Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.
    Dear ap ko ais market mai ye pata hona chaye k ais market mai 3 tarha k trend hai ais mai market ''Up Trend '' mai moment karti hai ya ''Down Trend'' mai moment karti hai ais k sath market ''Side Way'' mai moment karti hai ais k bary mai ap ko bata deta hun.


    Click image for larger version

Name:	Trend.jpg
Views:	3
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12463539


    Up Trend

    Dear ap ne agar dekha ho to market jab up trend mai hoti hai to aus time higher high aor higher low banati jati hai jis se ap ko ye pata chal jata hai k market up trend mai hai aor ais mai ap ne agar trade lagani hai to BUY ki trade lagye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai kun k jab tak market trend mai moment kary gi ap ko ais mai faida hota rahy ga. ais mai ap long time k liay trade ko hold rakh sakty hain.


    Down Trend

    Dear ap ne dekha ho ga k kai dafa market down trend mai moment karti hai to aus time down hi down aati jati hai ais time ap ne agar market mai confirm karna ho market ka trend to ap ko chart par lower low aor high low lagati hoi market ko dekh rahy hoty hai jis se ap ko ye pata chal jata hai k ais time market down trend mai hai aor ap ne agar ais mai trade karni hai to SELL ki trade lagye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai.


    Side Ways Trend / Ranging

    Dear ap ko ye pata hai k market jab kisi bhi trend mai moment na kar rahe ho to aus time market aik range bana rahe hoti hai aus k baad market aus range ko jis taraf break karti hai aus taraf moment karti hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to hamesha trend mai kary agar market range mai ho to aus time ap ais market mai trade na hi kary aus se ap loss se bach jaty hai aor ais se ap ka account bhi safe reh jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

    Forex market mai trends ka Matlab market ki kisi bhi side pay movement aur aim he side pay continue movement kay pattern ko kaha Jata hai. Forex market mai volatile movements ki wajah say trends patterns asiay bantay hain jinhain traders ziada ehmiat nahi daitay aur ranging trends ko he ziada ehmiat di jaati hai jiss pay price action strategy say trading ki jaati hai. Issi tarah up trend ya down trend ka yeh bhi Matlab hai kay up ki taraf continue movement ho ya down trend ka yeh Matlab hai kay down side pay continues ziada movement show ho rahi ho. Traders ko hamesha trends ko time frames mai daikhna chaiye takay unhain analysis kernay mai asaani ho jiss say achi earnings ho sakain aur traders ko acha business kernay mai asaani ho sakey
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

      Nice bro, G market ke 3 trend hote hai, Bullish trend: is mein Jab market ki direction uper ki janib hoti hai matlab market mein ziyada buyers ajate hai aur wo buy karte hai. Bearish trend: Jab market ki direction neche ki janib hoti hai qk us waqt market mien her koe sell ki psoition place karta hai. Sideway mein market market lagatar kisi ek makhsos direction mein nhi jati hai balke support aur resistance ke bech mein ghum rahi hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

        Forex trading main trend ko follow karna both zarori ha jab tak hum log behtar trend nikal k trading karny gy to hum ache trade laga sakeny gy or acha profit hasil kar saken gy jis sy hum log behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning karni ho ge is key humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge forex trading main 3 trend hoty han up trend , down trend or side way trend
        Market k trend ko samjena both zarori ha is ley humy trend ko seekena lazmi ha jis sy hum ache trading kar sakeny gy trend ko hum candle chart sy easily samj sakty ha Is k alawa candle chart sy hum trend nikal k behtar trading kar sakty han jtna hum trend ko behtar tariqa sy samjny k ley hum different indicator bi istamal kar sakty han or ache trading kar k kamyab jo sakty han or forex trading main behtar planning or strategy sy he hum ache trading kar k kamyab ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

          hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex aik wasee business hain hm is mai raat ma be kaam kar sakty hain forex aik amm buisness ke nisbat acha bsiness hain hm is ma out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik best bussienss hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tuka systm sy kam kary gy to hamy loss o jy ga forex aik internitonal or kabe be band na hony wala busines shain hm is mai apny bosss ap he hoty hain forex aik real busenss hain hum is mai aagr greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

