anaysis or indicators ki differet types hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    anaysis or indicators ki differet types hain
    forex main analysis or different types hain hamy is ko achy sy samaj kar use karna chahey CCA RSI bohat achy indicators hain hamy in ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy market ki movement ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain lalach hamara sab sy bara dusmian hain hamy is ko avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or apna account save rakh kar aik kamyab trader ban sakty hain ham is main 24 ganhto maoin sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: anaysis or indicators ki differet types hain

    Dear ap ais market mai jab analysis karty hai to aus mai ap ho sakta hai resistance aor support level ko dekh rahy ho ya ais mai chart pattern ko dekh k analysis kar rahy ho aus k hisab se jo trade ban rahe hoti hai wo diffrent hoti hai magar jab ap ausi time ais market mai indicator ko use karty hai to aus time ap ais market mai jo trade bana rahy hoty hai wo aor hoti hai ais market mai ap ko agar trade karni hai to aus par ap ko ye dekhna hai k ap jo indicator use kar rahy hai aus k hisab se ap ko jo trade mil rahe hai wo agar ap k analysis k hisab se same hai to aus par ap bari lot se bhi trade laga sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai aor ais market mai acha profit bana skaty hai aor kamyab ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: anaysis or indicators ki differet types hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے

      Forex trading main bohat say indicators hotay hain, ap nay jo indicator bataya CCA RSI yeh bohat acha hay but mera yeh khayal hay k saray hi indicators achay hain agar hum unhain sahi samaj k use karain, agar indicators ka use hamain aata hay and hum nay mehnat kar k forex trading seekhi hoe hay to ham aaram say trading main kamyaab ho kar profit earn kar saktay hain, market ki movement ko samajna lazmi hay, trading main hamara analysis strong hona chahiay, Stop Loss and Take Profit lazmi use karna chahiay ta k account safe rahay and wash honay say bach jay, indicators ko samaj k un k rules follow karain to ham achi trading kar saktay hain..
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: anaysis or indicators ki differet types hain

        Forex trading main 3 qisam k analysis hoty han jin main technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis in sab ko istamal kar k hum log ache trading kar sakty han is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k in ko demo account main apply kar k acha knowledge or experience hasil kar sakty han or jtna humary pass knowledge or experience ho ga trading k bary main to hum ache trading kar sakty han is ley humy ziada sy ziada analysis kar kar demo account main istamal karny ta k humy ache analysis kar saken or analysis ka experience maximum ho ta k hum easily successful ho saken jtni hum mehnat karny gy to hum kamyab ho saken gy is k alawa mt4 humy different indicator data ha jin ko hum istamal kark ache earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar learning karni chae ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karny main madad karty han
        • #5 Collapse

          Re: anaysis or indicators ki differet types hain

          Members trading market mein three type ke analysis hai first of all of market technical situation ke bare mein update honi chahietrading market mein agar aapko candlestick chart pattern ki complete history ka knowledge hoga aapane perfect time frame election ki hogi to aapko successful hone mein time nahin lagta aapko maximum big time friend ko use karna hoga four hourly time frame iske alava aapko daily candlestick chart pattern use karna chahie jo ke professional trading member use karte hain aur daily trend ke accordingly intraday short term trading scalping or hedging karte hain Forex trading market main indicators and oscillator use hote hain lagging indicator leading indicator to different type indicator leading indicator have oscillator work karte hain Fibonacci retracement indicator bollinger band indicator lagging indicator hote hain jab se relative strength index indicator and momentum index indicator multiple time periods calculate karke kam karte hain jinko leading indicator kaha jata hai
          • #6 Collapse

            Re: anaysis or indicators ki differet types hain

            Forex trading mai analysis aur indicators ki alag alag types hain. Analysis traders khud kertay hain ya expert traders kay analysis ko parha aur daikha Jata hai. Pak forex forum pay individual traders analysis 3 types kay kertay hain jinn mai fundamental analysis kiye jatey hain jo market ki demand aur supply ko daikhtay huay kiye jatey hain. Dusri type kay analysis technical analysis hotay hain jo kay trading charts pay movements kay graphs ko daikh kay kiye jatey hain aur teesri types kay analysis sentimental hotay hain jiss mai market movement aur market pay mukhtalif kisam kay bairooni impacts ko daikhtay hiya kiye jatey hain.

