jaiza : forex mai gold aik risky pair hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : forex mai gold aik risky pair hain

    Assalam walekum Pyare doston bilkul yah bahut hi acchi baat hai gold Mein trading karna risky hota hai lekin vah tab tak Hota Hai Jab tak aap use Mein Achcha experience Nahin rakhte to sabse pahle Gold ke bare mein sari histry per day gold ko Dekhen aur America ki currency ko Dekhte Hue Gold ke analysis Karen gold Ko Jab aap acchi Tarah Se read kar lenge gold ki market ko Jaan Lenge to Gold mein aap bahut accha profit bhi Hasil kar sakte hain gold basic risky Hai uski Badi vajah yahi hai ki unke gold mein bahut jyada market ki movement hoti hai aur gold Mein sabse Jyada trading ki Jaati Hai To isliye Gold per log risky trading Kahate Hain lekin Agar aapke pass Gold ke mutaliq information Hogi to aap gold se acchi nahin kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Gold traders kay leye risky pair tab zaida hota hai jab trader aik he time mai currencies pairs or gold mai trade kar rahy hoty hain ya phir gold mai trade tu kar rahy hain lekin es kay fundamental or technical analysis trader nahi kar rahy hoty hain or phir woh stop loss or take profit ki values be kudh guess kar kay laga rhay hoty hain tu traders ko phir us sy loss hota hai. Esleye trader ko cheye kay apni trading mai achi values ko find karain or experience ki base pay trade kar kay gold sy faida hasil kar sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X