Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?
    Assalamu alaikum all dear Forex traders doston kaise hain aap sab ummid karta hun aap sab theek Honge aur aapki trading bahut acchi ja rahi Hogi doston Mera Aaj Kaun test Mein Ek Sawal hai ki Forex mein jo Ham kam kar rahe hote hain to hamare liye education Kitni important hai Forex Mein kam karne ke liye kya without education bhi Forex Mein Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai aise dost Jinke Paas Jyada taliyan nahin hai aur vah Chopra feat Roshan kar rahi hai to vah dost apna review Yahan per Jarur share Karen tar Ke Jo on educated log Hain unko bhi pata chal sake without education bhi talim Ke Bhi Ham Forex me Achcha profit Hasil kar sakte hain Sab dost Apna Apna review share Karen educated log bhi aur uneducated log bhi jo Forex Mein kaam kar rahi hai Taki Sabko pata chal sake
    Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

    agar hum forex main kam karny ka experience rakty hain to hamy is main kam karna chahey agar hum pary howy hain to hamy is jon ko zaro karna chahey yai hamre roze kamay ka aik acha zareya hain hum is main halal tary sy roze kamaty hain agar hum is main pasia invest karna chaty hain to hamy knowledge or experience hasil kar ky is main high amount invest karne chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain yai pakistan main be legal ho cuka hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy is mai menat or lagan sy kam karna chahey agar hum is main bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy is main aik time table bana kar meyare kam karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

      Jis tarike se aap apne Manner ke without Apne life mein nahin chal Sakte usse Sam Ve Main Jab tak aapke pass knowledge Nahin hoga tab tak aap Forex Mein survive nahin kar sakte aapka knowledge bahut important hota hai Forex Main Agar aapke pass taalim Nahin Hai education nahin hai aur aap Matric Pass Ho Ya usse bhi kam aur aapko knowledge hai Forex Mein kam karne ka aur Agar knowledge Nahin Bhi Hai To Apne senior se aap bahut jald Sikh sakte hain yah Baat Dekh Kar aap ismein interior Sahni ke sath Le sakte ho lekin start main aapko difficulties aaenge ki Aap Yahan acche se kam nahin kar Sakoge lekin Jaise Jaise aap ka time gujarta Jaega To vaise vaise Aap Yahan per Ek expert bante jaaoge Kyunki agar aap Yahan per mehnat ke sath kam Karte Rahoge To fir Ek na Ek Din aapki mehnat Rang layegi Aur aapko Yahan per kamyabi Hasil ho jaega Yahi importance
      Hay knowledge ki aur education ki Forex mein ..
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

        forex aik best busienss hain hum is maai live trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kairy gy to hamara account baned ho jy g forex aik wasee business hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai learning gain kar ky kam kair gy to he hum agy bar saky gy forex mai kam karny ky liye education ka hona zarore hain hamy analyss ko use kar ky risk lena ho ga forex pakistn mai legal ban cuka hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamara acoutn baned hoj y ga forex aik amm bsiness ke nsibat acha business hain hum is mai agar tuka sytesm sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famosu hony wala acha or internationala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

          Life me insan ko har stage par education ki kami mehsoos hoti hay Forex business me be traders ko education ki kami ka ehsaas es time hi hota hay jab wo apny kam education key base par learning ki nakam koshish karta hay, me samjta hon Forex business ki market key sath har financial market me education ki ehmeyat bahot zeyada hoti hay, agar education achi hasil ki jaye to traders key ley learning me kamyabi key sath market me trading me be success mil sakti hay, without education key traders key ley learning karny me aur market me bahot din tak survive karny me mushkil mehsoos ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

            Forex mai kaam kernay kay liye bohat ziada ya koi special degree ya diploma nahi required hota hai. Iss liye forex trading business aik aam taaleem yafta shakhs bhi shuru ker sakta hai aur bohat kaamyabi haasil ker sakta hai. Forex trading business mai taaleem ka role yeh hai kay trading ko seekhnay kay liye aur technical terms ko samajhnay kay liye kaafi honi chaiye kiyu kay jab aik baat trading seekh li jaati hai tou uss kay baad wohi format chalta rehta hai. Forex trading ka format saal ha saal say aik he chall raha hai aur iss kay change honay kay bhi koi chance nahi hai. Forex trading business ko aik baar seekh lainay kay baad sirf planning aur strategies kay saath he kaam kerna hota hai aur uss kay liye day to day trading say he help mill rahi hoti hai. Jo traders forex ki basics aur trading terminal pay kaam kerna seekh laitay hain unhain koi masla nahi hota hai. Iss liye forex mai taaleem ko focus dainay ki bajaey learning pay focus kernay say ziada kaamyabi milti hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

              forex main kam karny ky liye talim zada important nahi hoti is main kam krny ky liye well educated hona zarori nahi hota hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain or apni family ko support kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar jald bzi sy kam akry gy to hamy loss ho sakta hain loss ko cover na karny ki sort main hamara account be block ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja hota hain agr ham job less hain to ham forex ko part time yai full time join kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy berozgari ko kathem kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

                forex aik best karbar hain hum is mai live trading kar sakty ain hum is mai pasia be invest kr sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum s maai live kam kar sakty hain hum is mai pasia be inves kar skty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mi out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho j ga forex aik wasee business hain is mai 24 gnty ma isy kese be wka tka time table bana kar kam kar sakty hain hm is mai agar lalcho ban ky kam kary gy to hamy kuch be hsail nai ho ga forex aiak world wide business hain hum is mai pairs maai pr currncy mai kam kar skaty ain is jasa koi or busness nai hain dunya bar mai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

                  agr ap ke pass zeyda education nehi bhi ha like degree tub bhi ap forex ko join kar sakte hain or agr ap ki skills strong hain tu ap ke liey forex se profit earn karna koi mushkil kam nehi ha forex me profit earn karne ke liey ap ko zeyda education ki nehi balke skills ko zarorat hoti ha or jin traders ki skills strong hoti ha wohi profit earn kar patay hain or is me education ka zeyda hona koi matter nehi karta ha forex me

                  kuch traders aisy hotay hain jin ke pass koi college degree nehi hoti ha par wo skills ke hisab boht strong hone ki waja forex market ki learning karke deeply knowledge hasil kar letay hain jis se phir forex se profit earn karna knolwedge hasil karne ke bad easy ho jata ha

                  agr ap ki skills strong nehi hain or ap ke pass jitni marzi education ho ap ka forex se profit earn karna kafi mushkil ho ga

                  note
                  aisy traders jin ke pass zeyda education nehi ha un ko chahie ke wo forex trading me apni skills ko jitna ho sake improve kare agr un ki skills improve ho jati hain tu wo forex se profit earn kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

                    Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai agar fundamental par kaam karna hai to aus k liay ap k pass study honi chaye agar ap ne ais market mai technical par kaam karna hai to ap ko ais market mai k bary mai sirf ye pata ho k ye market kaisy kaam karti hai aor hum ais market mai kaisy trade kar skaty hai ap ais market mai agar aik indicator ko hi use kar lety hai to ap ais market mai aus ko dekh k ais market mai trade kar skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai aor ap ais market mai kaam karny k qabil ho jaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

                      forex main kam karny ky lea taleem 100 percent he zrori hai kyon ky taleem ki wajah say he ap har field ko achi tarah say soch samjh kar kam kar sakty hain aur forex ki language ko achi tarah say samjh sakty hain es lea es business main ham ko hamri jitni ziada taleem achi ho gee hamry pas forex ka knowledge sekhny ky lea utni he achi asani ho gee jis say ham es business main kam kar sakty hain es lea ham ko pehly apni taleem ko karna chaheay aur sath sath forum pay kam karty rehna chahea aur ap ko es forum main achi earning bhi mily gee aur yahan say ap ko forex ky bary main acha knowledge bhi mily ga jiss say forex market main ap or ziada success ho kar es main achi earning kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

                        Education Forex trading market ke liye important hai jaise ke Forex trading market mein aapane analysis karna ho aur aapko sara kam english mein understand karna hoga to aap kaise kam kar sakoge iske liye aapke pass english language understanding bhi jaruri hai Pakistan Forex form mein to kam roman urdu mein kiya jata hai aur sare member yahan per behtarin perfect emotional aur aur interested knowledge share karte hein yahan per ek dusre ko guide qiya jata hai trading members responsibility ke sath kam kar rahe hain aur unko appreciate kiya jata hai zeyada bonus deya jata hai jo member hamara behtarin jawab contact mein kam kar rahe hain unko bhi guide kea jata hai education ke sath hi Forex trading market mein kam keya ja sakta hai uneducated person reading ke liye metatrader 4 terminal mein qam nahin kar sakte
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me kam karny kay liey Taleem kitni Important hai ?

                          dear har kaam ki aik value hoty hay isi tarha say ham daikh saktay hain samjh saktay hain k forex famoous honay k sath sath bahut he munaffa bakhsh business hay aur jo jitna business famous aur profitable hoga us main usi hisaab say ziada say zida log interst laitay hain to agar haamray pass iska knowledge nai hay ham ziada achi languages ko nai jantay hain to haamray lose aur nakami ka aik yeh bhi zarirya ban sakta hay is liye ziada say ziada taleem honay say ham is say lose say bhi bach saktay hain aur markeet k baray main ham achay knowledge aur experience ko bahut jaldi say hasil bhi kar saktay hain is liye iska knowledge honay k sath sath hamaray pass achi aur mayari taleem ka hona sab say ziada important hay agar hamaray pass achi taleem nai hay to ham markeet ko kabhi achay tareekay say samjh nai saktay kisi say acha knowledge hasil nai kar saktay hain usko smajh nai saktay hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X