Jaiza : Market ki Movement ko samjhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Market ki Movement ko samjhain
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading business aik world wide business hai jiss mai pooray world say laakhoo traders kaam kertay hain. Bohat say traders iss business mai roz kaamyab hotay hain aur roz nakaam bhi hotay hain. Iss business mai kaamyabi aur nakaami dono ki he alag alag wajuhaat hoti hain. Kaamyab traders ki strategies ko daikha jaey aur parha jaey tou aik baat jo samajh aati hai jo kay nakaam traders kay nataeej daikhnay aur analysis kernay kay baad samajh aati hai woh market ki movement ko samajhna hai. Forex trading mai kaamyabi unhi traders ko milti hai jo markets ki movements ko samajh laitay hain aur sahi waqt pay sahi positions open ker laitay hain aur phir unhain close bhi sahi waqt pay he ker laitay hain.

    Forex trading business mai forex market ki movements ko samajhna koi science nahi hai aur na he iss mai koi complex baat hai. Forex trading Kertay huay market ki movements ko samajhnay kay liye trading terminal pay charts ki reading, time frames ka use, trends aur analysis kernay kay tareeka kaar he kaafi hotay hain. Jab takk markets ki movements ko na samjha jaey uss waqt takk kaamyabi haasil kerna mumkin nahi hai aur jo trading market ki movement ko samajh laitay hain woh kaamyab traders bann bhi jatey hain aur kehlatay bhi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

    forex market ki movement ko samjna bohat zarori hain ham is hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main fres mind ky sath trade lagni chahey pher hi hain ham kamyab ho sakty hain acha bonus hasil kar saky han ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain ham is man apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham live tradig karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain agr ham is main greedy ban kar is main kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hain hamy is main market ka yai hamary broekrs ka ko be qasoor nahi hota hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

      forex aik online business hhain hum is mai part time be kam kkar sakaty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bger learning ky kam kary gy to hamy loss ho ju ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table banaa kar kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar market ko analysiz kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ga forex aik world wide buisness hain hum is mai live traing kar sakaty hain hum si mi bager balance account bana kar be kam kar sakty hain forex paksitan mai legal or famous business ban cuka hain forex aik internaitonal or unique business hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

        G ha dear ye to bahot hi zarori hai k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ki moment ka pata hona chaye k ye market kaisy moment karti hai aus k baad ap ais market mai agar mehnat karty hai aor ais market ka trend samjh lety hai to aus k baad ap ais market mai acha kaam kar skaty hai ais market mai ap ko analysis karny k baad hi trend ka pata chalta hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kaam karny ka experience ho jata hai aor ap ais market mai paisa kama skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais mai faida ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

          hamy market ky rulees ko follow kar ky kma karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik best busienss hain hum is maai live kam kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty ahain hum is mai apne marze sy tieme table bana kar kam kari sakty hain hum is mai apne marze ys time tbale bana kar kam kar sakty hain forex mai usa or chian or new yok jasu bary bayr mumalik invlve hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai 24 gnty mai sy ekse be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai live trading kaar sakty hain um strugle kary gy to hamy kamaybe hassial ho jy ge forex mai agar hum mahnet nai kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik best then best business hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

            yes dear app ki bat bilkul thek hai forex market ki movement ko pehly say samjhna bohut he zrori hai phir he ap es market main kam kar sakty hain aur es market main ap success ho kar es main mehnat kar sakty hain market main hum ko sekhna bohut he ziada zrori hai tab he ap es market main achi tarah say analysis kar sakty hain aur es main success ho sakty hain es lea ahm ko es main success tab he mil sakti hai jab ham forex main achi tarah say knowledge hasil karain aur phir es main demo account bana kar es main ziada say ziada practice karain phir he es market main ham earn kar sakty hain kyon ky aik international market main success hony ky lea ap ky pas acha experience hona bohut zrori hai phir he es main ap pora utar skaty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

              makret ki movemet ko samjna bohat zarori hain hamy market ky aganist kam nahi karna chahey warna hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik aikasa business hain jis main hamara ko ibos nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain ham is main 24 ganhto main ksi be waqt day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain forex alla world main aik international business hain is main usa or china or new yourk jesy bary bary muamlik samil hain or pakistan main be forex aik maqbool business ban cuka hain agr ham is main lalach ky sath kam kary gy to ham kamyai nahi hasil kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boahat hi acha business han
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                Market ko understand karny ko hi perfect aur good trading kaha jata hay, traders market ko samjny key ley koi 1 technique ya per single market analysis method ko use karny ki bilkul be koshish nahi karty hey esy traders market ko samjny key ley mehnat key sath bahot si technical aur fundamental techniques key sath important tools ka use be karty hey jes se esy traders key ley market ka samjna bahot hi asaan ho jata hay, baghir samjy kabi be market ko samjna asaan nahi hota aur na hi without techniques aur fundamental analysis work key ye possible hay key market samaj me ajaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                  Gee janab forex trading market ki movement mo smjhna bhi zarori hai aor asan bhi hai isky leay apko koi khas kam nhi krna pry ga balky aoko trading ky ley thori mehnat aor lagan sy kaam krna ho ga movement ko smkhna zara bhi mushkil nhi hai movement ky leay aoko technical chart dekhna chye jis ma candlestick chart pattern bny hai yeh bullish engulfing pattern bhi bnty hain aor bearish engulfing pattern bhi hoty hain in ma market ki prediction hoti hai jo indication sy bhi waze hoti hai aor kch camdles bhi bahot achi information deti hain in ma apko doji candle aor green pin bar aor red pin bar ko smjhna zeyada asan rahe ga forex trading market ma ab picture ko upload nhi kr raha hai pehly market sy picture ka options bhi thy jo asani sy upload ho jati thi lkn ab aisa kch nhi
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                    Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge Dosto Forex mein hmein kam karte hue iski market Mein up movement ya down movement Ka Khyal Rakhna hota hai Usi ke mutabik Behtar kam kar sakte hain aur Hamen ismein analysis Karte Rahana chahie aur Har Aane wali new news ki information bhi Hasil Karte Rahana chahie.
                    Hamen ismein investment karne se pahle iski market mein search karna chahie aur Usi ke mutabik Agar Ye movement is ki slow hai to Uske mutabik hmein kisi bhi trade Ko open karna chahie aur Agar Iske movement bahut hi jyada fast Ho Jaati Hai To hamen tab bhi iski Kisi bhi trade ko open karne se pahle rules ko follow karna chahie. Jab tak Ham market ki movement Ko Nahin samjhenge tab tak Ham ismein Best Kam Nahin kar sakte Hamen demo account per iski search kerna chahiye aur Iske bare mein jyada Se Jyada Jana chahie aur Market Mein iski value ke bare mein bhi search Karen chahie tabhi Ham ismein Achcha profit hasil kar sakte hain.THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                      Dear Members forex main kam krny k lay sub say phly usy samjna buht zurari or important hota hy forex ki market ko samjna bahad zurari or important hy agr ap us ki market ko ni samjy gay us pay time ni day gay us ko achii tra analysis nii kry gay tu yaqeenan us say ap ko koi fida hasil ni hoga na hi ap ko us say koi kamyabii hasil ho sktii hy as lay ap jatna zyda ho sky us ko samjna chye us pay proper time dena chye ku k forex ki market buht log or buht strong technical fundamentals work ki market hy jas ki bina pay ap fida or kamyabii hasil hotii hy as lay ap jatna zyda as ko samjy gay us k mutabik kam kry gay us ka fida bhi ap ko wesy hi hoga....
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                        Asalam o Alikum dear forex friends umeed kartaa hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he achaa or lajawab business ha is main kaam karny kay leye ham dil laga kar kaam karnaa chaheye ta kay is kay achy results gain kar sakee or ye sab karny kay leye markit ko samjhana bahut he zarorii ha markit ko ham jitni achii tarhaa samjhee gay is main hammy utnaa he ziada faidaa ho ga markit ki movement ko samjhany kay leye is kay bary achaa knowledge hona bhi zarorii ha markit kay bary main hamy pehly achi education hasil karnii chaheye or phr is koo demo accont pa achi tarhaa parectice kar kay is kay barry main apny analysis ko strong karna chaheye demo pa achi parectice kay bad he is markit ka hammy achy say experience ho ga or ham markit main entry leny say pehly is ki movement ko jan sakee gay or achy say analys kar sakee gay hammy is say tab ja kay profit ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                          Assalamu Alaikum dear friend yah to bahut hi jarurat hai hai ki aapane agar is market Mein kaam karna hai to aap ko is market mein Main ki movement Pata Hona chahie ki yah maarpeet Kaise movement Karti Hai Uske bad aap is market mein agar mehnat karte hain aur is maarpeet ka trend samajh Lete Hain To Uske bad aap is market Mein Achcha kam kar sakte hain is market mein aapko analyses karne ke bad hi Trend Ka Pata Chalta Hai is market mein aap Agar time Lagate Hain To aapko is maarpeet Ne kam karne ka experience ho jata hai aur aap is market Mein Paisa Kama sakte hain is market mein aap Jitna Jyada Achcha kam karte hain aapko is market Mein utna hi jyada fayda ho jata hai is market mein aapko mehnat Karni Hoti Hai tab bhi aapko ismein fayda ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Market ki Movement ko samjhain

                            Ji han bilkul Ek Achcha trader kabhi bhi bagair market ki movement ko samjhaie trade open Nahin Karega Kyunki Forex trading Mein Jab aap reading kar rahi hai to usmein jaruri hai ki aapko accha experience Ho jitni Jyada reading Karenge utna hi jyada aapko benefit Hoga aur jab aap trading kar rahi hain to usmein jaruri hai ki market ki movement ko samjhaie kar usmein trade open Karen Jis direction Mein market jaane ki koshish karen Usi direction mein aap apni trade open Karen otherwise aap market Mein trading per mat Karen Kyunki acche analysis ke sath aap market Mein kaam kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X