Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

    G dear ap n thk kaha hy k hum sb keep chahiya k hum pak forex p kam krty waqt kbhi bhi overconfidence se kam na kry aur agr hum pak forex p kam krty waqt overcast connfidence k sath kam kry gy to humy zaror nakami ho gi aur hum khud ko kamyab nhn bna sky gy as liya mehnut k sath kam kry aur khud ko kamyab bnaey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

      Ji bilkul theek Kaha aapane Hamara jyadatar loss overconfident ki vajah se hota hai Jo Ham jaldbaji Mein trade Kahate Hain lalach Mein Aakar Bar Bar trade Karte Hain Is Tarah Hamen loss Jyada hota hai aur profit kam Hota Hai Forex Mein Hamen acchi knowledge or experience ke sath kam karna chahie jitni acchi knowledge ke sath trade Karenge Itna Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge aur loss bhi kam kar Sakenge Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur learning ke saath kaam karna chahie jitni acchi learning ke sath kam Karenge itni acchi earning kar Sakenge aur successful trader Ban Sakenge
      • #18 Collapse

        Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

        Forex trading mein Hamen overconfidence Se Kam nahin karna chahie Bal ka tammal majze ke sath Karen soch samajh Kar Sabar ke sath trading mein Hamen chahie ki Ham real account ke sath Forex trading ke damo account per bhi practice jari rakhen acchi trade Mile to Hamen Apne balance ke mutabik lots use Karen jyada risk na len aur take proper Star plus use Karen apni trade .mein.
        • #19 Collapse

          Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

          hamen overconfidence se Kam nahin Lena chahie yah confidence ki ek limit hoti hai hamen use mein rahakar kam karna chahie hamare pass confidence hoga tabhi Ham knowledge experience ko hasil karke usmein acchi tarah se kam kar sakenge
          • #20 Collapse

            Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

            Forex trading mein Hamen emotional trading nahin karni chahie Forex trading mein cool mind se kam Karen aur acchi trade ka intekhab Karen jaldbaji mein trade na Karen aur overconfidence se Ham apna loss kar sakte hain risky trade lene se hamara Koi fayda nahin hoga ek Bar Ham fayda asal kar sakenge to dobara hamara loss hoga jo profit asal Kiya vah bhi hi las kar denge risky trade lene se to behtar yahi hai ki Ham thoda thoda karke aaram karne ki koshish karen aur jyada ke chakkar mein Na paden Apne account ke mutabik profit cancel Karen.
            • #21 Collapse

              Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Malikawais پيغام ديکھيے
              Forex trading Mein Jab hum overconfidence ho Jaate Hain aur apni trading Maie risk Lete Hain Jyada profit Ke Chakkar Mein To tabhi Hamen loss hota hai To Hamen chahie ki ham risk na le apni trading mein Thoda Thoda Karke earn karne ki koshish karen money management Ka Khyal Rakhe acchi trade ka intakan Karen take profit Stop loss use Karen Taki Hamara account save Rahe aur trade karne se pahle Hamen Apne analysis karne chahie
              humen forex market mein trading karne keley khud par pora confidence hona chahey or pore confidence se hi trading karni chahey lekin kabhi bhi over confidence se trading nehi karni chahey kunke over confidence se hamesha nuksan hi hota hai or forex trading se loss hi hota hai humen over confidence se bachna chahey
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Overconfidence be hamri loss ka Sawab hai

                g han profect bat ke hy forex business mein trading se jab profits acha milna start ho jeye to member se control nahi ho pata jis ke waja se wo over trading kerte han jitna profits kamty han loss ker ke use khatam ker dete han ye loss hone ke sab se bare waja hy hamain es se dur reh kar kam kerna cheye tab kamyab ho payn ge

                اب آن لائن

                Working...
                X