Jaiza : forex main indicators ki kia value hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : forex main indicators ki kia value hain
    forex main indicators ki bohat vale hain hamy is ko achy sy samaj kar is ky is ky rules ko follow kar ky market main trade lagany sy phely use karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam krny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti hamapny gar beth kar is main kam kar sakty hain forex aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai kabe band nahony wala aik unique business hain agr ham jald ameer hony ky llaach main tukky laga kar kam kary gy to hamy los ho sakta hain or hamra account be wsh ho sakty hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qsoor nahi hota ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main din main kam kar kar sakty ahain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain forex aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unque business hain or pakitan main legal business ban cuka hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : forex main indicators ki kia value hain

    Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai kaam karna hai to aus mai ap ko indicator use karny se ye faida ho jata hai k ap ais market mai aus ko dekh k trade kar skaty hai ais market mai ap agar kisi indicator ko use karty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais se ap ais market mai achi trades laga skaty hai ap ko ais market mai jo indicator use karna hai aus k bary mai ap ko ye pata ho k ye indicator kon se time mai acha kaam karta hai aor ais ki setting kaisi rakhy gay jis se hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais k liay ap ko indicators ka pata hona chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : forex main indicators ki kia value hain

      Forex trading main mt4 humy different indicator provide karta ha jin ki madad sy hum log ache trading kar sakty han is ley humy pehly indicator k bary main acha knowledge or experience hasil karna ho ga jtna hum indicators ko seek k istamal karny gy to hum easily kamyab ho saken gy is ley humy indicator ki importance ko samjena ho ga ta k hum kamyab ho saken forex trading main indicators ki both ziada value ha isi ley humy iny samjena chae ha or in ko ache tahra seek k or samj k phr apny chart pe istamal kar k trading kar saken gy is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k indicator ko seek or samj k istamal karna ho ga q k har indicator different planning or strategy main istamal hota ha humy indicator ko us k mutabiq istamal kar k fayda hasil karna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : forex main indicators ki kia value hain

        Indicators ka forex trading mai bohat eham role hai kiyu kay forex traders ko indicators say bohat madad milti hai aur future trading mai apni positions open aur close kernay ka sahi waqt pata chalta hai. Indicators MT4 trading terminal pay available hotay hain laikin traders kay liye zaruri nahi hota kay woh indicators ko use karain ya nahi karain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai.

        Forex traders ko indicators say faida hota hai ya nahi hota laikin indiactors ko achi Tarah seekhna bohat zaruri hai kiyu kay Behar haal indicators traders ko help bohat milti hai kiyu kay indicators ko Kab kisi selected chart pay indicator ko apply kia Jata hai tou uss indicator ki graphic presentation chart pay show ho raha hota hai jiss say traders ko apni trade ka andaza aur idea mill Jata hai. Indiactors bhi basically market ki previous movements ko daikh kay he future trading kay ideas miltay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : forex main indicators ki kia value hain

          Trading members Forex trading market mein indicator ki maximum value without trading indicator of ko apni trade for confidence nahin hota agar aapke pass confidence nahin hoga to aap sab nahin kar sakte emotional control hona bahut important hai Forex trading market mein emotional control ke liye aapko psychologist ke pass jana chahie aur guidance ke lekar reading start karna chahie agar aapko psychologist trading mere comment karta hai tab aapko trading start karne chahie otherwise agar aapko psychologically koi issue hai to aap Forex trading ko avoid kar do Pakistan mein psychology khli treatment ka jahan bahut kam hai lekin aapko efforts karna chahie aur psychologically recommended person ko Forex trading market join karte hue kam karna hoga agar aapko bahut sare problem ho sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X