dear forum members maira aap sab say yeh sawal hay k jis tarha forex aik bahut barra business hay isi tarha is main kaaam karnay k liye hamaray pass achi invest ka hona bhi lazmi hay to is main aik ghareeb banda kaam q nai kar sakta hay iski wjaha batain k kia wo aur ziada ghareeb ho sakta hay ya usk paasss itnay resources nai hain k is businesss ko afford kar sakay iski wazahat karain k wo q nai is businesss main kaam kar sakta hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим