thora munafa lekin capital ziada
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thora munafa lekin capital ziada
    Ap agr thora sa bhi profit apni trade se kamatey hain to apke account main jama ho kar apke capital ko brahata hai es ly kaam munafa kamtey rahen ziada k chakr main loss karne se behtr hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thora munafa lekin capital ziada

    Jab hamary trading account main capital zyada hota hai tou ham phir koshish bhi kerty hain ky ham bahot jald bahot zyada profit hasil ker lain lekin aesa hota nehi hai ky ham bari lot use ker ky bara capital bhi wash ker lety hain but agar ham small profit main trades close kerty rehain tou hamain bahot achi earning hasil hoti rehy gi
    • #3 Collapse

      Re: thora munafa lekin capital ziada

      Dear capital zada ho to AP ko chye Kay risk Len aur munafa bhi zada Len kyun Kay small acocunt me risk dad's hota Hy jab Kay so ki is me Kam krna Hy to best Kam krny me so ko Lazmi faida hota Hy bas acha Kam kren mehant sy kren
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: thora munafa lekin capital ziada

        Forex trade m yahi to benifit hy k ap m apko jitna bhe profit hota hy wo apk capital m add ho jata hy.. Jab capital increase hota hy to ap zyada trades bhe open kar skty hen.. Is liye agar thora profit bhe ho to zyada k lalach m usko waste na kia kren bal k thory profit p trade ko stop kr dia kren.
        • #5 Collapse

          Re: thora munafa lekin capital ziada

          Agar Kam profit Bhe hy Tu Bhe acha hy Achy capital Mn Hi kaam karein acha Sa fayda asaani say hi to aapko asaani SY Hi Hasil kar sakte hain pak forex trading business men acha Sa kaam acha Profit Minimum Le jar achi Trad Lot Size kam Rakhen aor Choti Trad lagayen
          • #6 Collapse

            Re: thora munafa lekin capital ziada

            Ge ha forex member ager humare pas binus je limit kam hota he to hume chaya ke hum tora earning per saber kare aur zayada lalach na kare air zayada mehnet je sat kam kare ge to zayada earni g kar sake ge
            • #7 Collapse

              Re: thora munafa lekin capital ziada

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
              Ap agr thora sa bhi profit apni trade se kamatey hain to apke account main jama ho kar apke capital ko brahata hai es ly kaam munafa kamtey rahen ziada k chakr main loss karne se behtr hai
              mere Bhai aaj aapane mere Dil Wali baat Ki Hai main Bhi ISI shulk kayal hun kya aap thoda pyar Kar Le Le magar Apne capital Ko badhate jaen Jab aapko capital badhta jaega To automatically Aapke aane Ke chance badhate jaenge Jab hamare pass na pane ke badhate jaate Hain to vah hamare liye bahut fayda hota hai Ham to anakapalle Le magar Apne capital ko bacha kar rakhen Jyada natak Ke chakkar Mein Apna account Bhaskar dete Hain thode thode Se Bhi Ham hath dho badhate Hain aapko chahie kya aap to pahle magar Apne capital ko badhate jaen
              • #8 Collapse

                Re: thora munafa lekin capital ziada

                G hna dear ap ka kam hao kay ap forex mai acha kam karain aur ap ko es mai jitna profit hota hai usi say kam chlain aur ap ka kam hai kay ap es mai zayda ka lalch na karain kiyu kay ager ap zayda kay chakara mai parain gaye tu ap kam say bhi jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap es mai kamyab ho jain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: thora munafa lekin capital ziada

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
                  Ap agr thora sa bhi profit apni trade se kamatey hain to apke account main jama ho kar apke capital ko brahata hai es ly kaam munafa kamtey rahen ziada k chakr main loss karne se behtr hai
                  ji han dost apne bikul sahi kaha agar hamare pass capital bhot zyaeda hai our big blance hai lekin ham thora munafa lete hain yani lot size kam par trading karte hain to yehi hamare lye behtar ho ga our hamain us se account save rakhne ka moqa mile ga our hamain is ke sath profit bhi milti rhe gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: thora munafa lekin capital ziada

                    Business mein kaam karne wale Logon Ka Yahi Achcha Sa hota hai to Bola ladki Baje apni capital ki madad Karte Rahte Hain Ki unko pata hai ki capital capital Dobara Nahin Banta Agar Karenge to unko to Chhota Hai vah bhi Jayega isliye vah kya kehte hain message Nahin Karte rahte hain aur apne is process ko Aage continue rakhte Hain unke liye best hai
                    • #11 Collapse

                      Re: thora munafa lekin capital ziada

                      Dear capital jitna zeyda hpga hamain utna acha profits mil skta hy likn trading kerne kilye analysis or market ke trend ko foolow kerna cheye jitna zeyda learning keryn ge utna ap business ko sekh saky ge dear kam munfa un member ko hota hy jin ko jald kamyabi hasil kerni hoti hy jaldbazi mein acha profits kamna mushkil hy likn sabar keryn ge to zror kamyab hon ge
                      • #12 Collapse

                        Re: thora munafa lekin capital ziada

                        Bonus account per Jo trading karte hain capital Jitna Bhi Hai Thoda Hai Ya Jyada totally bahut Hoti Hai aapane loss Se Bachana Jab log ko Jaaye FIR recover karne mein pareshani Ban Jaati Hai market se thoda profit nikal liya Jaaye lekin Apna account save Rakha Jalore se Jitna ho sake bacha Jaaye
                        • #13 Collapse

                          Re: thora munafa lekin capital ziada

                          main apki es bat se ko bohat he mofeed samjhta hun k ap munafa thora bhi kamtey hain to apka capital increase hota hai jabke agr ap loss kartey6 hain to apka capital small hoga or apki trade karne ki slaheyat ko khtam karta jaega es ly thora munafa kamaen apna account capital brhatey jaen jab apka account ek big bcapital main chnge ho jaey to ap ziada profit k ly trade karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: thora munafa lekin capital ziada

                            Yes my dear friend ap ne waqi main acha sawal kya hai humain apny account ke hisaab se hi lot size ka istamal karna chahye kyu agir lot size ap apny monemnegmant ke hisaab se rakhy ge tu ap ka account kabhi wash nhan ho gaa haa wash hony se acha hai ap thora kam profit hasil karin our apna account capital karty jaye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X