Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai
    jab Ham short term trading karte Hain to Ham indicators ko use karte hain aur indicator hamen Jahan per profitable trading karvate Hain vahan per hamara loss bhi ho jata hai aur agar Ham trading kah Rahe Hain to hamen chahie ki Ham indicators ko kam se kam use Karen then hamari trading profitable ho sakti hai aur agar Ham indicators ko jyada use karte hain to hamari trading profitable nahin ho sakti hai aur ham loose Ho jaate Hain hamen chahie ki ham always hi indicators ko kam se kam use Karen then hamari trading God ho sakti hai aur agar Ham indicator ko jyada use karenge to hamari trading good nahin ho sakti aur ham lose Ho jaate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے

    hamari koshish honi chahie ki Ham jitna mumkin ho sake khud se kam karne ki koshish karen hamare liye indicator acche hote hain aur agar Ham inko sahi istemal kar lete hain to yah hamare liye achcha natija rakhte hain lekin sabse bada masla yah hota hai ki Ham jis bhi indicator ko istemal karte Hain to hamen uske istemal karne ka theek tarike se pata nahin hota hai jiski vajah se hamen nuksan ho jata hai agar hamen indicator ko istemal karne ka sahi tarike se pata ho to tabhi hamare liye indicator acche ho sakte hain aur ham ine se fayda utha sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

      Main aapki is thoughts A Hundred Percent aagrah karta hoon ke jitne bhi short term trading Hain usmein loss ke chances maximum hote hain Kyunki short term trading Mein Ham minimum time mein maximum profit on karne ke liye big risk lete hain aur big risk ke liye Hamen money management ko UN follow karna hota hai aur Hamara lot size bahut jyada hota hai jo Hamare capital se maximum jyada ho jata hai jo main aapko request Karunga ki Hamen long term trading Karni chahie aur small profit ke sath trading Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

        Aap log indicator Jarur use Karen part Jab aap log short time frames Main Apni trading Karte Hain To aap log koshish karen ke indicators ki help knowledge aur apne trading strategy aur planning ke hisab se small timeframe hai sirf aur sirf market ki running price action ko Dekhte Hue apni trade execute Karen Jab aap log small timeframes main indicators ke hisab se trading entry lagaenge to aapko isase Jyada loss ho jaega isliye short time frames main indicators used na Karen aur sirf market price action ko follow karte hue apni trading lagaen.
        • #5 Collapse

          Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

          short term main bi trade kar k hi hum planing karni ho gi aur hamain is k bary main kam kar k hi hum trade karein gay uar indicator ko use kar k hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain is k bary main bi is k bary main kam kar k hi hum acha bonus hasil kar k hi hum real main bi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi it is best job
          • #6 Collapse

            Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

            hum es main indicatior ko use kar kay humain es main tarde lga kar hum es main trading kar skty hain hum es main indicatiors ko knowledge our experience kay satch hasl kar kay hum es main trading kar skty hain our hum es main planing kar kay hum es main kam ko karain gain to humain es main apny targt ko pora kar skty hain oiur hum es main profet hasl kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

              aapko loss tab Hota Hai Jab aap emotional kam karte Hain Ham aksar market Mein emotions Mein a jaate Hain aur volume increase kar dete Hain Hamen bilkul bhi aisa nahin karna Hamen apne rules ko follow karna hai market Hamen rules bataen Hain Humne money management karni hai aur risk to reward ke mutabik har trade open karni hai fir Bhi Ham kam kar sakte hain isliye Hamen mehnat ke sath kam karna hai to hi Humne Kamyab hona hai
              • #8 Collapse

                Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

                Exactly bilkul market mein job short term trading Karni Hoti Hai short time frame ka use Kiya Jata Hai indicator signal jo deta hai ya FIR job change hota hai market dusri candle banati Hai usmein trade open karte hain kya pata ekdum se market change ho jaaye signal Pada loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

                  hum forex maai trading kara ky ache earning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kma sky g forex aik wasee business haijn hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm buisness ke nisbat acha bisness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful t ime be kam kari sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

                    Trading Karke Hamen loss Hamari apni mistake ki vajah se hota hai indicator ki vajah se loss Nahin Hota isliye indicators ko blame na Karen trading aap galat karte ho to aapko apni mistake ki vajah se loss hota hai bahut Sare professional traders bhi Kahate Hain Ki Main indicators per totally believe Na Karo Inko apni trading ke analyses Mein use karo lekin ek plan banaa kar kam kiya karo
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

                      my dear friends agar aap short term trading karna chahte ho to aap short term trading bhi kar sakte ho lekin short term trading karne ke liye aapke pass Forex ka jyada se jyada knowledge or experience ka hona bhi bahut jyada important hota hai kabhi aap short term trading kar paate ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trading mein hamen big loss indicator ki vajah se hota hai

                        dear log tren trading krne se hume is main zada tar nuqsan ka hi samna krna parta ha agr hum is main nuqsan se bachna chahte hein tu hume is main long trem ka istamal krna chaiye is main wohi log kameyab ho sakte hein jo zada se zada menat krte hein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X