Dear ap ne agar ais dor mai acha ghar banana hai to aus k bary mai ap ko aik acha plan aor acha design ka hona zarori hai ap ko sab se phly to ais k liay aik achi jaga purchase karni ho gi aus k baad ais mai ap kaam kar skaty hai ais mai ap ko ye faida hai k ap ais mai agar aik hi sath pora ghar banty hai to wo bahot hi muskil marhala hai ais k liay ap ko thora thora kam karna chaye ais se ap asani se apna ghar bana sakty hain.
Faidey:
1. New ghar banay se ap ais asani se reh sakty hai aor apna future safe kar skaty hain.
2. New dor k lehaz se banaya gia ghar kafi zayda dair tak chalta hai aor ais ki good looking se new hi lagta hai.
3. Ap k ghar ka nuqsah agar acha ho ga to aus par ap jitna zayda acha kaam karwaty hai aus par atna hi zayda kashish peda hoti hai.
4. Thora thora kaam karwany se faida ye hota hai k ap par atna zayda bardon bhi nai atan aor ap ka ghar bhi complete ho jata hai.
5. Hamesa aisa kaam kary jis se ap k ghar mai khubsurti bhi aye aor aus k sath muzboti bhi ho.
Nuqsan:
1. Agar ap ka ghar banany wala qarigar acha nai ho ga to ap ka sara paisa zayda jaye ga.
2. Ap agar achi jaga ghar nai banye gay to waha par ap ko acha ghar banany ka bhi faida nai hai.
3. Jaha par ap ko facilities na mily waha par ghar bana k ap ko kam qeemat hi milti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим