Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review Hbl konnect service par mubni hai

    Habib Bank limited Pakistan ka private sector mein best bank hai aur iski bhi mostly sab bank se zyada hai aur yah acchi services provide kar Raha hai iski branches bhi all over the Pakistan hain aur iski main branches aapko aasani se mil jati hai SBI takriban har jagah per online services provide karta hai aur iska ATM bhi aapko aasani se mil sakta hai automatic transaction machine main kuchh issues hain jo HBL ko solve kar leni chahie aur apni customers ko ek sath acchi delete honi chahie inki customers ko dalang ke yahan se bahut tang karte hain aur services provide nahin karte lekin inki sarve standardise hain aur aapko kisi ke sang ki pareshani nahin hoti hai agar aapka bank account sbl mein hoga to aapko zyada aasani se sahuliyat mil sakti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review Hbl konnect service par mubni hai

      Mere Pyare dost aapka review Maine read kiya hai bahut accha review hai aur Iske bare mein HBL ke bare mein jo aapane bataya hai bahut accha review diya hai aur jo iski new service HBL connect vakai Kamal Ki service Hai Ham Apne Ghar Ke Kareeb shop per bhi HBL connect ki service share fayda Utha sakte hain yah Kafi acchi service provide kar raha hai HBL Iske alava Habib Bank Limited ki Bahut Si branches pure Pakistan mein maujud hai use per bhi ham log yah kam kar sakte hain aur SBI account ka system bahut Achcha system hai jo is scheme online application Hai vah Badi Jabardast hai agar Ham Apne reference Se Kisi Ko online application ka batate hain to Iske Badle yah aap Hamen acche paise deti hai aur Hamare account mein jo automatically add ho jate Iske alava iski application se Ham apne mobile phone mein balance Karva sakte hain packages kar sakte hain Uske alava rakam Kisi Ko bhej bhi sakte hain aur kam Kisi Se Vasool bhi kar sakte hain ya Kamal Ki service hai
      • #18 Collapse

        Re: ye review Hbl konnect service par mubni hai

        banking Mein HBL connect modern banking ka Vitran source Hai jisse ham bahut Sare options se fayda Utha sakte hain Agar Ham sirf Kisi Bank Mein account open Karte Hain To vah Hamen Usi Bank Tak Main dudh Rakhta Hai Jab Ke connect Aisa option hai jisse Ham other banks ke sath HBL ka account use kar sakte hain online banking ke liye bhi Ham Kisi account ko use kar sakte hain Jab Ke Tamam facilities Jo Koi Bank provide Karta Hai vah Iske tahat ham online bhi use kar sakte hain aur apni Marji se Ham ismein Apne amount save kar sakte hain vidra bhi kar sakte hain Dil Bhi per kar sakte hain to yah connect Hamare liye bahut acchi facility hai ki Ham sirf HPLC account Ko Kisi bhi other branch ke sath connect kar sakte hain Ham ISI se payment kar sakte hain worldwide payments Iske alava Ham connect ke through hi forex market Madrid karne ke liye deposit bhi kar sakte hain aur ISI Mein Ham Apni Bhi Le sakte hain Soya HPLC best facility Hai Hamare Liye
         
        • #19 Collapse

          Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

          This time HBL world ki bohat si countries main kam kar raha hay jis main Pakistan bhi shamil hay Pakistan main yeh sab say old bank hay maray khial main pehlay isay sakari tor pay bhi use kia jata tha yehni tamam sarkari transitions HBL kay through hi hoti thi jo k bad main NBP kay through honay lag gai Pakistan main aam tor par log bank ko apni amount ko save rakhnay kay liay use kartay hain lakin jo bohat hi barday businessman hain woh bank main investment kartay hain jin ki investment say bank trading karta hay aor is taran hasil honay walay profit say invest karnay walay investor ko bhi profit dia jata hay ab log apni investment ko bank hi main ziada save samajhtay hain aor maray khial main Pakistan HBL aik aisa banks hain jo hamari investment ko save karnay aor business kay liay best bank hay.
          • #20 Collapse

