forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti
    forex main kam karny ky liye well educated hona zarori nahi hain agr ham km pary likhy hain to pher be ham forex ko join kar sakty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 ganhto main sy din main be kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main greedy ban kar kaamkry gy to hamy los ho sakta hain or hamra account be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary broekrs ka ka koi be qasor nahi hota los ham yapni hi galtio ki waja sy hota hain yai online ki dunya main aik king business hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

    G ha dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai sirf software aor k andar jo tools aor indicators hai aun ko use karny ka pata ho ap ais market mai kaam start kar skaty hai aor ais mai thora sa time lagaty hai to ap ko ais market ka experience ho jata hai aus k baad ap ais market mai achy trader ban jaty hai ap ais market mai agar acha kaam sekh lety hai to aus k baad ais market mai se paisa kama k apna future set kar skaty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ais market mai chal sakty hai nai to ap ko ais mai nuqsan bhi ho sakta hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai tabi to ap ko ais mai faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

      Forex trading aik aisa business hai jiss mai Bohat ziada education ki zarurat nahi hoti hai. Forex trading business aik world wide business Hai jiss mai kaam kernay kay liye na tou koi degree chaiye aur na he koi special course ya diploma chaiye hota hai. Forex trading aik bohat simple online business hai jaisay kay koi bhi dusra business hota hai. Forex trading seekhnay kay liye Agar computer ka use ata hai aur thori bohat English ki samajh hai tou bohat asaan hai. Forex ki basic learning aur knowledge kay liye pak forex forum jaisa aik bohat acha platform mojud hain jo kay pehlay he Roman urdu mai kaam kerta Hai jiss ko use kerna aur seekhnay kay liye members ko koi special activities bhi nahi kerni parti kiyu kay pooray Pakistan mai jo bhi loog social media ko kisi bhi tareekay say use kertay hain woh sub Roman urdu he use kertay hain. Iss liye pak forex forum pay kaam ker kay forex seekhna bohat asaan hai. Uss kay baad demo trading account ho ya real trading account sub he instaforex mai urdu mai use kiye jaa saktay hain. Forex trading business aik asaan business hai jo kay sirf achay bunyaadi knowledge aur MT4 trading terminal ko seekhnay kay baad iss business ko kerna intehai asaan hojata hai aur uss kay baad experience aur skills ki development say yeh business aur bhi asaan hojata hai
      • #4 Collapse

        Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

        Forex business me well education ka hona lazi to nahi magar jo traders well educated hoty hey esy hi traders key ley Forex business sab se zeyada profitable aur easy business banta hay, 90% traders key fail hony ki waja education ki kami hi hoti hay agar traders news se related information apny kam education ki waja se hasil nahi kar paty hey to esy traders ka fail hona yakeeni ho sakta hay, well education ka hona traders ka plus point ban sakta hay, Forex business ki requirement traders ka well educated hona hi ho sakta hay, education key base par Forex business ki learning aur market key bary me information hasil karna mushkil nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

          forex ko join karne ke liey Well education ki zarorat tu nehi hoti ha par ap forex ko learning kiey begair success nehi ho sakte hain or forex me learning karne ke liey ap ke pass education ka hona lazmi ha take ap forex market me. analysis karne ke liey kisi bhi International news par nazar rakh sakain take ap ki trading or profitable ho sakay

          agr ap zeyda Well educated nehi hain tu ap forex ko easily join kar sakte hain forex ko join karne ke liey kisi college degree ki zarorat nehi ha yeh forex business ki sub se khas bat bhi ha or kam educated person jo berozgar hain forex ko asani se join karke acha profit earn kar sakte hain

          agr ap Well educated hain tu ap forex market ko Apne knowledge or skills ke hisab se deeply understand kar sakte hain or forex me success wohi hota ha jis ke pass zeyda or deeply knowledge ho tu ap ko Well educated hone ka yeh faida hasil ho sakta ha ke ap apni skills se forex me asani se kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

            Mere dost Kafi had Tak aapki baat theek hai ki Forex Mein kam karne ke liye education ki jarurat Nahin Hai Pak Forex forum Tamam sahuliyat Hamen Urdu mein provide kar raha hai tu Isse Zyada taleem ki jarurat nahin hai lekin ek aur baat hai ki agar humne bahut Forex forum ke alava aur kahin kam karna ho Kisi broker ke sath to vahan English mein bhi baat karni pad jaati hai ya koi news vagaira Aati Hai To vah Aksar English mein Aati Hai To iske liye Hamen English ka Aana coffee important hai beshak Jyada hamare pass education Na Ho lekin Forex Mein kam karne ke liye English aani chahie Kyunki English bahut jyada istemal Hoti Hai Forex Mein Jab Koi news aani hoti hai to vah bhi English mein Aati Hai Urdu mein nahin aati international news Hamen sirf English mein hi milati hai jab tak vah Urdu mein Aati Hai tab Tak news ka impact khatm ho chuka hota hai isliye Forex Mein education bhi Kafi Achcha role play Karti Hai Agar aapke pass acchi education Hai To Mere Dost
            Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
            • #7 Collapse

              Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

              hanji forex main well educated hona achi bat hai jitni achi ap ki education ho gee ap ko forex business karny main help milti hai dunia ka koi bhi business aor koi bhi job karny ky lea jitni achi hamri education hoti hai humy uss business aor job ka utna he acha method ata hai aur aur hamri earning bhi hamri education ky hisab say hoti hai koyn ky hum main kisi bhi business ko samjhny ky lea achi soch aur samjh hoti ha jis say ham es business ko bohut achy triky say kar sakty hain aur uss ky nuksanaat ko bhi samney rakh kar unn ko samjh kar trade karty hain asa he forex main hai jitni achi hamri education ho gee special finance ky bary main hamra utna he acha forex main experience gain ho ga es lea ham ko es business main achi talem laina bhi hamry lea double faida mand ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

                Forex trading market international market hai aur ismein kam karne ke liye English language learning or understanding bahut important hai agar aapko english understanding nahin aati to aapko pareshani ban sakti hai aur aap trade karne ke liye samajh nahin sakte ho metatrader 4 terminal mein all elements english language mein display hote hain aur urdu language court nahin hoti metatrader 4 terminal mein agar aapane stop loss lagana hai take profit lagana hai support and resistance ko dekhna hai ine sari chijon ke liye aapke pass english language hogi to aapko samajh jayegi roman urdu mein aapko Pakistan pak forum mein kam karna allowed hai jiske liye aap ko bolo sab mil jata hai lekin aapko kam sara trading ka english mein karna hoga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kam karny ky liye well edutaion ki zarort nahi hoti

                  G han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading aik asa unique business hy jis m bot zyada educated hona zrori ni ham km education k sath b forex m trading kr skty han forex m agr hmary pas education zyada hy mgr ham hardworking ni jis ki waja sy hum forex trading ka acha knowledge or experience hasil ni kar paty forex ki learning m mukmal time ni dy paty to hamari education ka koi faida ni hamy forex trading main successful hony k liay zyada sy ziada knowledge or demo account m practice bot zrori hy tbi ham successful ho sakty han

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X