Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai
    Assalamu alaikum dear Forex trading member ma umeed krta hun ap sub khairiyat se honge main aaj aaj HBL Bank ke bare mein apna review pesh karna chahta hun yah ek bahut achcha Bank hai
    Yeh bank 25 August 1941 ko marzemajood ma aya aor is ko agha khan fund ny economic development ky leaybnaya aor yeh pakistan ki largest multinational bank 1972 ma bna. Yeh habib plaza karachi ma bna aor yeh assets ky hisab sy Pakistan ka sub sy bara bank hai.
    Is ko Muhammad Ali Habib aor Dawood Habib ny ijad kia aor ab is ky malik agha khan fund for economic development hain.
    Faiedy
    1. Habib bank Pakistan ka multinational bank hai jis ki international 1700 sy zeyada branches hain aor is ky assets sub sy zeyda hain
    2 yeh Loan debit credit card facilities consumer banking aor saving facilities deta hai lockers bh available hain.
    3. Is ma 15000 plus employee hain.
    Yeh southasia ka sub sy bari building wala bank bhi reh chuka hai
    4 iski pory Pakistan ma branches hain aor atm facility bhi hai branches sari online hain aor neamsarkari service bhi is ma available hai.
    5. Is ma tamam international banking facilities majood hain.

    Nuqsanat
    1Habib bank ky charges aor interest rate for loan bahot zeyada hain
    2. Is ma credit card ki facility har kisi ko nhi di jati hiai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

    Dear HBL ais time sab se zayda use hony wala bank hai aor ais ki ais time 2000+ ATM chal rahy hai ais mai total customers 20 millions hai jo diffrent countries se hai ais mai ap agar at work account open kar lety hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ais mai ap kisi ko bhi payment send karty hai to aus par ap ko charges nai deny party ais k sath ap ais mai agar account open karwaty hai to aus mai ap ko atny zayda documents provide nai karny party ap ais mai simple apna utility bill dey sakty hai aor aus se ap ais mai apna account open karwa sakty hai aor ais ki services ko use kar sakty hai ais mai ap ko loan bhi dia jata hai agar ap ais mai loan lety hai to aus mai ap ko installment apni pasand ki select karni hoti hai apny plan k hisab se.
     
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

      Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai HBL Ek bahut hi accha Bank hai aur Agar Ham Dekhen to ismein iski bahut jyada branches Hain Agar Ham is my account open Karvate Hain To Iske sabse bada fayda yah hai ki ismein aap assign Shroff ke sath Apna account open Karva sakte hain aur agar aap ismein paise Jama Karvate Hain To aapke paise ismein se hote hain Kyunki yah Ek bahut bada Bank ke aur ismein 1500 Shahzada iski branch Hain 2000 se jyada kiske ATM Se Hain To ismein bahut sari Saheliya De Gai Hain ismein Ham current account reopen Karva sakte hain aur aur ham ismein saving account be open Karva sakte hain aur ham apni Marji se apni Marji se ismein account manage Karva sakte hain Ham ismein Jab Chahe rakam nikalwa bhi sakte hain aur Jama Bhi Karva sakte hain.
         
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

        dear brother HBL Bank Ek bahut hi accha Bank hai jismein agar aap apna account open Karvate Hain To ismein aapko bahut sari societies ji jaati hai ismein aapko ATM card free mein Mil Jata Hai uske sath sath agar aap ismein agar tum karte hain to aapko ismein Kafi Jyada side hote hain aap ki different branches mein se nikala Sachin Karva sakte hain uske sath Agar aapane ismein online payment karni ho per aapko Itna Jyada text Nahin Dena Padta HBL Bank Mein aapka account open Karvate hain to SBI ATM withdrawal ki koi fees Nahin Hoti iske alava aap jis city mein bhi hai aap ismein apni payment deposit Karva sakte hain use per batao uska charges Nahin Dene padte h Di L account ka sabse bada fayda yah hai ki aap usmein loan Le sakte hain aur Jisko aap aap us installment per Wapas kar sakte hain is time per start Karta Tha tab ka hai is Mein Rehte Hain Unka Dar Nahin Hota.
         
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

          gee han sir ap ne bohat achi thread open ki hai ye bank bohat acha bank hai is ki service kafi fast hein pakistan main sab se zada use hone main hbl limited ha dosre bank ki fees charges be kafi zada hein is bank main hume kisi kisam ki parshani nai hoti ha is bank main hume apna account open lazmi karwna chaiye mera account is bank main 4 saal se chal rha ha mje koi issue nai hua ha abi tak last kuch month is ki service kharab ho ge hi hamre shaer main lekin ab wo thek ho gy ha is liye agr ap ne apna account open krna hai tu baki bank main ba jaye is bank main account open krein is liye is k brach ki kafi zada hein har jaga main is ki service majood ha
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

            Review on HBL Bank
            Yeh Apne jitni details HBL Bank ki Baithe Hain Main usse aagrah karta hun aur aur mera bhi experience HBL Mein Raha Hai overall Mera experience bahut hi Achcha Raha han aur aur HBL main agar aap apna account khulwana Chahte Hain To Tu aap Billa Sabha Ek acche Bank Ka Intezar kar rahe hain vaise To Har facility aapko mil Jaati Hai. takriban hi Bank mein Magar HPL Mein account karwane ka aapko yah fayda hai ki aap apne account ki ATM ki limit Badha sakte hain aur aap aap isko smoothly use kar sakte hain agar aap aap HBL main account Khol liya hai Tu vah aapka bahut hi Achcha experience rahega.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

              HBL ho key habeeb bank limited key name se popular hay ye Pakistan ka private bank hay magar HBL ne bahot kam time me multinational bank hony ka darja hasil kar leya hay, HBL key owned agha khan hey aur es bank ki bunyad 1941 me raki gai aur esi time se HBL commercial bases par services provide karta raha hay, HBL Pakistan ka first multinational commercial bank be hay HBL se pehly Pakistan me koi be esa Bank system majood nahi ta jo key commercial base par work karta raha ho, HBL key branches Pakistan key har cities me majood hey sath me har village me be HBL key branches majood hey.
               
              • #8 Collapse

                ye review HBL Bank k mutabiq hy

                Dishoom Mein Kafi acche se Pakistan forexforum se kam kar raha hun aur Yahan per main jitni bhi payment Leta Hun vah Main Apne bank account mein transfer karvata Hoon Main sabse Jyada recommendation karta hun ki aap HBL ko use Karen Kyunki vahan per aapko Itni Jyada facilities milati Hai Jo Mere Andaaz ke mutabik aapko dusri Jagah per Nahin Mil sakti sabse Jaruri Baat Main aapko Yahan per yah Kahana Chahta Hun Ki forum mein agar aap kam kar rahe hain to aapko HBL ki sabse Jyada jarurat hai Maa money withdrawal karvane ke liye HBL Mein Kafi Sare branches hai jo ke Puri duniya mein maujud hain aap apni rakam ko Kahin Bhi transfer Karva sakte hain aur vahan se aap kaise uth Bhi Karva sakte hain aapko Yahan per scratch card aur aapko debit card ki solid Bhi Mujhe Sar Hai Kya Aap Kahin bhi kisi Waqt apne aap rakam ko kaise out Karva sakte hain main aapko Ek aur baat bata Dun Habib Bank Limited mein aap aasani se rakam Jama Karva sakte hain aur Yahan per aapko Bima policy bhi mil jaati hai aap ine Tamam chijon ko aasani ke sath kar sakte hain aur Yahan per Pakistan mein is Waqt Kafi mashhur Bank Jana Jata Hai HBL ko Main aapko Yahi requirement Karunga ki aap Jab Bhi Kisi bhi Bank Mein account kholen to sabse pahle aap HBL Kajal hai kya pata aapki jarurat ke mutabik Kab Hua pura Uttaran
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

                  Habib bank Limited aik bohat purana bank hai jo Pakistan mai kaam ker raha hai. Agar iss ki tareekh ki baat ki jaey tou yeh bank Pakistan bantay saath he Quaid e azam kay kehnay pay Banaya Gaya Tha aur iss ki owner family nay 1947 mai Pakistan ki economy ko Sahara Dia tha. Waqt kay saath saath Habib bank mai jiddat aati gai aur iss waqt Habib bank limited sirf Pakistan mai he nahi Pakistan say bahir taqreebun her country mai Pakistanioo aur khaas tore pay overseas Pakistanioo ko bohat help out ker raha hai. HBL ki aisi bohat si services hain jinki wajah say yeh aik best bank mana Jata hai. Habib bank ki online customer support bogat achi aur customer caring hai. Habib bank apnay clients ko aisi bohat si services day raha hai jo dusray bank nahi day rahey kiyu kay iss ki branches her jagah mojud hain. Hbl ki atm machines aur POS Pakistan mai hazaaroo ki tadad mai mojud hain jo apnay customers kay elawa 1 link honay ki wajah say degar banks kay customers ko bhi bohat help ker rahey hain.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                    Dishoom Mein Kafi acche se Pakistan forexforum se kam kar raha hun aur Yahan per main jitni bhi payment Leta Hun vah Main Apne bank account mein transfer karvata Hoon Main sabse Jyada recommendation karta hun ki aap HBL ko use Karen Kyunki vahan per aapko Itni Jyada facilities milati Hai Jo Mere Andaaz ke mutabik aapko dusri Jagah per Nahin Mil sakti sabse Jaruri Baat Main aapko Yahan per yah Kahana Chahta Hun Ki forum mein agar aap kam kar rahe hain to aapko HBL ki sabse Jyada jarurat hai Maa money withdrawal karvane ke liye HBL Mein Kafi Sare branches hai jo ke Puri duniya mein maujud hain aap apni rakam ko Kahin Bhi transfer Karva sakte hain aur vahan se aap kaise uth Bhi Karva sakte hain aapko Yahan per scratch card aur aapko debit card ki solid Bhi Mujhe Sar Hai Kya Aap Kahin bhi kisi Waqt apne aap rakam ko kaise out Karva sakte hain main aapko Ek aur baat bata Dun Habib Bank Limited mein aap aasani se rakam Jama Karva sakte hain aur Yahan per aapko Bima policy bhi mil jaati hai aap ine Tamam chijon ko aasani ke sath kar sakte hain aur Yahan per Pakistan mein is Waqt Kafi mashhur Bank Jana Jata Hai HBL ko Main aapko Yahi requirement Karunga ki aap Jab Bhi Kisi bhi Bank Mein account kholen to sabse pahle aap HBL Kajal hai kya pata aapki jarurat ke mutabik Kab Hua pura Uttaran
                    Ji han dear brother aapane bahut hi Achcha review pesh Kiye Hain Dekhen Agar Ham Pakistan mein banks Ki Baat karen to vah Pakistani bahut hi jyada Max Hain ismein government KP banks hain aur private banks bhi Shamil Hai Jis Tarah aapane bataya hai aur Jiska Bank ke bare mein aapane a review Kiya Hai is Bank Mein Hamara Apna account bhi hai HBL Jiska pura name Habib Bank Limited hai agar Ham ismein account khulva Dete Hain To yah main bahut jyada services from Karta Hai Humko is Mein current account use kar rahe hain Umesh mein jyada se jitni Chahe paise Rakh sakte hain aur jitne Chahe nikalwa sakte hain ya Hamen ATM ki service perform karta hai SMS service Puram karta hai aur Jab Bhi e Ham is mahine Mein Jaate Hain To iska Mila bahut hi Jabardast tarike se pesh Aata Hai ismein aap apni Marzi se jo chahe account khulva sakte hain.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

                      dear brother aapne Agar Dekha Ho To yah bahut hi accha review aapane pesh Kiya Hai Kyunki is time Pakistan mein bahut Sare Bank Sambhal ho rahe hain jinmen sabse transfer HPL Bank hai ya Bank bahut hi jyada famous Hai Iski branches Har City ke andar available hai ismein takriban 20 million Se Bhi Jyada ATM Hai kiske sath sath Agar aapane Dekha Ho To is main aapko bahut hi jyada Paida ho jata hai Kyunki ismein Kafi Jyada specialties mil Jaati Hain aapko ismein mobile service free milati Hai Aap Jo Bhi transaction karte hain uska message aapko mobile per a Jata Hai iske sath aap Agar ismein Koi kimat Kisi Ko send karte hain to use per bhi aapko extra charges Achcha Nahin karne Hote iske sath sath aapko ismein bahut Pada Saheliya Di Jaati Hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review Hbl konnect service par mubni hai

                        Dear ye ap ne bahot hi achi baat ki hai jin logo k pass hbl ka account nai hai aor wo apny pass hbl ki servie use karna chaty hai to aus par ap ko hbl connect use karna chaye aus se ap ko simple apni sim par account open karwana hota hai aus k baad ap ais mai kisi se bhi paisy mangwa sakty hai aor kisi ko bhi send kar sakty hai ap agar ais mai ye dekhy k ap ne ais mai aik account bana lia hai to aus par ap jitni zayda chaye payment send kar skaty hai ais k sath ap agar dekhy to ais se ap kahe bhi bill pay kar skaty mai apko ye dekhna hota hai k agar ap ais ko acha use karty hai to ais par ap ko kuch bonus bhi dia jata hai jab ap ais par zayda balance use karty hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