            Re: ye review HBL Bank k mutabiq hy

            Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai HBL Bank Ek bahut hi accha Bank hai aur Kafi time se yah Pakistan mein Apne services from kar raha hai aur isase Kafi Jyada benefit Logon Ko Pasand hote hain jaise ki Main Bhi Agar banking Ke mamle Main Kahana chahta hun to MCB Bank aur HBL Bank yah donon Bahut Achi Bank hai Bank mein sabse bada hai aur Sabse Badi SMS services bahut acchi hai Jaise ke is mein online banking bahut hi acchi hai aur usse Ham easy paise transfer kar sakte hain aur isko website login per aur App Kesariya donon Tarika se Ham isko acchi Tarah Se use kar sakte hain to Ek Achcha aur Pathar Bank hai
            • #21 Collapse

              Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

              Habib bank Limited ya HBL aik he bank kay naam hain. Pakistan mai national Bank kay baad sub say ziada branches ki tadaad bhi Habib bank ki he hai. Pakistan say baahir bhi Habib bank ki bohat ziada branches kaam ker rahi hain. Habib bank limited aik aisa excellent bank hai jiss kay account say lay kay koi bhi Dusri product ki baat ker lain sub he kamaal kay hain. Habib bank limited he woh bank hai jiss nay Pakistan bannay kay baad Pakistan ki economy ko Sahara Dia tha aur Habib Bank kay owners family naybhw Pakistan ka pehla budget aur Pakistan international Air line ka aghaaz kia Tha.

              Habib bank ki tareekh aur khidmaat Pakistan ki tareekh jitni he purani hai. Habib bank limit ki atm machines ki tadaad Pakistan mai sub say ziada hai aur 1 link concept Habib bank ki taraf say he design kia gaya Tha jisay dusray tamaam banks nay adopt ker Lia hai
               
              • #22 Collapse

                Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                Ji Assalamualaikum doston ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge aaj ka review hai Habib Bank Limited yah bahut Achcha Bank hai ya sabse purana Bank hai iski Tarikh Pakistan banne se pahle Ki Hai Habib Bank Limited ki pure Pakistan mein Har city mein bahut jyada branches Hain is mein bahut jyada employee kaam kar rahe hain Agar yah baat ki Jaaye ke banking system Ka Agaz HBL bank se shuru Hua Hai To yah galat Nahin Hoga Kyunki HBL Bank Pakistan ki first bank hai Har Bade Shahar Mein jaise ki Lahore Karachi Multan Islamabad 2 ya 3 branches hai aur Iske ATM be usable hai
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                  ye review HBL bank par mubni hey
                  asslam.o.alaikum,

                  tafseeli jaiza ; HBL Bank .
                  Habib Bank limmited ko 1947 main banya geya . ab tak is ki 1650 sey oper barnch hai jis main 17,000 afrad kam karty hain pakisatn main is ki 45 islamic baranch hai or dgr country main 54 islamic barnch hai HBL ki .is main ham mukhtlif type k account opan kar skty hain jin main asan hbl bank account ,freedom account,carunte account,value account advantage hbl plus account shamil hai
                  main yeh review kiun k student or biggner trauider ki help k lia dey rha hun is lia main is main asan account par bahis hi karo ga jo k hbl ka hi ik account hai .jo k ham srf 100 rpy sey opn karwa skty hain agar ham student hai to hamry lia hbl ka asan account best hai .
                  agar hamri job hai govt ya private ya ham apna self business karty hain or hamri age 21 year sey ziada hai to ham is bank main acccount opan karwa skty hain .
                  hbl k account ko ham online koi chiz purchise karny k lia use kar skty hain or is ka balnce histry balnce inqury k lia ham apps ka istaml kar skty hain .
                  ab ham bat karty hain is k advantage or jis advantage k oper .

                  faide (Advantage);

                  * asan account ham serf 100 ropy k sath opan karwa skty hain .
                  * is ki barnch taqriban har choty bary sahir main majood hai .
                  * ye ham ko free main cheq book or depit card provide karta hai .
                  * sms alrt service sey ham ko har transcion ka sms milta rhta hai .
                  * ham ko is account main online banking ki sahulat milti hai .
                  * ham mobile apps (HBL) ki hai os sey transction kar skty hain or dosri activey ko check kar skty hain apny account main jisy k balnce transction hisstry etc.

                  nuqsanat (Disadvantage):

                  * agar ham asan account main paisy mantain nahi rakh skty hain to phir ham ko charges ada karney party hain .
                  * agar hamry pass asan account hai to hm is main 5 lakh sey ziada paisa jama nahi karwa skty hain.
                  * other cuntry main tranction nahi kar skty hain .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                    HBL ya Habib Bank Limited ake private bank hay. Pakistan may Habib Bank ki branches her chotay aor baray city may mojud hay. HBL may account open kertay hoay bohut zayada accounts kay option hotay hay aor Habib Bank ki international branches bi kaafi zayada countries may hay

                    ADVANTAGES

                    Habib Bank Kay accounts Kay bohut say advantages hay. HBL ki bohut branches hay jic waja say ic Kay atm machines bi bohut zayada hay. HBL ki online app aor mobile banking bi bohut bari saholat hay. HBL may current account ki bohut ci types aysi hay jin say ATM card aor cheque book free melti hay aor transfer kerna bi free hay

                    DISADVANTAGES

                    HBL ki jaha bohut ci qualities hay woi pay kuch disadvantages bi hay . Hbl may rush bohut zayada hota hay kiyu kay accounts bohut zayada hotay hay. Atm machines pay bi load zayada hota hay. HBL Kay accounts may hacking bi sub say zayada hoi hay. HBL say loan layna bi bohut mushkil hay. HBL ka 1link bi aksar banks Kay saath sai kaam nai kerta hay
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                      Habib Bank limited (HBL) 1941 me agha khan ne economic development key ley banaya magar 1951 me hi ye bank Pakistan ka pehla commercial bank ban saka, HBL international bank key tur par Colombo Siri Lanka open kia gia magar 1972 me es bank ko Pakistan moved kia gia aur es ka headquarter Pakistan key karachi city me shift kia gia, HBL bank ki building jo key Karachi me hay ye bahot hi famous building hay jo key HBL Plaza key name se popular hay, HBL bank commercial base kam karta hay aur costumers ko esi sahulayat provide karta hay jo key har international banks deta hay, HBL key branches bahot zeyada hey largest network rakny ki waja se Pakistan ka koi be esa citizen nahi hay jo key HBL key name se wakef na ho ya es ki services key bary me information na rakta ho, HBL ki waja se payment ki transaction me bahot asani ho chuki hay aur small business ya be largest business rakny key ley es bank ko bahot hi mufeed samja jata hay, Agar ham koi be business join karen to es me investment ya kesi be tarha ki payment ki transaction ham HBL key credit card key through karny key position me hoty hey, HBL bank wide rang rakta hay aur es bank key through ham international level par be apni payment ki transaction bahot asani se karny me kamyab ho sakty hey, HBL na siraf apni sahuleyat cities me provide karta hay agar village me deka jaye to es bank key branches har village me be hey.
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                        Yes dear HBL Bank ki jawab baat karte hain to no doubt yah Ek bahut hi famous Bank hai jo multinational Bank Mein account Kiya Jata Hai is Bank branches aapko Puri Duniya Ke Different cities Mein mil sakti hai jismein aapko bahut jyada advantages aur benefits Hasil kar sakte hain for example agar aap United Arab Emirates Mera rahe hain aur iski branch vahan per hai to aap vahan Se Pakistan mein isliye amount Apne bank account mein transfer kar sakte hain jismein aapko exchange rate bhi bahut jyada mil raha hoga aur uske sath Aap Ko Kisi bhi Tarah Ki Koi tension Nahin Hogi aur aap apni amount safety ke sath legal tarike se Pakistan mein amount transfer kar sakte hain.

                        Yah Bank aapko different types ke account offer kar raha hota hai jisse aap equally utilise ho sakte hain agar aap iske sath current account maintain Karte Hain To Uske Different advantages hote hain aur agar aap is Bank ke sath saving account open Karte Hain To uske liye bhi aapko Kuchh specific advantages provide ki Jaate Hain aur jab aap uske sath Ek Aisa account open karte hain jismein aap Pakistan se ab Raat Kisi bhi country Mein Apni Kuchh transaction karna chahte hain to Uske rules and regulation aur different instruction ke mutabik aapko istemal karna hoga jismein aapko totally different conceptual banking ki basis per benefits provide Kiye Ja Rahe Honge aur ismein aap isliye apni withdrawal aur deposit kar sakte hain.

                        Yah Bank maximum time overcrowded Hota Hai Jiski wajah se sometime aapko services utilise karne mein kuch problem bhi ho sakti hai agar Is Tarah ki koi bhi problem ho to aap iski complaint cell Mein deposit Karva sakte hain Jis per reasonable action Jarur Diya Ja sakta hai aapke city mein agar yah Bank hai to aapane yah note kiya Hoga Ki yah maximum time overcrowded hi rahata hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                          Advantages

                          Dear friend Habib Bank Limited Ek bahut hi Achcha Bank hai aur ismein online services ki vajah se bahut jyada famous Hai Kyunki isliye aap transaction bahut hi kar sakte hain aur uske alava iski internet banking bahut hi jyada behtar hai aap website per login hokar apni sari detail history vagaira check kar sakte hain aur apni statement bhi Hans kar sakte hain aur uske alava iski Android app bhi bahut acchi hai uske liye bhi aap payment kar sakte hain recharge kar sakte hain aur koi bhi apni bill payments kajariya ped kar sakte hain Iske bahut Bade advantages maujud hai aur uske alava aap apne bill ko loan bhi Hasil kar sakte hain ismein aapko credit card ki bhi Sula majbut hai jisse aap fayda se kar sakte hain aur uske alava iski aapko checkbook aur ATM Sabhi chijen free mein Milte Milte Hain aur uske alava SMS alert bhi aapko free Milta Hai

                          disadvantages

                          Real friend is ka sabse bada disadvantage Yahi Hai Ki Is Kadar hai agar aap payment Apne Kisi bhi microfinance Bank mein transfer karna chahte hain to uski rojana ki limit 10000 rupaye hai sirf Jab Ke Digar account mein 50000 transfer ho sakta hai lekin HBL se agar aap Kisi bhi microfinance Bank jaise ki movie link microfinance Bank microfinance Bank in Mein payment transfer karna chahte hain to uski rojana ki limit 10,000 hai jo ki bahut jyada kam hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                            g han habib bank bahut old bank hai is mein bahut ziyada facilities hain aur sb se ziyada join kia jane wala bank hai is ko kafi local mein area mein bhi qaim kia gia hai wesy is daor mein sb bank aik dosre se bbrh kr progress kr rahy hain but habib bank bahut ziyada famous hai aur is ki kafi branches hain jo acha work kr rahy hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                              Assalamu alaikum dear Forex trading member ma umeed krta hun ap sub khairiyat se honge main aaj aaj HBL Bank ke bare mein apna review pesh karna chahta hun yah ek bahut achcha Bank hai
                              Yeh bank 25 August 1941 ko marzemajood ma aya aor is ko agha khan fund ny economic development ky leaybnaya aor yeh pakistan ki largest multinational bank 1972 ma bna. Yeh habib plaza karachi ma bna aor yeh assets ky hisab sy Pakistan ka sub sy bara bank hai.
                              Is ko Muhammad Ali Habib aor Dawood Habib ny ijad kia aor ab is ky malik agha khan fund for economic development hain.
                              Faiedy
                              1. Habib bank Pakistan ka multinational bank hai jis ki international 1700 sy zeyada branches hain aor is ky assets sub sy zeyda hain
                              2 yeh Loan debit credit card facilities consumer banking aor saving facilities deta hai lockers bh available hain.
                              3. Is ma 15000 plus employee hain.
                              Yeh southasia ka sub sy bari building wala bank bhi reh chuka hai
                              4 iski pory Pakistan ma branches hain aor atm facility bhi hai branches sari online hain aor neamsarkari service bhi is ma available hai.
                              5. Is ma tamam international banking facilities majood hain.

