Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

    New makaan banana hamesha say aik aisa ammal raha hai jo her insaan ki existence mai aik baar zarur ata hai aur aik baar makaan ki tameer kay marhalay say guzarnay parta hai. Kisi bhi makan ki tameer mai kuch aisi cheezain zarur hoti hain jinn ka khayaal rakhna bohat zaruri hota hai. Makaan ya ghar ki tameer kay liye apnay plot ki place kay mutabiq aur apni zarurat kay mutabiq naqsha kisi achay architect say zarur banwana chaiye aur jab building shuru kerwai jaey tou uss waqt bhi apnay Mason aur architect ko contact mai rakhna chaiye. Makaan ki tameer kay liye kabhi bhi cloth pay compromise nahi kerna chaiye kiyu kay makaan lifestyles mai aik baar he banta hai baar baar aisay kaam mumkin nahi hotay hain. gee han bhai thek kaha hai agr hum ne is door principal ke w acha ghr bana hai tu os okay liye hume phaly design krna hota ha os ki desining ok bhrey most important ur os ki buniyad kr bahrey most important hume pata ha ok is door essential ghr bana bohat hello muskil ha ghr bane okay liye hume achi khasi cash ki zahrorat parti ha jab ur makan bane se phaly hume dekhna hota ha ok hamre paas itni cash majoo ha okay hum ise asani se ghr open kr saken hume phaly hume control ktna hota ha aj kal log intuo ki baje block ko use krte hein wo sibat se bante hein wo hume kuch sate mil jate hein ur ose hum ghr primary be bana sakte hein bas dori menat krni hoti ha ur hume kuc samna ki zahrorat hoti makan open krne se phaly hume un ki buniyad rakhni hoti ha tab hello achy ur masbot makan open kr sakte hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

      Hello dosto jesa k aap sab ko pata hy k ye review Makan tameer karny par mabni hy to dosto ab chonky buhat mehengayee B hy aur naya ghar har kisi kaa khwab B aur zaroorat B, Q k din ba din abadi barr rahi hy, aur logo aik jaga dy doosri jaga migrate ho rahy hain, dmto dosto ab jis ke apbi zameen ho to tek , nah ito vo pehly apny liye khaali plot khareedy ga pir abadi karega, to dosto aaj k zamany main abadi buhat he mushlil balky sab sy mushkil kaam ban gaya hy, loug lacmkhoon kamaty B hain lekin pir B abadi aik dard e sar ban jaata hy, to isliye liug dekty hain k kesy sasta aur acha makaan banaye, to isi waja sy loug sasty material k chakkar main aksat bekar materials lety hain taa k jharcha kam ho, to dosto koshish karain aap main sy kiso ny makan banana B ho to blocks use kiyakarain, aaj k zamany main blockes ke barri demand B hy aur abadi B jaldi jaldi ho jaati hy, loug aur abadi par time B kam lagta hy isliye koshish karain k kanagement sahi sy ho, aur apni nigrani main ho Q k aajkal mason loug jab malik na ho to na mixing sahi karty hqin aur na kaam.

      Faidy:
      Dosto new ghar tameer karny ka sab sy barra faida ye hy k aapko advance level ka ghar aur mahol mil jata hy jis sy aapki aab wa hawa tabdeel ho jaty hy.
      Doosra faida ye hy k aapki qismat B badal sakti hy Q k Islam main Hijrat ke buhat barri fazeelat bayan ke gayee hy.
      Theesra faida ye hy k aap apny hisab sy ghar tameer karty haun apny pasand ke.

      Nuqsanat:
      Sab st barra nuqsan peso ka hota hy doso agar aap new ghar tameer kar rahy hain to aap k buhat zyadaa pesy kharch hongy.
      Doosta nuqsan ye hy k aap aksar apno sy door chaly jaaty hain q k aksar zameen qareeb nahi milti abadi ke waja sy.
      Theesra nuqsan ye hy k aap aisi jaga B jaa salty hain jahan zyada sahooliyat naho, jesa k gas bijli aur paani.
      • #18 Collapse

        Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

        Makan ki tameer......


        .Introduction.....