            trend ke markt mai bohat value hain is ko use kar ky kam karny waly trader kamyabe hasal kar lety hain forex aik wasee busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakaty hhain hum is mi din mai be kam karr sakty hai hum is ami agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar tuka sytems y kam kairy gy to hamy loss ho ga forex aik internaitonal or kabe be band na hony wala busienss hain frex aik amm bsienss ek nisbat acha bsusness hain hum is mai agar bager learning ky kam karg gy to hamy loss ho ga forex aik world wide karobar hai hum is mai out off balace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai legal or famous business bna cuka hain forex aik unique busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

              forex aik international busienss hain hum is mai market ke movement ko samj kar kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik wasee busienss hain hum is mai out off balance aacocunt bana kar be kam kari skaty hain forex mai agar hm trend ko follow kar k kam kary gy to hum agy br saky gy forex aik international or kabe be bnd na hony wala busiens hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga forex iak world wide bsienss hain hum is mai agaer market ke movement ko samj kar km kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge froex aik wasee busienss hain is mai dunya ky bary bary mumalik invole hain forex aik wasee busienss hain hm is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kara sakty hain forex aik unqieu busienss hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

                forex business mai hum live trading , postng kar skaty hain hum is mai amount bee invest kar skty hain hum is mai trend ko follow kar ky kam kry gy to hamy kamaybe hsaisl ho jy ge forex aik bohat bara business han is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai raat ma bee kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy tiem tbale bna kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukak system sy kam kary gy to hamy los sho jy ga forex aik internaitonal businss hain hum is mai apny bos ap he hoty hain hum is mai agar tukak sytem sy kam kary gy to hamara account banad ho jy ga forex aik intenratonal bsienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

                  Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan sake international business hai Ham ismein market ki movement ko Samajh Kar kaam kar sakte hain tu hi Hamen kamyabi Hasil ho jayegi tracks Ek vaise bhi Aisa business hai jo ki Ham ismein out of balance account Banakar kam kar sakte hain frocks mein agar Ham friend ko follow karke kam Karenge To Ham Aage badh Sakenge lyrics Ek International aur Kabhi Bhi Na band hone wala business hai Ham ismein Agar Bhagya learning ke kam Karenge To Hamen loss ho jaega worldwide business hai ismein agar market ki movement ko Samajh Kar kam Karenge To Hamen kamyabi Milegi vaise bhi Aisa business hai jo ke dusre business ke mutabik se Bada business hai isliye Hamen chahie ki Ham ismein mehnat Karen jisse kam Karen Taki Ham Kamyab ho sake
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Re: Jaiza: Market trend kai hai aor ain ko kaisy samjh sakty hain.

                    Forex market mai trends ka Matlab market ki kisi bhi side pay movement aur aim he side pay continue movement kay pattern ko kaha Jata hai. Forex market mai volatile movements ki wajah say trends patterns asiay bantay hain jinhain traders ziada ehmiat nahi daitay aur ranging trends ko he ziada ehmiat di jaati hai jiss pay price action strategy say trading ki jaati hai. Issi tarah up trend ya down trend ka yeh bhi Matlab hai kay up ki taraf continue movement ho ya down trend ka yeh Matlab hai kay down side pay continues ziada movement show ho rahi ho. Traders ko hamesha trends ko time frames mai daikhna chaiye takay unhain analysis kernay mai asaani ho jiss say achi earnings ho sakain aur traders ko acha business kernay mai asaani ho sakey
                    Dear aik tu strategy ap ki apni ho r ap ko pata ho kay ap ki strategy kab or kis trha ap nay es ko market kay sth update kar kay rahkna hai. Ap ko cheye kay ja be ap trade open ya close karian us kay leye apny analysis or apny woh indicators jis ki value ap ko use karna or find karna ati ho .Es sy ap ko asani yeh hoti hai kay ap apn itrade ko behtar sy behtar entry or exit point pay band kar kay aik bhout kam time mai achi earning hasil kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X