                              Nuqsanat
                              1Habib bank ky charges aor interest rate for loan bahot zeyada hain
                              2. Is ma credit card ki facility har kisi ko nhi di jati hiai

                              Assalamu Alaikum De member aapane Aisa bahut Achcha knowledge share Kiya HBL Bank ka SBI Bank bahut hi Bada aur largest largest bank in multinational Bank hai district account office mein open Karva sakte hain yah Bank 25 August 1941 mein Wajood Mein Aaya is Bank ki 25 horses had branches hai yah multinational Bank hai is is is Bank Mein 15000 + employees kam kar rahe hain aap ko facilities provide karta hai yah aapko debit or credit card ki tablet consumer banking aur saving facilities ki bhi unlocker ki facility available hai is Bank ki georgeson trusted bahut jyada Hote Hain aur is Bank mein Main Aur Kisi Ko credit card ki facility provide Nahin Ki jaati.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Yeh Review HBL bank Limited py mubani hai

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                                Assalamu alaikum dear Forex trading member ma umeed krta hun ap sub khairiyat se honge main aaj aaj HBL Bank ke bare mein apna review pesh karna chahta hun yah ek bahut achcha Bank hai
                                Yeh bank 25 August 1941 ko marzemajood ma aya aor is ko agha khan fund ny economic development ky leaybnaya aor yeh pakistan ki largest multinational bank 1972 ma bna. Yeh habib plaza karachi ma bna aor yeh assets ky hisab sy Pakistan ka sub sy bara bank hai.
                                Is ko Muhammad Ali Habib aor Dawood Habib ny ijad kia aor ab is ky malik agha khan fund for economic development hain.
                                Faiedy
                                1. Habib bank Pakistan ka multinational bank hai jis ki international 1700 sy zeyada branches hain aor is ky assets sub sy zeyda hain
                                2 yeh Loan debit credit card facilities consumer banking aor saving facilities deta hai lockers bh available hain.
                                3. Is ma 15000 plus employee hain.
                                Yeh southasia ka sub sy bari building wala bank bhi reh chuka hai
                                4 iski pory Pakistan ma branches hain aor atm facility bhi hai branches sari online hain aor neamsarkari service bhi is ma available hai.
                                5. Is ma tamam international banking facilities majood hain.

                                Nuqsanat
                                1Habib bank ky charges aor interest rate for loan bahot zeyada hain
                                2. Is ma credit card ki facility har kisi ko nhi di jati hiai


                                Assalamu Alaikum dear members of name irsa bahut Achcha knowledge hai Kiya Hai HBL Bank per HBL ka full name abhi Bank Limited hai aapane Mere Sath iska matlab jo Apna knowledge share Kiya Hai yah bahut Thi best hai HBL Bank 25 August 1941 Mein Marji vajud Mein Aaya Hai ismein is Bank ko Aga Khan fund Ne economic fund ke liye Ye ke liye development ke liye Pakistan ne Banaya Gaya HBL Bank multinational Bank 1972 Mein banaa yeah yeah Bangkok ko bahut hi facilities we provide karta hai debit or credit card ki facilities provide karta hai Kanu Mein banking ki karta hai aur Sen facilities ke sath hi locker ki solid bhi Asar Hai..
                                HBL Bank mein 15000 + employee time kam kar rahe hain ji Bank aapko aur facilities ke sath ATM card ki facilities we provide karta hai is Bank Mein Tamam international banking facilities maujud hai is Bank mein 2000 + ATM chal rahe hain is time is Bank Mein 20 million hai jo different countries mein kam kar rahe hain customer

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X