            Indicators trading terminal pay available hotay hain aur indicators bohat si types kay hotay hain jinhain leading aur laggind indicators ki category mai tabdeel kia gaya hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu traders ko market mai honay waali kisi bhi movement ko monitor aur phir apni strategies bananay kay liye bohat mehnat kerni hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: anaysis or indicators ki differet types hain

              Indicators key use karny key bina par hi ham market ka jaiza lety hey ham kabi be indicators aur market key technical analysis ko different nahi keh sakty hey, indicators hi market key technical jaiza leny me estimal hoty hey, basically indicators ka kam ye hota hay key wo trend ki har tarha se identification kar saky aur candles key base par market ka future ya advance movement ko be clear kar saky ye 1 tarha se technical jaiza hota hay jes ko indicators signals hi asaan banaty hey, fundamental analysis ka indicators se koi be relation nahi hota hay, indicators ka use aur fundamental analysis work me bahot zeyada difference hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: anaysis or indicators ki differet types hain

                forex me boht zeyda different analysis ki help se market ko analysis kea jata ha or indicators ki bhi boht zeyda types ha
                har indicators dusre indicators se mukhalif ha or har indicators ka apna analysis hota ha jis ki help se chart par apply karke market ko analysis kea jata ha jaisa ke macd ki baat ki jaye tu macd ka used market ke trend ko identify karne ke liey use kea jata ha or reletive strenght index (RSI) ke analysis me market ki over bought or over sold condition ka pata chalanay ke liey use kea jata ha is ke ilawa har indicators ka apna analysis hota ha or majors analysis ki types me technical analysis fundamental analysis or sentiment analysis hain
                • #9 Collapse

                  Re: anaysis or indicators ki differet types hain

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy mutfiq hon forex trading m kam krny k bot sy treqy han or is m bot sy indicators use hoty han or bot qism k anylyses ka istamal kia jata hy indicators or anylyses k bagar ham achi trading ni kar sakty hamy anylyses ko study kr k hmasha soch samj kr trades open karni chaiy anylyses 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses ham in teno m kam kr k successful ho sakty han ye teno anylyses hi trading k liay best hoty han mgr technical analysis ka istamal zyada tar traders karty han or kamyab trading karty han forex aik bot bara or behad profitable business hony k sath sath aik behad difficult or risky business b hy hamy is m bot soch samj kr or ahtiyat sy kam krna ho ga tbi ham achi earning kr sken gy
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: anaysis or indicators ki differet types hain

                    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main kam karny k bot sy treqy han jin k mutabiq agr ham kam karan to ham achi earning kr skty han jasa k ham forex trading main bot sy indicators use kr skty han indicators or anylyses k bagar ham achi trading ni kar sakty anylyses ko ham study karty han to hamy trading ka pta chlta hy k kb kon c trade open karni chaiy or kb close karni chaiy isi tahra forex trading main anylyses 3 qism k hoty han jin sy hum apni trading ko strong bna skty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses in teno k zriay hamy earning karny ka moqa milta hy is liay hamy chaiy k ham indicators or anylyses dono ka istamal trading m lazmi karan
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: anaysis or indicators ki differet types hain

                      Ji han bilkul Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai aur Jab aapas Mein kaam karte hain to iske liye aapko do chijon ki jarurat Hoti Hai jaise ki aapane Kaha analysis and Elsa acche Hona bahut jaruri hai lekin aap acche analysis Hasil kar sakte hain acche indicator se Kyunki indicators ko istemal karke aap market ke trend ko Maloom kar sakte hain aur UN market ke trend ki banaa per aap acche anaylsis hassil kar sakte hain jisse aap trading kar sakte hain to isliye jaruri hai ki sabse pahle aap acche indicator ka istemal Karen jisse aap market ke train ko Maloom kar sake aur ek Achcha signature Hasil kar sake
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: anaysis or indicators ki differet types hain

                        Dear ap ais market mai jab analysis karty hai to aus mai ap ho sakta hai resistance aor support level ko dekh rahy ho ya ais mai chart pattern ko dekh k analysis kar rahy ho aus k hisab se jo trade ban rahe hoti hai wo diffrent hoti hai magar jab ap ausi time ais market mai indicator ko use karty hai to aus time ap ais market mai jo trade bana rahy hoty hai wo aor hoti hai ais market mai ap ko agar trade karni hai to aus par ap ko ye dekhna hai k ap jo indicator use kar rahy hai aus k hisab se ap ko jo trade mil rahe hai wo agar ap k analysis k hisab se same hai to aus par ap bari lot se bhi trade laga sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai aor ais market mai acha profit bana skaty hai aor kamyab ho sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X