hamy aik tie table bana kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hassil kar saky hain agr ham is manin tukky laga kar is man jad bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be washho sakta hain main maket ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi ohota loss hamy apni hi galtio ky waja sy hota hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam krna chahy pher hi ham oss sy bch sakty hain yai aik as busienss hain jis main kam karny ky liye hamy kissi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is man kam kar sakty hain ham is main apni marz sy free account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi fad mand busines haib
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим