Jaiza : stop loss or take profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : stop loss or take profit
    forex main stop loss or take profit ko achy sy saamaj is ky rules ko follow kar ky isy market main use karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain forex market move karti hain hamy is ki movement ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar is ky up or down ko dekh kar is main fresh ming ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main 24 ganhtho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain ha isy apna life time prfoessional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain is main hamara koi boss nahi hota ham forex business hain apny boss ap hi hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : stop loss or take profit

    Dear ap ne ais market mai jo bhi trade lagani hai aus par ap ko take profit aor stop loss use karna chaye agar ap ais market mai kaam kar k kamyab hona chaty hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna hota hai aus k baad ap ais market mai kaam kar lety hai aor ais market mai se paisa kama skaty hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai stop loss aor take profit ki ahmiat ka pata chalta hai k ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar ghalti karty hai to aus par ap ko nuqsan bhi ho sakta hai ais market mai apni her trade k sath take profit aor stop loss use kary tab hi ap ais market mai safe trading kar k kamyab ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : stop loss or take profit

      Stop loss Take profit

      Professional traders take profit aur stop loss ka use regular apny har trade me karty hey jo traders take profit aur stop loss ka use kesi be waja se agar nahi karty to esy traders professional be nahi hoty aur market me risk ko be ehmeyat nahi dety, jo traders take profit aur stop loss tools ka use nahi karty esy traders ki market me koshish hi yahi hoti hay key agar us ko loss jetna be zeyada ho jaye magar profit be zeyada hona zarori hay esi trading professional level ki nahi hoti, take profit aur stop loss traders ko discipline key sath trading karny me madad dety hey aur risk management me be kafi had tak help dety hey.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : stop loss or take profit

        Forex trading members trading ke dauran Hamen take profit or stop loss ka use karna chahie Is ke bahut Sare benefit hy is say Hamara account Agar usmein balance kam hai aur ham trading kar rahe hain to usko wash out se bachane ke liye usko Ham stop loss per Laga Dete Hain choree Dete Hain jis se Hamen bahut Zyada nuksan Nahin Hota aur Hamari buchat Ho Jaati Hai to stop loss account profit ka option bahut bade bade traders Bhi Apne hisab se use karte hain aur hamen bhi iska use Behtar tarike se karna chahie Apne margin ko Apne target ko Mude Nazar rakhte Hue usko set karna chahie aur Agar Ham trading ko chalne De close na Karen order close na Karen To Hamen Pata Hoga Ham satisfy Honge ki stop loss and profit ka option maujud hai tu Zyada fikr ki baat nahin hai yahan es option say fayda uthana chahie aur iska use lazmi karna chahiye. Apna safe side layna chahiye achy tareeqy say quality trading karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : stop loss or take profit

          stop loss or take profit ka istamal karna bohat zarori hai bate karte hai ke log stop loss khu nahi lagate hai stop loss aksr log is liye nahi lagate wo sochte hai ke agr hum stop loss ka istamal kare gy tu hume loss ho jaye ga or wo sochte hai ke mera account loss me chala jaye ga or wo stop loss ka istamal nahi karte lakin aisa nahi hota hai balke stop loss ka istammal na karne ki waja se un ka sara account wash ho jata hai is liye zaida loss se acha hai kam loss per hi market se nikal jaye trade kisi ki b galt ho sakti hai isi liye expert trader b stop loss ke sath hi kam karte hai stop loss hamre account ko sace rakhta hai or take prfoit lagane se hmara profit book ho jata hai hume hud book nahi karna parta take profit hume kisi aisi jaga lagana chahiye jaha hume acha profit mil sake kabi b bohat chota take profit na rakhy or na hi itana bara take profit rakhe ke market waha tak hit hi na kare support and resistance lelves ko daikh kar hi hum stop loss or take profit lagany chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : stop loss or take profit

            Forex trading main stop loss or take profit donu he both behtareen option han jin sy hum safe trading kar sakty han or acha profit hasil kar sakty han chae hum log online hon ya ni is ley stop loss or take profit ki apni apni importance ha donu istamal karna both zarori ha q k stop loss ap k account ko safe rakhta ha or ap ko ziada loss sy bachata ha or ap tension free hoty han or ap emotional ni hoty han or sakun sy ache trading karty han is ley humy apni har trade k sath take profit or stop loss lazmi istamal karna chae ha ta k hum safe account k sath ache trading kar saken or forex trading main ache earning kar saken is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge is ley humy ziada sy ziada behtar learning pe tawaja dani ho ge or ache planning or strategy ki practice karni ho ge or phr apni har trade stop loss or take profit k sath start karni hon ge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : stop loss or take profit

              Forex mai stop loss aur take profits aisay tools hain jo traders ko unki trading mai bohat help kertay hain. Forex traders ko ziada ter helping tools MT4 traders ki taraf say he provide kiye jatey hain. MT4 trading terminal pay bohat ziada tools mojud hain jinn ki madad say traders bohat achi trading ker saktay hain. Forex traders stop loss ki madad say apnay account kay loss ko control ker saktay hain. Stop loss ko her trade mai use kia jaa sakta hai aur traders stop loss ko apni trade mai uss waqt set kertay hain jab woh apni trade open ker rahey hotay hain. Take profit ki madad say traders apnay profit ko set ker saktay hain. Stop loss aur take profit ko woh traders use kertay hain jo average profits laina chahtay hain aur bohat ziada profits ka laalach nahi kertay hain.

              Stop loss aur take profit ka option uss waqt show hota hai jab order box ko open kia Jata hai. Order box open kernay kay baad waha pay stop loss aur take profit ka option show hota hai. Stop loss ko hamehsa take profit say half rakhna bahter rehta hai. Jaisay Agar take profit 50 pips pay rakha gaya hai tou stop loss ko 25 pips pay rakhna bahter rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : stop loss or take profit

                Forex trading mein ek term use ki jaisi hai jisko management kaha jata hai ismein aapke pass stop loss 1 profit use karna hota hai agar aapko market meinanalysis ki samajh mein a jaaye to aap aasani Forex trading market mein technical and fundamental analysis use kar sakte ho support and resistance aapko maloom hone chahie jaisa ke sab log jante hain trading market mein japanese candlestick chart pattern use kiya jata hai all over the world bahut famous ho chuka hai candlestick chart pattern per google server per itna mavad maujud hai iske sath sath Pakistan Forex form mein candlestick chart baton ko discuss nahin kiya jata hai agar members candlestick chart baton ko disturb karna shuru kar den to ham technically strong ban sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : stop loss or take profit

                  Assalamu Alaikum Pyare doston stop loss or take profit donon Aise Tu Hi Jeene Ki madad se aap bahut hi Behtar trading kar sakte Kyunki yah donon Aise tools hai jo ki aapko auto profit book Karva sakta hai Jaise take profit Isko Laga kar agar aap market se out bhi ho jaye Tu Jahan per aapane take to offer Lagaya hota hai use Jagah per Jab market Jaati Hai To aapki trade auto close Ho Jaati Hai aur aapka profit book kar deti hai Jab Ke stoploss ki madad se aap apne account mein jyada Logon Se Ban sakte hain aap stop loss ko use karte hue market se out ho jaaye to Jab market Jyada down judge Simat Mein Aapki trailer Gai Ho Uske opposite side Jane Chahe to aapki trade auto close Ho Jaati Hai aur aapka account Jyada loss main hone se Bach Jata Hai To isliye yah donon training tools Aise Hain Jo ke har expert trader apni trade Mein use karta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X