Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai
    Assalam o alaikum dear members and traders. Yeh review punjab kay city rawalpindi say kaghaan aur naran kay safar pay mubni hai. Iss mai aap ko mai traveling ka Bata raha hu. Agar aap apni gaari pay travel kernay kay liye program Bana rahay hain tou aap ko yeh review bohat kaam aey ga aur isay aap apnay friends aur relative say bhi share ker saktay hain.

    Kaghan aur naraan janay kay liye iss waqt 2 option hain. Aik option motorway ka hai. Jiss kay liye aap ko motorway M1 pay punjab kay kisi bhi city say atey guys burhan interchange kay baad hazara interchange say new motor way pay turn kerna hoga. Aap uss interchange pay M1 ko chore daingay. Uss kay baad hazara motor way aap ko mansehra tak lay jaey ga jaha say aap motor way say exit ho kay mansehra city say guzar kay balakot road pay travel shuru ker laingay. Jo balakot city mai say guzarta hua Kaghan tak express way pay jatey huay darmiyaan mai shograan ko bhi cross karengay jaha pay Sri paya bhi aik tourist point hai jiss kay liye express way say jeeps rent pay li jaati hain. Agar shograan aur Sri paya nahi Jana tou kaghaan say guzar kay usi express pay kuch dair baad naraan city mai daakhil hojatey hain. Personal conveyance pay rawalpindi say motorway pay naraan tak ka total safar 6 hours takk banta hai jiss mai aik tea aur aik lunch break ka stop over bhi shamil hai.

    Naraan city say he jeeps rent pay milti hain jo kay jheel saif ul malook tak lay kay jaati hain. Personal car waghaira ya small vehicles shograan, Sri paya air jheel saif ul malook takk nahi jaa sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

    Dear aapane bahut hi acchi baat ki hai aur bahut hi acchi detail ke sath aapane yah post Ki Hai Dekhen yah Safar Agar Ham kahan se Neelam Jaate Hain To Hamen is Safar ke dauran apne Paas Hi Saman bhi Sath Rakhna chahie Agar Ham Kisi gadi per Jaate Hain To Hamen uske sath sath Apne Rajesh ka saman ki Rakhna chahie Kyunki yah Kaisa Rasta Hai jismein Hamen Kisi bhi waqt koi bhi kam pad sakta hai is Raste Mein Koi workshop Nahin Hoti Hai Hamen apni gadi ka Sama Sath Rakhna padta hai aur bahut hi Itihaas ke sath yah Safar karna padta hai Kyunki yah Sara Pahadi ilaka hai agar Ham ismein Safar Karte Hain To Hamen chahie Ke Apna Saman bhi Sath rakhen aur ek do din ka ye safar Nahin hota hai Hamen Lambe tour ke liye ishfaq per nikalna chahie aur apne lamhaat ko injoy karna chahie aur yah Ek bahut hi acchi Jagah Hai ghumne ke liye.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

      Dear ap ne ye dekha ho ga k Pakistan mai bahot hi pyary aledqy hai jaha hum ko visit k liay jana chaye agar ap ne ais time dekha ho to hum log apni social life ko bahot hi kam time dety hai hum agar ais mai koi trip ka plan banaty hai to aus mai hum ko Kaghan ka plan ais liay banana chaye k waha par bahot sary visiting points hai jaha par hum ja k enjoy kar skaty hai aor aus mai sab se achi baat ye hai k waha par agar ap hotel mai rehty hai to ap ko aus mai bahot hi kam qeemat par room mil jata hai jaha par ap night stay kar sakty hai aor aus mai ap asani se apna safar countinue kar skaty hai ais mai ap ko phly se aik plan bana lena chaye k kaha kaha ap ne stay karna hai.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

        dear brother ji aapane bahut hi Achcha review Diya Hai Kyunki yah Safar Pakistan ke andar hi hai aur isko middle family ka Banda aasani se afford kar sakta hai agar aapane ismein yah Safar karna hai to aapko Iske bare mein sari maloomat Pahle Se honi chahie Kyunki Jab aap is Ravana hote hain to aapko Thodi Si detail Pata Hogi to Aap aasani Se Uske hisab se plan banaa Lenge aur ismein Apna schedule set kar sakte hain agar aap is Safar per Jaate Hain To aapko ismein Sath Kuchh Aisa Saman Rakh Lena chahie jo aapko Agar Khuda Na khasta Kisi Ke Sankar masala Ho Jaaye to aap usko use kar Saken is safar mein aapko bahut hi Pyare nijara dekhne ko Milte Hain Kyunki yah area bahut hi Khubsurat hai.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

          Bihar bilkul Nagar Ham Punjab se Kuran Ka Safar karen to Ek bahut hi accha Safal Hoga aur ismein bahut hi acche use Milte Hain jinko Ham Dekhkar log friend ho sakte hain to isliye Mere Khyal se Sabhi Logon Ko chahie ki weekend per ine Jagah per Jana chahie aur Jagah se utpann dost Hona chahie to isliye Jyada Se Jyada Koi Logon Ko outing Karni chahie Kyunki is mind fresh Hota Hai Aur Duniya Ki khubsurti ke bare mein Pata Chalta Hai Ki Kahan kahan log baat hai aur Pakistan mein bhi Khoobsurat bahut jyada hai
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

            Punjab se agar kaghaan key ley travelling ki jaye to es key ley Abbotabad tak ham via Motorway tak ka saffar kar sakty hey es key bad hamy Naran aur Kaghan tak pochny key ley Balakut tak saffar karna hota hay, mery khayal me Punjab key tourists key ley Kaghaan sab se important place hay jes ki khobsorti worldwide me mashahoor hay, Pakistan key kesi be city se kaghaan ka saffar bahot asaan hay aur kesi kisam key guide ki zaroart pesh nahi ati magar jo other countries se log aty hey un key ley proper guider ki zarorat hoti hay aur ye facility Pakistan me majood hay.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

              ASSALAM O ALAIKUM
              "PUNJAB SE KAGHAN KA SAFAR"
              insan fitrat ka dildada h. nature or iski khubsurati ko dekhna hr insan ka shouq h .PAKISTAN k northern areas ko dekhny k
              liye na sifr pakistani blk over seas bhi aty hn. tou PUNJAB SE NARAN KAGHAN ka safar bht hi khubsurat or dilafreen h. tou g es safar ki information ap k sath share krty hn
              agr ap nhi gaye tou bht hi informative rahy gi.or ap zror program bnao dont miss it. behtreen wqt JUNE ka month h ,naran kaghan ki khubsurati ko dekhny k liye.
              hm local bus k zrye bhi ja skty hn, or apni gari pr bhi.
              apni gari zyada comfort rehti h, strong or powerful engine wali gari thek rehti h. ye safar agr JEAP pr kiya jaye tou ye bht hi acha or unforgetable safar rehta h.
              naran kaghan k safar k liye jeap best rehti h.
              " TRAIN" agr hm SANGLA HILL se train pr jaein tou, chiniot se taxi krwani prti h, phr abbottabad or phir kaghan ata h.
              DISTANCE FROM ISLAMABAD TO NARAN l KAGHANAD ISLAMABAD se 4 hours or 51 min ts lgty hn. or driving distance 243 kms h. MANSEHRA half way h jo k
              ik khubsurat point h.
              "PAKISTAN TOURISM DEVELOPMENT "NE tourist k liye bht hi assani krdi h.FLASHMEN'S HOTEL MALL ROAD se bus service run ki h NARAN l KAGHAN VALLEY
              tk jany k liye. ISLAMABAD se NARAN KAGHAN jany k liye 2 rasty hn. phly M1_M1 l 5 interchange ata h. HAZARAH DIVISION se hi nature kubsurati or dikshi shuru ho jati
              h,jo k tourist me naran kaghan dekhny ka ishteaq or bhi brha deti h. kaghan jany k liye islamabad se MANSEHRA jana prta h.ISLAMABAD SE MANSEHRA 1 HOUR OR 40 MINTS
              KI drive pr h. "KIWAI"K rasty se jana bht acha h ,road acha h or ye rasta dosry rasty ki nisbat chota h hm jldi kaghan phnch skty hn. KIWAI K sath 2 famous points
              "SHUGRAN
              OR SRRI PAYE" hn, agr ap yahan nhi jana chahty tou sedha NARAN KAGHAN ja skty hn. NARAN KAGHAN ME bht sare famous points hn, SAIF UL MALUK LAKE,
              BABU SAR OR ANSU LAKE WAGHERA. ISLAMABAD se NARAN KAGHAN ka safar unforgetable h insan nature ki beauty me me kho jata h or apny sath na bholny wali yadein
              le kr wapis a jata h. naran kaghan ka trip zror krein.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review punjab say kaghaan kay safar pay mubni hai

                Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review punjab say kaghaan kay safer per mubni hay dosto ap ko pata ho ga kay
                pungab madni alaka hay or kaghaan phari alaka hay hum jab colleag main tahy to ic wqat hamra trip gia tha hum raat ko gay thay or
                hum soba kay wqat hum islamabad main gay or num nay wain say nastha kia or is kay bad hun nay merry ki traf gay or murry kay
                agay hum naiy phari alaky ki gharian book kar vaie jo pharon kay oper char jain or bad main hum khghaan valley main ponch gay


                اب آن لائن

                Working...
                X