market Mein Chhoti land use karte hain to usse aapka account safe rahata hai aur Agar nuksan ho to Itna Jyada Nahin Hota.
      • #4 Collapse

        Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

        Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein money management ker kay trade kernay mein hi humain faida ho sakta hai humara account bhi safe rehta hai lakin iss kay lye humain forex mein mehnat kernay ki zaroorat hori hai money management kaisay kerna hai iss ko seekhna hai tab hi hum forex mein acha profit earn ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

          hamy money management kar ky kam karna chahey forex aik real karobar hain hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy he bonus dyta hain hamy market ky up or down ko watch kar ky is mainhigh amount be invest karne chahey pher he hum acha profit hasil kar sakty hain hum demo account maiin kam kar ky bonus ko withdraw nahe karwa sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

            forex ak acha bsienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din ma be kam kar skty hain hum is mai bager poasio ky account bana kar be am ark sakty hain um is mi agar bager leanring ky kam karg gy ti hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager leanring ky kam karg gy ti hamy loss hoi jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

              Strong learning kar leny ke bad hi members ache se work ker paate hain aur jo log learn karne mein Dil Nahin Lagate Hain voh Apna Kaam bhi sahi se nahin kar paate Hain is liye Sab hi members ko chahie ki voh Apna Kaam achi learning Se Hi Karen
              • #8 Collapse

                Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

                G han dear money managment serf forex hi nahi har business me Kam sti Hy kyun Kay so ko acha k am krnay uto best trha Kam krna hots aur aycak ma krny me faida yahi hay iat so money managment sekhn and us Jo forex me apply kren jis us kuvj balance safe rakehn AP
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

                  Jii haan dear money management bjot hii achii cheez haii jo ky humain hr shoba ky andr uss sy acha faida milltaa haii humain uss maun achii mhinat krty huwe hii iss sy achi qamyaabi mill sktii gaii aur humari agr mony management bhot achii ho to hum forex mainnbhe achi qsmtabi hadill kr skty hain..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis ne money management seekh li, wo kamyab ho jata ha...

                    G han bhai ap theek kah rahy hain k forex trading Mao jis nay money manage ment dekh it woh kamyab I hamain bhi forex trading main money manage ment sekhny chahay aur acha kam Ken chahay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X