Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?
    Forex trading kay doraan koi bhi opened trade kabb takk ya kitnay din tak open rakhi jaa sakti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?

    Dear ap ais market mai agar long term par kaam kar rahy hai ya ap ne ais market mai choti lot lagai hai aor ap k pass account thora bara hai to aus par ap trade ko jitna chaye hold rakh sakty hai ais market mai ap ki marzi hoti hai k ap ais market mai apni trade ko kitna time hold rakhna chaty hai ais mai koi time ki limit nai hoti hai k ap ais mai trade ko close kary agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ais mai beshak aik trade laga dy aor jab wo trade profit mai aa jaye to aus k baad ais market mai aus trade ko close kar dy ais market mai ap k account ki equity zero nai honi chaye aus k ilawa ap ais mai trade ko hold rakh sakty hai aor aus par profit bana skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?

      apni open trade ko kitne days tak hold rakhna chahie yeh ap ke trading system par depend karta ha jo professional traders hotay hain wo apni trades ko day ke hisab se hold nehi rakhte hain balke professional traders apni trade ko market ki situation or Apne target tak phnichanay tak hold rakhte hain un ka target 1 day me bhi hit ho sakta ha or os ke liey aik week bhi lag sakta ha trade hold karnay ka koi fix time nehi hota ha
      example
      jo short term trading system se tradjng karte hain un ka time kam day ke liey hota ha trade hold karne ke liey kyuke unho ne market ke short time me analysis kea hota ha or long term traders ka time long hota ha kyuke unho ne big time me analysis kea hota ha
      note
      big time frame me jo traders analysis karte hain wo apni trade ko tub tak hold karte hain jub tak market ka trend un ki trade me hak hota ha wo os wakt tak trade ko hold karke rakhte hain jub trend change ho tu wo Apne target ko hit karne se pehle bhi trade close kar detay hain is ke liey kuch days se le kar 1 month tak ka bhi time lag sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?

        Forex trading main trader different trading karty han kuch long term trading karty han or kuch short term trading karty han jo long term trading karty han wo ap ki marzi jtna long hold kar sakty han kar lan or short term trading tohry time k ley hoti ha is ley is main ap pe depend karta ha ap ktna profit hasil karna chahty han or kis strategy pe trading karty han or isi waja sy humy itna he profit or loss hota ha jtna hum behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum acha profit hasil kar sakty han hum log ache analysis karny or in pe long term trading karny to humy acha profit ho sakta ha or long term trading main hum log risk bi both kam laty han is ley hum log long term trading main aik month ya is sy ziada bi trade ko hold kar sakty han or kuch aik do week tak hold rakhty han jis ko jtna profit chae hota ha utna target pura kar k trade close kar daty han
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?

          dear ham sab traders ko is baat ka ab khoob experience ho chukka hay k forex markeet main aisa kuch bhi fix nai hay k jisay hasil karnay k baad hamko kisi kisam ka koi aur knowledge haisl karnay ki zarurat rahay q k is amrkeet main har din har haftay sab kuch change hota rehta hay mean k updates hota rehta hay is liye ham aapko kuch bhi confirmations say nai keh skatay hain k is amrkeet main hamko aik order laganay k baad kitna earn ho sakta hay kitna lose mil sakta hay aur agar ham usay kitnay dino tak hold rakhtay hain to hamko ziada say zada kis had tak earn ho sakta hay,aisa bhi ho sakta hay k ham ko kisi orders main achi earning mil rahai ho aur ham markeeet main usay fix dino tak hold rakhtay hain aur achanak aik big news say markeet ka trend he change ho jata hay aur hamko profit ki bajaye orders say lose milna start ho jaye to ham kuch bhi nai kar sakaingay is liye mairay khayal say better yahi hay k ham makreet main say thora thora kark aur propper knowledge say earn karain aisa nai k hamko tukkay say aur aik he raat main sab kuch earn k liye ham pehlay wala bhi lose kar jayen.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?

            Forex trading market mein trade hold karne ki koi limit ja rule nahi hai aap jab tak chaho trade hold kar sakte ho aapki apni fitrat ji aur planning hoti hai long term trading ke liye log salon sal apni trade hold karte hain aur kuchh traders scalping karte hain kuchh hedging trading strategy use karte hain short term trade strategy bonus account kaise zyada affective hai aur isase aapko jyada profit mil jata hai faras trading market mein mixi memberon ko hasil karne ke liye log instant trading strategies ko use karte hain aapko pata hai Forex trading market mein hamare broker ka naam hi instant instaforex group per hai long term trading ke liye aapko trade hold karna hoti hai aur iske liye lot size minimum use karna hoti hai aapke pass long term trading trend hona chahie trend ke against trade lagakar old karna bevkufi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai traders kitnay din takk trade ko hold ker sakta hai?

              forex trading main trading ko hold karny ky lea ap par he depend karta hai ky ap forex market main apni trades kitni dair tak hold karty hain kyon ky yhe trader ky analysis base pay hota hai ky es main kitni long term trading karni hai ziada tar trader day trading like karty hain jiss main wo daily ka target rakhty hain aur daily ka target hasil kar ky market say out ho jaty hain es lea business main yeh trader ky apne uper he depend hota hai es lea es business main ager big time frame kam karna chaty hain tu uss main he ap apni trade ko hold kar sakty hain ager short time period main kam karna chaty hain tu ap ko es main sirf aik he din main apni trade ko close karna parta hai phir he ap es business main success hasil kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X