        AOA. Friend aj ham ap ko new makan ki construction ka bra mean btian ga. Friend makan banan say phla ham apni bunyadi sholit dakni phrti han ka ham jhan rhna ka Lea apna makan banan rha han whan hamri roz mahra ki sholiat mushar han. Us ka bad ham apna makan ki bunyad rakhata han. Makan ka dara madar hamri bunyad par hota hy hamri bunyad jtni zida muzbod hu gi itni zida hamra makan ki life itni zida hu gi. Ham zida tar is ki bunyad mean seria aur rait aur bajhri dalta han. Us ka upar ham as ko Eyent ka sath makan ka aghz krta han. Aur as ko bana ka Lea ham semant aur rait ka istaml krta han aur semant ki miqdar zida rakhta han taka as mean muzbati zida say zida hu. Aur as ka sath ham darmin mean aik door luntar data han as say hamra makan ki tamam diveran aik Jan hu jati han. aur as ka bad hamra luntar a jata hy ham makan ki hight 12 ft rakhta han.luntar dalna ka bad ham ko asa Kam say Kam aik hafta tak Pani lagna cheia taka as ki muzbati zida say zida hu. As ka bad ham palstar par a jata han. As mn bhi ham semant ki miqdar ko zida rakna cheia aur devrion ko Pani zaida Dana chia taka as ki muzbati zida say zida hu. Aur ham log chat ko zida tar selling krta han as say hamra makan ki khubsurti zida hu jati hy. Aur as ka sath ham apni pasand ka dezing karwa sakta han. Aur as ka bad hamra agla mahrala bjli ka Kam ka start hu jata hy. As mean ham ko achi kabil istaml krni cheia taka as ki life teaming zida say zida hu aur bad mean heamn koi parshni na bana.aur baji ka borad waghr achi company ka lgwna chia. As ka bad ham farsh par achi qasam ka marbal lagwta han ju hamra makan ki khubsurti ka sath sath zida dair tak Chala. Aur ham ko makan ka window aur door bhi acha lgwna cheia Kun ka ghr roz roz nea bnta. Aur as ka sath ham akhri Kam sufidi ka rah jata hy. Ju ka buht hi nafis Kam hota ghr ki khubsurti ka daromadr Sara asi par hota hy. Jtna khobsurat clour hu ga itna khubsurt ap ka makan laga ga. Clour krwta waqt ham ko y dakna cheia ka clour buht zida shoukh na hu mtlb sada aur light hona chie. Friend harmra as topic ka muqasd tha ap tak achi rahnomi dana. Kun ka ham phla bhi ap ki btia hy ka ghr roz roz nea bnta.
        • #19 Collapse

          Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

          Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai neya ghr tameer krny k bary main bahot he informative topic hai...

          Advantages:

          Dear member new ghr tameer krny k bahot zyada advantage hoty hain aj kl hr kisi ki wish hoti hai k us ka new house ho yeh mostly people ki wish hoti hai is ka sb sy bra faida yeh hai k jb hamray pas apna new ghr ho ga tou hum usy apni mrzi sy decorate kr sakty hain aur hum apny house ko apni mrzi sy bhi tayar krwa sakty hain is main hum apni mrzi ka furniture bhi rakh sakty hain aur hum apny ghr main gardening bhi kr sakty hain jid sy ghr ki khoubsurti main izafa hota hai is main hum window ,door ,kitchen ,aur washroom etc hum tyar kr sakty hain aur iska sb sy bra faida yeh hai k is main hum apna aur apny bachoun ka future bana sakty hain aur agr hum aik he bar apna acha sa ghr tameer krwain gain tou wo hamary bachoun k kam a sakta hai...

          Disadvantage:

          Dear member new ghr tameer krny k disadvantage bhi bahot hain hamen new ghr banay k liye bahot sy rupees ki zrurat hoti hai aur aj kl k dor main agr hum apna simple bhi ghr tameer krwaen tou bhi bhot kharcha ata hai ghr tameer krny ka sara material kafi expensive hai jo hr kisi k liye affordable nahi hota hai...
          • #20 Collapse

            Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
            Yeh review Neya Makan tameer kerny per mabni hai ;

            Dears , App sab kesy hein , umeed hai k app sab thek thak hongein . Gee to abb ham batt kertty hein apny ajj k review k bary mein jo k hai Neya Makan tameer kerna .
            Introduction ;
            New makaan banana hamesha say aik aisa ammal raha hai jo her insaan ki life mai aik baar zarur ata hai aur aik baar makaan ki tameer kay marhalay say guzarnay parta hai. Kisi bhi makan ki tameer mai kuch aisi cheezain zarur hoti hain jinn ka khayaal rakhna bohat zaruri hota hai. Makaan ya ghar ki tameer kay liye apnay plot ki location kay mutabiq aur apni zarurat kay mutabiq naqsha kisi achay architect say zarur banwana chaiye aur jab construction shuru kerwai jaey tou uss waqt bhi apnay Mason aur architect ko contact mai rakhna chaiye. Makaan ki tameer kay liye kabhi bhi material pay compromise nahi kerna chaiye kiyu kay makaan life mai aik baar he banta hai baar baar aisay kaam mumkin nahi hotay hain.Jab makan ki tameer shuru ki jaey tou pehlay say aik estimated cost ka andaza rakh kay kaam shuru kerwana chaiye. Kiyu kay Agar aik baar tameer shuru hojaey tou sarmaey ki kammi ki wajah say bohat say masaael atey hain. Makaan ki tameer hamesha aisay kerwani chaiye jo Mustaqbil ki zaruriaat ka khayal rakhna bohat zaruri hota hai. Aaj kall aik 5 marlay ya 120 yards ka makaan single unit pay taqreebun 22 say 25 lakhs ki cost aati hai jiss mai ground floor ki mukammal tameer ho jaati hai. Iss kay elawa Agar 2nd floor ko tameer kia jaey tou taqreebun iss cost say double cost aajati hai .


            Material;

            Cement , bajri ,reat,
            Sarya, eant ,paani ,
            Mazdoor mistry
            Sab cy pehly k naqsha chaey ho ga .

            ADVANTAGES ;
            New ghar banay se ap ais asani se reh sakty hai aor apna future safe kar skaty hain.
            New dor k lehaz se banaya gia ghar kafi zayda dair tak chalta hai aor ais ki good looking se new hi lagta hai.
            Ap k ghar ka nuqsah agar acha ho ga to aus par ap jitna zayda acha kaam karwaty hai aus par atna hi zayda kashish peda hoti hai.
            Thora thora kaam karwany se faida ye hota hai k ap par atna zayda bardon bhi nai atan aor ap ka ghar bhi complete ho jata hai.
            Hamesa aisa kaam kary jis se ap k ghar mai khubsurti bhi aye aor aus k sath muzboti bhi ho.

            DISADVANTAGES ;
            Agar ap ka ghar banany wala qarigar acha nai ho ga to ap ka sara paisa zayda jaye ga.
            Ap agar achi jaga ghar nai banye gay to waha par ap ko acha ghar banany ka bhi faida nai hai.
            Jaha par ap ko facilities na mily waha par ghar bana k ap ko kam qeemat hi milti hai.




            • #21 Collapse

              Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

              new home banana hay to apko bhi kaam akrna hoga jaye gi ais mai ap ko regulationsko comply with karna hoga, ais mai apne robort ka pocha hai to ye aik softwareprogram haijo vehiclemobile par buying and selling karta hai aorais se ap ais marketplace mai buying and selling kar saktyhaiap ne agar ais marketplace mai buying and selling karni hai toap ko ais marketplace maibuy karna hotahai.orTrending ok liykhud sy mehnit krt buying andselling 1absolutely decided on programming machine hota hai Jiske via Ham apni buying and sellingko viable banate hain the Forex market buying and selling Meinrebort studying HamEk machine keaccordingKarte Hain jismein Ham Apne buying and selling Pahle Se choose karte hain aur usko setkarne ke terrible Baki ka kam Ham computerized programming ke via pura karte hainyah vah buying and selling approach hai jismein aap aap khudapni buying and selling ko control nahinkar rahe Hote take car of nahin kar rahe Hoteyah aapka software oraapka machinemachine hello manage kar raha hota hai jo ki Hamare Apne decided on factors in step with RahteHue paintinaapka enjoyAciya gaya kam he aisa kam hai joap ko kamyabi daita hai tu acha kam apmahnet kay sath aur ap ka kam hai kay aphamesha marketplace mai achye anylsis kar kay marketplace kay fashion p naykarna hai tu hamesha ap fashion kay hiscontineously exalternate hotirehty hia is mehamain tendencies ko right comply with krna parta hai aur tendencies ko complywith ham new sybhe kr sakty hian. so hamary kamyabi ok possibilities un information pbhe denpend krty hianagr hamain new time p mil jati hia to ham change kr ok acha income kama saktyhian. however hamain faux new sy conscious rehna parta hia.so pricey buddies ham fauxnew sy conscious ksy reh sakty hian. jonew ny me hamara time be bachaty hi there aur hamy assist be dety hithere,prevent losstake income pending equipment, time frames, chart sorts ye sab hello buying and sellingequipment hi there aur ye terminal me unfastened supply keybase par hamy hasil hoty hi there,terminalme esy be equipment majood hi there jes key base parham guide tareeqy sekoibe approach bHamen buying and selling karne keliye buying and selling device ke naked mein pata Honachahie sabsepahle Hamen demo account mein kam karna chahie aur vahan in step withbuying and selling Pulke naked mein studying Asal Karni chahie ismeindo sabse acchebuying and selling device Hain take income aur pinnacle
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                Assalamu alaikum dear friends Makan banane ke bare mein aapane Hamare Sath Jo review share kiya hai vah aap ne bahut hi detail ke sath Hamare Sath pesh kiya hai aur Kafi Jyada Mein prashnon ki aapane proper knowledge Hasil Kiya aur proper knowledge ke bad Aap Hamare Sath review share Kiya Hai To Main Bus Yahi Kahana chahta hun ki agar aapane new Makan banana hai to aap sabse pahle research Karenge aapane Kaisa Makan banana hai aur in future aapko Kaisa Makan chahie hai aur aapko bedrooms Ho Gaya aur kitchen uske sath sath toilet vagaira kitne chahie hain aur aap ki demand kya hai aur aap Jaise Bhi dekhne ki aapka Ghar kaun si jagah per hai kya aapka Ghar open area mein hai ya FIR aapka Ghar congested area Mein Hai Jahan per bahut jyada log Hain Jo aapane Jaise Bhi dekhna hai vah sari chijen count Karke FIR aapane new Makan banana hai Taki aapko fayda ho aur uska aapko nuksan Na Ho

                اب آن لائن

                Working...
                X