Ye review MX Player par mubni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review MX Player par mubni hai.
    Dear ap ne agar mobile phone par videos play karni ho to aus mai ap ko koi video player install karna hota hai aus k liay sab se best player MX Player hai ais k bary mai ap ko detail bata deta hun k ye ''South Korea based company'' ne banya hai.

    Faidey:
    1. Ye ap k mobile par advanced hardware accelration ko bhi support karta hai.
    2. Ye ap k mobile par subtittle ko bhi support karta hai jo ap sath aleda use kar sakty hain.
    3. AP k pass agar ofline videos ho to aun ko bhi support karta hain.
    4. ye ap k live tv links ko bhi play karny k liay use hota hai.
    5. Aisy format jo normal ap mobile phone par play nai karty ye aun ko bhi ap k mobile par play karwa deta hai.
    6. Ais mai ap H/W & S/W mode use kar k volume ko increase kar sakty hain.
    7. Ais mai video play k sath video ko lock kar sakty hai ta k ap agar hath touch kar jaye to aus se video disturb na ho jaye.
    8. Ap ais k layout ko apni pasand k sath set kar sakty hai yaha par ap ne jo option rakhna ho rakh skaty hain.

    Nuqsan:
    1. Kuch format aisy hai jin ko ap agar ais mai play karty hai to ais mai aun ki audio nai ati hai.
    2. Ais ka old version acha tha her mobile phone par chal jata tha magar abi latest version mai mobile hang ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review MX Player par mubni hai.

    Dehant Kiya aapane bilkul sahi Kaha Hai MX Player Ek bahut hi acchi application Hai mobile ko use karne ke liye ismein Ham video dekh sakte hain aur Agar Ham isko use karte hain to ismein Ek bahut hi Achcha Option hota hai ki ham ismein har video ko alag se play kar sakte hain aur ismein video song Jab koi bhi cheez ko audio mein bhi play kar sakte hain aur ismein aajkal Jo new update I hai usmein aap direct Kisi bhi with MX ke jariye direct kisi chij ko share kar sakte hain Kisi bhi video ko direct share kar sakte hain MX Kesari Agar Ham isko istemal Karte Hain To Ham isase bahut fayda Hasil kar sakte hain Kyunki isko istemal karna bahut hi Aasan hota hai Ham aasani ke sath Har chij ko separate kar sakte hain aur isko dekh sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review MX Player par mubni hai.

      yes brother ji aapane Aisi information share Ki Hai Jiske bare mein Har mobile user ko pata Hona chahie Agar aapane mobile per videos play karni hai ya aapko video dekhne ka bahut hi jyada shauk hai to uske liye aapko MX Player use karna chahie ismein aapko yah fayda hai ki aap apne lihaj se setting kar sakte hain jismein aap sound effect ko bhi adjust kar sakte hain iske sath sath agar aap iske liye of making Karte Hain To aap ismein apne lihaj se setting karke isko use kar sakte hain MX Player ko use karne ka fayda hota hai ki Kuchh Aise format Hote Hain Jo mobile par play Nahin ho sakte Jis Tarah Ke MKV file hoti hai vah aapke mobile per play Nahin Hoti Magar Jab aap mobile mein MX Player install kar lete hain vah bhi aasani se aapke mobile per run Ho Jaati Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review MX Player par mubni hai.

        gee han ap ne acha thread open kiya ha mx player eik bohat acha layer main agr hum mobile use krte hein tu hum is koi video dekhne k liye is ko hi use krna parta ha is k bohat se faida hein ye eik bohat acha software hai .
        is player main hum live tv show ko be dekh sakte hein ye player main hume bohat acha display be dekhne ko milta ha
        is ka eik nuqsan ye hai k agr hum ne koi english movie dekhni hai wo english zaban main hai tu ose hum urdu main kr k nai dekh sakte hein jab k hum vlc player main esa kr sakte hein gee han bhai is main hum har video ko alag se play kr sakte hein ur is main hum video ko audio main be sun sakte hein is player ko hum audio use k liye be istamal kr sakte hein
        • #5 Collapse

          Re: Ye review MX Player par mubni hai.

          Mobile phone technologies mein bahut se aise mobile phone hain jis mein low volume speaker ka install hota Hai isi vajah se an mobiles mein volume kam hota hai kyunki vah companies low speaker ko install se use karti Hain Taki vah long life chalta Rahe.
          Advantages. MX player ke bahut zyada and advantages maujud Hain jin mein sabse bara advantage yah hota hai ki aap iski madad se jitne bhi aise mobiles Hain jinka Volume kam hota hai to aap unko Volume booster ke taur per istemal kar sakte hain. MX player ki ek khubi yah bhi hoti hai ki ismein aap tamam format ke audio aur video files ko read karke a volume boost kar sakte hain. MX player automatically read out hone wala software hai jis ko bar bar install nahin karna parta aur yah ek long life chalne wala software ya application hai.
          Disadvantages. MX player mein sirf ek disadvantage yah hai ki yah kuchh aise formats Hain Jin ko read nahin kar sakta.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review MX Player par mubni hai.

            MX Player
            MX Player Ek bahut hi Achcha aur banata best hai aur jitne bhi mobile per video player Hain UN mein se sabse Jyada Maqbool aur sabse Jyada istemal hone wala video player MX Player hi MX Player Le se aap bahut sari chijen kar sakte hain
            Faide:
            MX player mein aap video ki speed ko fast aur kam kar sakte hain
            MX Player Mein video adjustment kar sakte hain aur screen ko bada Chhota kar sakte hain
            MX player mein aap subtitle bhi download karke a Laga sakte hain aur saath mein dekh sakte hain
            Nuqsanat
            Agar aapka internet on Hai To MX Player per bahut Sare add Jaate Hain Jinse aap kabhi kabhi tang a Jaate Hain aur per on add se aap aap tang Aakar MX Player install kar dete Hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye review MX Player par mubni hai.

              Dear friend software mein agar aap koi bhi video play karna chahte hain to uske liye MX Player bahut hi Achcha player hai aur yah bahut jyada use hota hai jaise ki isko Jyada use mobile mein hai laptop via PC per Jyada VLC player use Kiya Jata Hai Jab Ke mobile mein agar aap video player karna chahte hain to uske liye MX Player bahut jyada istemal hota hai Kyunki yah bahut jyada Achcha use ho raha hai aur ismein bahut jyada function Bhi maujud Hai Isko forward karne brightness ko kam yellow karne aur volume up down ke liye bahut hi easy use Hai To isliye bahut sari videos Khoya play bhi kar leta hai bahut sari format ko easily ya open kar deta hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                Mumbai agar aapke pass touch phone ya koi laptop ya computer hai tu sabse achcha joke app hai vah max player hi max player bahut hi acchi chij hai ham next player se high quality ke gaane filmen aur aur naat e rasool sakte hain aur dekh sakte hain x player ek aisa player hai jisne high quality ki hai chal sakti hai Max player place of screen hoti hai aur ham high quality ki chij dekh sakte hain max player hamare phone mein bahut aasan hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                  MX media player free source media player hay jo key khas Android aur iOS mobile phones key ley banaya gia hay, es player ko free me download kia ja sakta hay es ki khas bat ye hay key ye video ko kesi be format me play karny ki salaheeyat rakta hay es me HD videos ko be download kar key watch kia ja sakta hay aur auto songs sunny key ley es ka use kia ja sakta hay, mery khayal me MX media player sab se zeyada Android aur iOS smartphones me download aur use karny wala application hay jo na siraf use karny me easy hay es ka size be etna small hota hay key kam se kam time ye download ho jata hay aur es ki quality be bahot hi achi hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                    ye review mx player per mubni hai android mobile pe sb cy best video playr mx player mx player google play stoore cy free of cost download ker skty hain

                    advantages
                    max player pe ham har tra ki haivy pixil video on ker k dekh skty hain es per ham aj kal k songes movies dekh skty hain hd aur blue ray k bi sport krt hai
                    es k ilawa ham whats app k status downloaad ker skty hain ek elawa ham es per off mod mn movies aur songs dekh skty hain

                    disadvantages
                    es k fawaed k sath disadvantages bi hain ek to ye kuch format ko on nai kerta
                    dosra net jb on ho to bht cy adds aty hain aur thek cy movies ya songes nai chalty
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                      Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review MX player par mubni hay mx tuck mobile main chalta hay hs kay bot say faidy hain is main ap log viedo song ko audio song main bi sun sakty hain or is ko ap play store cy free main download or is ko hum har is wqat istmal kary hain gab hum nay song sunay hon ya hum naiy movie dakhani ho to is par hum staus bi download kar sakty hain laken is kay kos naksan bi hain kay jab bi mobile data on kaia jay to is wqat is kay oper bot say adds a jaty hain or movie ho ya songs wo thak say ni chalty ya is ka acha funchain ni hay baky to sary hi boot achy funchians hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                        MX Player .asslam o alikam dear hum jante hein ye social media ka dor hai ur hum mobile main har cheez dekh sakte hein video dekhne k liye hume eik achy player ki zahrorat hoti ha aj hum mx player k advantages ur distavantages k upr bat krein gein .
                        advantages .bro ye eik bohat hi acha player hai is main hum achy result k sath video dekh sakte hein is main inter face be kafi acha ha hum is software ko google play store se dwonload kr sakte hein
                        distavantages .dear agr hum bat krein k ye player hume kia nuqsan deta ha tu mere anadazey se hume is player main koi acha nuqsan nai hota bas eik chota ha issue ye hota ha k hum is main english movies jo hoti ha os ko urdu main nai dekh sakte hein jab k hum vlc player main esa kr sakte hein
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                          FAIDAY

                          Jihad real friend MX Player bahut hi Achcha player hai aur yah Kisi Bhi audio aur video player ke liye bahut hi Jabardast player hai ki koi bhi video ki format ho beshak vah 4K ho ya FIR koi bhi Ultra HD ho to MX Player usko easily play kar deta hai aur uski Awaaz quality ko bhi Baithe banata hai aur ismein bahut jyada function bhi maujud hai jaise ki aap background per bhi video ko place kar sakte hain aur audio ko bhi uske andar Chala sakte hain aur ismein bahut Sare function maujud Hai Jiski wajah se MX Player sabse Jyada use hone wala Android app Hai jiske liye aap apni video ko easily play kar sakte hain aur acchi videos ismein use kar sakte hain aur ismein aur bhi acche piche se maujud hai Jaise ke ismein lock Bhi lag jata hai aap screen ko locked bhi Laga sakte hain

                          NUQSANAT

                          Dear friends Jaisa ki aap ko Maloom Hai Ki MX player mein abhi ads Aane Lage Hain Jiski wajah se yah bahut jyada bekar ho chuka hai Jab Bhi aapka internet connection Sath Nahin Hota Hai Jab aap isko open Karte Hain To ismein bahut jyada ads maujud Hote Hain Jo ke apps ko bahut hi Bura banaa Dete Hain To isliye company ko chahie ki ismein ads mat use Karen Ek alag iska platform banae Jahan per Iske ads Chalai Jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                            Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham apne mobile per Kuchh videos ko play karna chahte hain to uske liye MX Player Hamari bahut jyada help karta hai aur aur Humko video ki quality ko properly recognise karne mein Hamari bahut jyada help Karta Hai Kyunki Jab ham video is is per play karte hain to uski resolution quality aur usmein sound quality bahut hi acchi Hoti Hai sometime aapki video Kisi Aise player ke upar chal rahi hoti hai jismein aapko sound ka Kuchh issue a Raha hota hai ya FIR aapki videos Mein Kuchh problem a Rahi hoti hai lekin Jab aap MX Player par kuch videos ko play karte hain to usmein aapko quality ki basis per bahut acchi result Najar a Rahe Hote Hain.

                            Sometimes aap Jab koi video MX Player per play Karte Hain To vah video open Nahin Hoti iska matlab yah hota hai ki vah file is is media player acceptable nahin hai aisi condition main use video ko Dobara is MX Player per Le Karne Ki Koshish Na Karen Kyunki uska format is video ke andar supported Nahin Hota.

                            Dear agar aap MX player se properly utilised Hona Chahte Hain To aapko is software ko apne mobile ya FIR Apne laptop per install karna hoga aur isko install karne ke liye bahut hi Aasan Parichay hota hai jismein aapane play store mein jakar isko download kar lena hota hai aur Iske bad aap isko easily apni Kisi bhi video ko play karne ke liye utilise kar sakte hain isko download karne ke liye aapko Koi charges Nahin Dena Hote aur isko download karne ke liye bahut hi Aasan process ko follow karna Hota Hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review MX Player par mubni hai.

                              Salam:

                              umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo mx player ka bara ma ha ya ek bohat hi achi app ha is sa hamari videos acha tarika sa chaalti ha is sa ham apni videos ko audiu bhi bna sakty han ya app har mobile ma download ho sakti ha.
                              mx player ka faidy:

                              mx player ka bohat faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karo ga mx player heavy sa heavy video bhi chala deta ha mx player apna interface ki sadgi ki waja sa andurid ka liya sab sa mashor video player ma sa ak ha ya app kasosiyat sa mala mal ha is app na bohat tariki kar li ha.

                              mx player ka nuksanat:

                              mx player ka faidy hona ka sath sath is ka nuksanat bhi han jin ma sa ek ya 2 ma apka sath share karu ga mx player ka sab sa bara nuksan ya ha ka is ka free wala verion ma istaharat han aor ya koi bhi format video open nahi karta aor jab hamara net on hota ha tu koi movies dakhna ka darmayan hi adds ana lag jati han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X