agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?
    dear hamko markeet main enter honay main koi jaldi nai karni chaye yeh baat to bilkul clear hay laikin isk saths sath mairay sawal yeh bhi hay k is jald baazi say bachnay k sath sath agar ham apnay seniors k sath apnay friends k sath mashwara karta huvay kaam kartay hain to phir kaisa results nikalnay k chances ho saktay hain kia aisa karna theek hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

    Achi planning aur strategies yehi cheez demand kerti hain kay koi bhi position open kernay say pehlay aur koi bhi trade open kernay say pehlay usay discuss ker Lia jaey. Forex trading business mai traders kay liye apna home work complete kernay kay liye bohat time hota hai jiss say traders ko achi trading kernay ka bohat scope mill Jata hai. Forex trading mai traders ko yeh zarur daikhna chaiye kay woh kiss Tarah trade open ker saktay hain jiss say unhain faida haasil ho sakta hai. Agar kisi senior aur expert trader say mashwara aur advice lay li jaey tou bohat acha hai kiyu kay Agar koi cheez miss ho rahi hoto usay cover kia jaa sakta hai. Issi tarah agar koi bhi trade open kernay say pehlay uss ko pak forex forum pay aam forex ki guftagu section mai discuss ker Lia jaey tou uss say bhi achi discussion ho jaati hai aur achay mashwaray mill jatey hain jinn say sub he traders ko faida ho sakta hai. Forex traders ko aisi sub baatoo ko zarur apnay future plan mai shamil kerna chaiye iss Tarah earnings mai acha izafa kia jaa sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

      G han traders ko hamesha 1 group bana leny chaye esy achy traders jo key market se related achi information rakty hey aur har trader market ko different tareequ se analysis be kar sakty hey agar har trade open karny se pehly ye traders ka group discussion kar leya karen gey to esy traders best trades ki entry kar saken gey aur sath me traders bahot hi achy tareeqy se risk management be kar saken gey, knowledge aur trading experience ki kami ki waja se agar traders self base par baghir kesi se mashwary key trades open karen gey to esy traders ko loss bahot zeyada ho saky ga magar group trading ki waja se esy traders ki be help ho sakti hay jo key fully experienced nahi hoty.
      • #4 Collapse

        Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

        Dear ap ne gar ais market mai koi trade lagani hai to aus se phly to ap ko analysis karny hoty hai aor wo ap ko kisi senior se discuss karna hota hai ap ais market mai achy analysis kar lety hai to aus k baad ais market mai achi trade laga sakty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai ais market mai ap ne agar paisa kamana hai to ap ko ais market mai achi trades lagani ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ap ais market mai agar time lagaty hai to ap ko ais market mai khud analysis par trade karni hoti hai tab hi ap ais market mai acha profit bana skaty hai ap ais mai jitny strong analysis kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

          forex main ap ager kisi expert say planing kar ky market main kam karain gy tu ap ki trading win ky chanses ziada ho jain gay es lea ap trade kam karain mager accurate kryain es say ap ko loss kam ho ga aur profit main ziada trades close hon gee lea es lea ap ko iss main jald bazi say kam nahi karna chahea soch samajh kar sentiment ko chek kar ky phir he trade karni chahea phir he ap iss main loss say bach sakty hain forex market main ap jab bhi loss karty hain us ki reason jald bazi he hoti hai es lea es market main ap ko soch smjh kar aor dosron say advice lay kar aur seller aur buyer ko samny rakh kar phir he trade karni parti hai phir iis ap es market main success ho kar achi earning kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

            jub ap Apne seniors se mashwara karke analysis kare gay tu is ka result zeyda acha nikal satkta ha kyuke jub ap analysis karte hain akelay tu kuch aisy points reh jatay hain jin ko ap analysis nehi karte hain knowkedge na hone ki waja se ya jaldbazi me analysis karne ki waja se agr ap waha par seniors traders se mashwara karte hain tu ap ko wo aham point alka pata chal sakta ha jin ki waja se loss ho sakta tha or un ko analysis karne se ap loss e bhi bach sakain gay ap ko profit bhi hasil ho ga or sath me ap ko seniors traders se seekhnay ka bhi muka mil jaye ga or ap ke exprience me bhi izafa ho ga

            agr ap Apne seniors se mashwara karte hain tu aisa karna bilkul theek ha is tarah ap market ko or deeply analysis kar sakte hain jis se ap ki trades ke profit me Janay ke chances zeyda ho jaye gay
            • #7 Collapse

              Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

              hamy expert bana kar marjet ko achy sy samaj kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain ham is main apni marzi sy bagwr pasio ky account bana kr be kam kar sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham is main night main kam kar sakty hain forex main trading karny ky liye koi be aik time nahi hain lakin trade lagany ky liye hamy market ki condition ko samjan or is ky open hony ka wait karna chahey forex market hafty main 2 din band hoti hain or monday ko again open hoti hain hamy is ky open hony par is ko achy sy samaj kar is main investment karni chahey hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                Agar har trade se pahle senior trading member se discussion kar li jaaye to yah ek positive thinking aur positive approach hogi isase aapko confidence aaega aur aapko emotional control ke sath trade laga ke rakhne ki ki kar bhi hogi aur aapko trading market mein zyada profit ki ummid bhi ho sakti hai trading members is market mein agar aap aap yah off loss ki vajah se trade nahin karoge to yah aapko nuksan hoga lekin agar aap trade lagao lekin usko acchi management ke sath carry hote karoge to ismein aapke liye professional expertise understand karne mein help milegi Forex trading market ko dekha jaaye to yah international market hai jo handle and control karne ke liye struggle aur main uski zarurat mangti hai iske liye yah hai ki indicators ko use karna sikho
                • #9 Collapse

                  Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                  agar hum forex ke market mai trade lagane chaethy hain to hamy apny seniors sy maswara lena caey hamy expert ban ky kam kaarna ho ga pher he hum pasia kam saky gy forex aik best busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana akr kam kar sakty hain humis mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex mai hamy learning gainn kar ky analysis ko learn kar ky use kar ky risk lena ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik unique karobar hain is ko samjna aik din ka kam nnahi hain is maik rsk leny ky be kuch rules hain hamy rules ko follow kar ky indicators ko use kar ky riks lena ho ga hamy forex mai strugle karna ho ge pher he hum earning gain kar saky gy forex aik best then best karobar hain
                  • #10 Collapse

                    Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                    Assalam walekum Pyare doston bilkul aapki baat theek hai agar Ham koi bhi trade open kar rahe hain to uske liye jaruri hai ki Hamen Sab doston ke sath Apna experience share karna chahie Jab Ham trade open Karte Hain To Ham Agar 3 se 4 Logon ke sath Masura Karen aur sab Logon Ka mashhur Yahi hokar trade aapane bhaiya ki taraf Lagani hai ya FIR sale ki taraf Lagani hai to aap usse fayda Hasil kar sakte hain aur usse Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain to isliye aap befikra hokar kam Karen aur Sabhi Logon ke mashwaray ke sath trading Karen to aap bahut hi Kamyab vyakti running Hasil kar sakte hain to isliye befikra hokar trading Karen Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                      Asalam o Alikum dear friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he achaa business is jesa koi bhi business ha is ko karny kay leye hammy bahut he mehnat ki zarorat hoti ha hammy is ki markit main dil laga kar kaam karna chaheye ta kay is business main achy results hasil kar sakeee or jab bhi markit main new entry lain to is say pehlu markit ko achy say analys karee or apni straejdii say markit ki mvement kay barry main pehly achy say janny or phr he is ki markit ki movement ki derection main entry lain or is say achaa profit hasil kar sakee or in ko dil laga kay kam karee ya phr kisi say is ki markit kay barry main dicucs kar sakee or is main dil laga kar kam karny say he ham achy profit hasil kar sakee or apni mehnat say achy results hasil karee
                      • #12 Collapse

                        Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                        Assalamu Alaikum dear friends Jab aap apne senior se Mashwara Karke analysis Karenge to iska result Jyada Achcha nikal sakta hai Kyunki Jab aap analysis karte hain Akele To Kuchh Aise points Reh Jaate Hain jinko aap analyse Nahin karte hain knowledge na hone ki vajah se yah jaldbaji Mein analysis karne ki vajah se agar aap vahan per senior status image kara karte hain to aapko vah am. Alka pata chal Jata sakta hai jinki vajah se loss ho sakta hai aur unko analysis karne se aap dost se bhi denge aapko profit bhi Hasil Hoga aur sath mein aapko senior status se sikhane ka bhi mauka mil Jaega aur aap ke experience main bhi rehta Hoga agar aap apne Sine Se Mishra kar lete hain To Aisa karna bilkul theek Hai Is Tarah aap market ko aur deeply analysis kar sakte hain jisse aapki trade co profit Mein Jaane Ke chances jyada ho Jaenge aur aap successful ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                          Dear sir jahan tak discussion ki bath aati hay to may iss kay khilaaf hoon quen kay mayri ziyada tar loss sirf discussion ki waja say howa hay to bahtar hay kay discussion na ho quen kay iss tarha aap ko mashwara daynay walay galt bi day saktay hane quen kay wo apnay lihaz say market ko daykh rahay hotay hane or aap us ko apnay lihaaz say daykh rahay hotay ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                            g mara bhai agr ap aik planing ka sath forex ma kam karta han to es sa ap kabi bi apni trad ko losse ma nahi la ja sakta q ka ap na es ki planing ma hi itni mehnat ki hoti ha to ap es ko analyese karna ma bi bohat hardworking karta han membar k kamyab hona ka sab sa acha decion os ki planig pa bi depend hoti ha achi palning ka sath kam karna sa wo markit ma losse ko kabi bi hat nai lgay ga or acha profit gain kara ga hamy markit ko samjna ka liya bohat zyada mehnat ki or hardworking ki zarort hoti ha agr koi membr apni jab trad start karta ha to os sa pahly wo achi tara discuss karta ha es ma wo markit ko use karta ha or khuch logo apna senior sa bi bat karta han or makmal informaton lata han agr es pa ytrad ki jay to hamy lose na hu es tara ka tarader nbohat hi sakon sa kam lata han or kamyab hota ha forex aik bohat hi sakon wala business ha hamy kamyabi ka liya sab sa pahly achi tara discuss karni chahiya or phr kabi losse hona ka ap ko khyal bi nai hu ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar har trades say pehlay discuss kar li jaye to?

                              Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Jab Bhi aapko e-trade open karne lage to use ke liye jaruri hai ki aap sab Logon Se Milkar discuss Karen jitne bhi aapke trader Hai Jaise ke senior trader maujud Hai Unki help se aap use trade ko follow Karen Kyunki Jab sab log Milkar market ko alag alag analysis Karenge aur Market Se Achcha signal Hasil Karenge to vah Ek perfect signal Hasil kar sakte hain jisse aapka Bhi fayda Hoga UN Logon Ko Bhi fayda Hoga to aap ek Achcha signal hi aapko Kamyab Bana sakta hai otherwise aap trade open mat Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X