mehnat say kamyabi k rasty khulty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat say kamyabi k rasty khulty hain
    mhnt karni chahye har kam main so hamain pahr hi um sucss hon gay aur is forum main bi har jeet otu hoti hai so hamain soch smajh k hi trade karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain mhnt kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny k kabil ho sakty hain aur hamain cahhye is k bary main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur knowdge hasil karna ho ga ta k earn ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

    han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho mhynat sy hi kamiyabi k rasty kholty hy hmy apny goal apni kamiyabi ko hasal karny k liy dn rat mhynat karni chahiy forex my
    • #3 Collapse

      Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

      :1f615:g han dear ap ny Sai kha hy agar ham is me acha Kam or achi mhenat ky sat Kam karty hy to ham is me kamiyab hosakty hy ham ko acha kam karna chaiye jiss sy ham ko acha faida hosaky
      • #4 Collapse

        Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

        G ha dear jo banda ais market mai kaam karta hai to wo banda ais market mai tab hi kamyab hota hai jab ap ko ye pata hota hai k ap ais market mai mehnat kary gay to ap ko ais mai kamyabi mily gi to aus k liay ap ko ais market mai aor ais forum par mehant karni ho tab hi ap ko ais mai kamyabi mily gi jitna zayda ap acha kaam kary gay.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

          G han dear friend yeh theek hai k mehnat se kamiyaabi k raastey khultey hain tu es leiye humein es baat pe amal karna chahaye aur es forum mein zyada se zyada mehnat karni chahaye humein aur hum ko apni mehnat pe pora bharosa rakhna chahaye k hum es forum mein eik din zaroor kamiyaab hoon gey.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

            G han dear Forex main aap ki kamyabi ke liye aap ki mehnat aur aap ki Lagan interest bahut zada zarrori hota hai yahi chez aap ko Forex mein bahot zada Aagy Lay kar jaati hai aur aap ka Acha kam tab hi possible Hai Jab aap ismein kam Karen aur behtarin kam Karen lekin ek hi aik baad mind me lazmi Rakhna zarouri hai ki aap ka kam is mein proper Forex se related Hona chahye tab hi aap kuch gain kr skty hen aur seekh Saken gy aur behtaren earning Ly Saken gay Yahi Behtar kam krny ka faida hai
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

              Ji bilkul theek Kaha Ham Jis kam Mein mehnat karte hain uska Mein Hamen re kamyabi ke Raste khul Jaate Hain Forex trading Mein Hamesha Jyada mehnat aur knowledge ke sath kam karna chahie Forex trading main Hamen learning experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham acchi trade lagakar achha profit Hasil kar sakte hain aur successful trader Ban sakte hain Forex 1 online business Forex Mein Ham demo per practice Karke Achcha experience Haasil kar sakte hain Jitna Achcha experience Hoga itni acchi Ham trade open kar Sakenge aur acchi earning kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

                Assalam walekum ji dear members aap sab kaise hain ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aap ne bahut hi Khubsurat Baat likhi hai ki agar mehnat Karenge to usse aapko kamyabi hi Milegi aur usse aapko naye naye Raste bhi Milenge Kyunki Agar mehnat Nahin Karenge to aapko naye Raste bhi nahin Milenge aur usse aapko acchi earning bhi nahin Hogi to isliye yah Kahana galat nahin hai ki mehnat Se Hi kamyabi ke Raste Khoon Se Hain thank you
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat say kamyabi k rasty khulty hain

                  G han bhai apny boht achi bt ki hai kamyabi ka rasta mehnat sy guzar kr jata hai agr ap mehnat ko ehmiyat nai den gy tu apko kamyabi nai mil sakti hai es lye zyada kam krny ki bjaye thora kam karen mgr mehnat sy karen ap jitna kam asani sy kr sakty hen utna karen mgr apny kam ki quality ka pora khyal rakhna chahye.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X