Forex market mai new traders kay liye Kitna scope hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex market mai new traders kay liye Kitna scope hai?

    Forex market bahut hi acchi chij hai aur bahut jyada log 4x market Mein kaam kar rahi hoon Pyare doston forex market ka Aane Wale Waqt mein bahut jyada score hai Kyunki yah Aisa kam hai Jisko koi bhi kar sakta hai Kyunki na to ismein koi bhi age limit hai na hi koi Aisi ismein rukawat Hai Jiski Bina per Koi Na kar sake to isliye Mere Khyal se yah bahut hi accha Tarika Hai jisse Log Aane Wale Waqt Mein paise kam aaenge to isliye Logon Ko chahie ki abhi se ismein mehnat karna start kar den Taki Aane Wale Dinon mein isase bahut jyada profit Hasil Kiya Ja sake aur jo log abhi se ismein kam karna start kar denge vah Aane Wale Waqt mein ismein bahut jyada expert Ban Jaenge aur usse bahut jyada paise Kama Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex market mai new traders kay liye Kitna scope hai?

      FOREX MARKET MAI NEW MEMBER KA SCOPE uski knowlage k mutabik hona chahiye new members forex mai aty sar hi trading nhi kr sakty qk ye business thora dificult ho skta hy new members k liye is ko samjhny k liye hame 1 ya 2 din nhi balky jitna zyda ham is mai working krty hain jitna jyada time dety hain utna hi isk bary mai sekhty hain new members k liye sb sy best option learning or knowladge gain krny ka hota hy demo account new members ko chahiye demo account ka achy sy instamal karain or demo account mai trading ko samjain analysis krna sekhain takreban two months demo mai prectice krny k bad trades krni chahiye tak acha knowladge ho apk pass trading ka or ap acha bounas hasil kr sako members ham is busines ko apny liye chahye to best bna skty hain agr chahiye to time pass lakin ye business world ka fameous business hy hame isy apna aim bnana chahiye or mehnt kr k trading krni chahiye (THANK$$)
      • #18 Collapse

        Re: Forex market mai new traders kay liye Kitna scope hai?

        Asalam o Alikum dear friends umeed kartaa hon kay ap sab theek hon gy jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he achaa or lajawab business ha is main kaam karny kay leye hammy bahut sarii mehnat ki zarorat ha ham is main jitni mehnat kareen gay is main utnaa he kamyaab trader ban sakee gay is main ham jitni ziadaa learning kareen gay utnaa he is main hammy fiadaa ho is main new trader ko chaeye kay is ki markit kay bary main pehly achi tarhaa jan karii hasil karee or phr is main parectice karee is kay demo acoont pa or wo parectice learning ki bonyaad par karee or ye parectice kam say kam 3 monath karee jis say us kay analysis stronge hon gay or markit kay barry main achaa experience bhi us ko ho jay ga is kay bad wo markit main entry lay kay achy results hasil kar sakee ga or achaa profit hasil kar kay apni earning ko barhaa sakee ga
        • #19 Collapse

          Re: Forex market mai new traders kay liye Kitna scope hai?

          Forex trading technical business hai aur isme aap Jab bhi kam karna start karte Hain to aapko Jahan mushkil halat aati Hai lekin in ya mushkil aastha aastha Hal Hona shuru Ho jaati Hai, jaise jaise aap forex market mein knowledge Hasil karna shuru kar dete ho to aapka mushkilat minimise Ho jaati Hai. New trader hamesha forex market mein nakam is vajah se hote Hain ki vah forex market mein learning Hasil Nahin karte aur directly earning Hasil karne ka sochte hain to is Surat mein bahut jyada chances hai ki vah apne maksad mein kamyab Nahin ho sakte kyunki forex market Ko Jab tak aap samajh Kar tradeplace Na lagaen to ismein Hasil Lena ek bahut mushkil kam ho jata hai.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forex aik world wide business hai. Iss waqt markets ki situation Corona pandemic ki wajah say bohat change ho chuki hai. Forex market mai iss waqt new traders kay liye kia scope hai?
            Dear ap ager jab apni trade main seekh kay trade karain gy tu ap ko pata chaly ga kay ap ko kab kis time trade karni hai. Lot size kitna lagana hai. pairs ko kaisy chose karna hai. Ap kay kis tarha analysis karny hain or fundamental news ko kaisy manage karna hai. yeh sub woh cheezain hai jo ap seekh kay trade kar sakty hain. Jab ap apni trade ko sahi tarha sy manage karna seekh jaty hain tu ap ko cheye kay ap kudh ki strategy be bana lain jis sy ap use kar kay time to time strong bana kar achi earning kar sakty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Forex market mai new traders kay liye Kitna scope hai?

              Click image for larger version

Name:	download.jfif
Views:	8
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12843502

              Forex market mein naye traders ke liye scope hai, lekin ye ek challenging aur volatile market hai jismein risk bhi hota hai. Kuch key points hain jo naye traders ke liye important hote hain:
              1. Buland Rawayya Volatility: Forex market mein prices ki volatility zyada hoti hai, jo ki trading opportunities create karta hai, lekin issey nuksan bhi ho sakte hain.
              2. 24/5 Trading: Forex market 24 ghante, 5 dinon tak active rehta hai, iski wajah se traders ko flexible trading timings milte hain.
              3. Levarij: Forex trading mein leverage ka istemal hota hai, jo trader ko apne capital ke multiples tak trade karne ki anumati deta hai. Ye bada faida banane ka mauka deta hai, lekin bada risk bhi hai.
              4. Taleem aur Tarbiyat: Naye traders ko sahi tarah ki taleem aur tarbiyat leni chahiye. Technical analysis, fundamental analysis, risk management techniques jaise concepts ko samajhna zaroori hai.
              5. Risk Management: Risk management ek bahut zaroori aspect hai. Har trade ke liye stop-loss aur take-profit levels set karna important hai taaki nuksan control mein rahein.
              6. Nafsiati Pehlu: Forex trading mein sabr, intizam, aur jazbati control bahut zaroori hote hain. Nuksan se samna karna utna hi zaroori hai jitna faiday ko control karna.
              7. Demo Trading: Naye traders ko pehle demo account par trading karna chahiye jisse unhe real market conditions mein trading ka experience mile aur strategies test karne ka mauka mile.

              Is tarah se, forex market mein naye traders ke liye scope hai lekin woh samajhdari aur tayyari ke saath trading karna zaroori hai.
              منسلک شدہ فائلیں

              اب آن لائن

              Working...
              X