                          HBL Limited bank Pakistan key banny se pehly hi work kar raha hay es bank ko 1941 me banaya gia, Habib bank multinational based ka banking system hay jes key CEO Mohammad aurangzeb hey, HBL ka head office Karachi Pakistan me hay aur HBL bank ko economic development key bunyad par agha khan ne banaya jo key Pakistan ki economy me bahot hi acha role play karny wala samja jata hay, agar HBL bank ki performance ko deka jaye to es ki performance es key customer support aur es key nezam se lagaya ja sakta hay, mery khayal me other banks ki tarha HBL be sab se best banking system rakta hay.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

                            Habib Bank Limited pure Pakistan mein top position per hai iski services bahut jyada hai aur yah logon ko bahut acchi Tarah facilitate karte hain jaise ke online banking main bhi abhi Bank ka pehla number hai aur bahut hi fayde ke liye yah Hamare liye bahut acchi services provide kar rahe hain Har Bank ka Apna Apna Koi Na Koi problem Jarur Hota Hai ine Mein yah problem Hai Ki Manta ke start Mein Jab Logon ki salaries aati hai to inke ATM out of service Ho Jaate Hain Jo Bar Bar problem Yahi Aata Hai To Log FIR tang a Jaate Hain To Unki koshish hoti hai ki ham Apna account HBL se change karke Kisi Aur Bank mein le jaen Fir Bhi sirf is vajah se nahin Karte ke din ki bahut acchi hain jaise ki salary account per vah current account facility Jo at work ke hisab Se Hoti Hai vah provide Karte Hain Uske Koi charges Nahin Hai Kisi bank se aap paise nikal aaen Kisi ATM ko use Karen Koi Aur service use karen to aapko Koi additional charges per nahin karna padte normal bank account mein agar Ham paise rakhte Hain To other bank se Paise nikalwane Ki Apne charges hote hain vah Hamen Nahin pata karna padte at work count ke sath to is Bank mein agar aap apna account khulwana Chahte Hain To yah to current account khulva ya FIR at work account Jo Hamare liye bahut faydemand hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yet Review HBL ki main branch Chakwal per mabni hai

                              HBL Main branch chakwal bhown chowk jo chakwal ky center main hai wahan per waqai hai yeh chakwal mein waqia banks ki HBL ki sab sy purani branch hai jo Kafi acche se chakwal Ke Logon ke liye services provide kar rahi hai tu mera review Dene Ka maksad sirf yah hai ki agar aap chakwal mein kisi Branch mein Apna account open karvana Chahte Hain To sabse pahle to National Bank hai lekin Agar National Bank Mein Agar Ham Apna account Kisi vajah Se open Nahin karvana Chahte yah Karva Nahin Sakte to Fir sabse best yahi hai ki Ek To Hamen iski facility ye hai ki chakwal mein agar Ham ho to Paidal bhi Ham Kyon Ki yah chakwal Mein ke Centre Mein Hai To Ham is Bangkok visit kar sakte hain To Hamen chahie ki agar chakwal mein kisi Bank Mein account open karvana Hai To Ham HBL main branch chakwal joke ESI location Piravom Road Chauk mein to ismein open karvayen Iske khubiyan Aur khamiyan Main niche bata raha hun

                              Advantages: HBL ki is Branch ka sabse bada advantage-g hai ki yah Bank chakwal ke Centre Mein located hai agar Ham chakwal Mein Jaate Hain aur kis Bank Mein Hamara account hai jismein paise Bhi Ho To Hamen jarurat Pad Jaaye chakwal mein kisi payment karne ki To Ham Badi aasani se Paidal hi is Bank Tak pahunch Jaate Hain aur vahan se paise Basani Lekar a kar sakte hain is Bank mein jo staff Hai vah bhi bahut jyada Cooperative hai aur Baki service SB security ke hisab Se Bhi Ja Bank bahut saaf hai

                              Disadvantages: Yes Bank ka sabse bada dis advantage hai ki yah Aisi location per hai Jahan per Agar Ham Apne personal gadi Mein visit karte hain yah apni bike per hi Jaate Hain To Iske Samne Koi parking ki aisi Jagah Nahin Hai Jahan per Ham gadi Park Kar Ke banko visit kar sake Kyunki vahan per Agar Kuchh by ki khadi hoti hain to bhown road block ho jata hai Jis vajah Se yah bahut badi pareshani Ki Baat Hai
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X