Yeh Review Peshwar Se Lahore kay anay jany kay Safar Pay Mubni Hai(Title Edited)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Peshwar Se Lahore kay anay jany kay Safar Pay Mubni Hai(Title Edited)
    main ne plan banaya tha k main lahore ka koi plan karogi or akahir kaaar hamara plan ban gya hain or main ne apni friends k sath lahore ka plan bana liya or asi tara hum apne ghaar say peshawar k sab say big aada jaha say peshawar say haaar jaga ko cars bus and Fisal morve jati hain hum waha gy waha py hum ne pher Fasil morve main tricket book kiya jaha say hum ne kafi acha apne lahore ka safar ka aaghaaz kiya jaha paar hum ko mila hain bus main bhot kuch khane ko mila tha or ziyda say ziyda hum ne free wifi use kiya tha jo k sab kafi happy thy isk bad pher hum lahore ponchy jaha par hum ne apne hotal main stay kiya or pher hum ne lahore k bazaro i taraf moo kar dia or lahore itna menga nhe hain par best hain haar koi lahore ko vist karta hain lahore main hm ne bhot enjoy kya or hum ne pher bashahi masjid ko vist kiya hum ne pher dadda darbar ko vist kiya qk hum pathan logo k liye lahore bhot he best tha jaha py hum ne bhot ziyda enjoy kiya or pher 5 days ghuzarne k bad hum ne peshawar apne ghar aana ka plan banaya jo k hum ne again fisal morve bus and motarway ka rasta choon liya or wapis aane par hum ko again 5 hour lagy or hum ne bhot enjoy kiya in 5 hour main or ye safar hamare liye bhot ye yadghaar tha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Main Peshawar say lahore ka safar kiya or peshawar say lahore ka safar hain 5 hou

    Dear ap ne agar dekha ho to ais time Pakistan mai bahot hi achi garian aa gai hai jin par hum agar safar karty hai to aus mai hum ko 5 hour ka safar bilkul mehsos hi nai hota hai ap ne agar ais time dekha ho to Peshawar se ap ne lahore jana hai to aus mai ap ko motor way wali bari garian mil jati hai jin mai Daewoo sab se achi hai ais k sath ap agar Haji Camp ada k pass dekhy to kafi laxuary garian mil jati hai jo lahore jati hai ap aun par agar safar karty hai to aus par karaya bhi munasib hai aor aus k sath ap ko aus mai kafi zayda sahuliat di jati hai aus mai ap ko refrement bhi di jati hai aor aus mai ap ko videos dekhai jati hai ta k ap rasty mai bore na ho ais tarha ap ko kafi zayda entertain kia jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Main Peshawar say lahore ka safar kiya or peshawar say lahore ka safar hain 5 hou

      Ji han dear dear Dekhen Peshawar se Lahore Ka Safar takriban 5 ghante ka safar hai aur is Safar ke dauran Agar Ham motorway se Jaate Hain To Hamen aasani Hoti Hai Ham thoda jaldi apni Manjil Tak pahunch Jaate hain lekin Agar Ham GT Road se Jaenge To Hamen ismein Thodi Mushkil Aati Hai Kyunki GT Road per koi bhi Aisi time nahin jata hai aisi time jo bhi hota hai vah motorway Se Hi jata hai aur Agar Hamen ismein acchi gadi mil Jaati Hai Jo ke direct Lahore ja rahi Hoti Hai To usse Hamen bahut Hi aasani Ho Jaati Hai Kyunki yah Badi gadi Jo Devo utang Jo aaj kal new service chal rahi hai Iski gadiyan bahut hi Acchi Hain Magar Ham ismein Safar Karte Hain To Hamen bilkul thakavat mahsus Nahin Hoti aur ham Aaram ke sath apni Manzil Tak pahunch Jaate Hain aur Raste Mein bahut hi dilakash najara dekhne ko Milte Hain is Safar ke dauran.
      • #4 Collapse

        Re: Main Peshawar say lahore ka safar kiya or peshawar say lahore ka safar hain 5 hou

        dear brother aapne jis Shahar ke bare mein baat ki hai yah bahut hi accha Safar Hai Kyunki aajkal aapane Dekha Hoga Har City ki taraf motorway ja rahi hai agar aapane Peshawar se Lahore jana hai to vahan aapko bahut hi luxury gadiyan mil Jaati Hai Jin per aap Safar karte hain to aapko UN per Safa karne ka Kafi Jyada maja aata hai unmen aapko Safar karti hui Ye Kaisi Mushkil Ka Samna nahin karna padta Ramdev seats Hoti Hai Jin per aap Sare Raste Mein kaun se baith sakte hain iske sath sath motorway per agar aap Safar Karte Hain To vahan aapko bahut hi puch Khoon Safa Karne Ko Milta Hai jismein Aap Agar Safa Karen suicide karne Jara bahut Hi Pyara Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Main Peshawar say lahore ka safar kiya or peshawar say lahore ka safar hain 5 hou

          Peshawar say Lahore ka safar ab bohat asaan hogaya hai. Pehlay jab motorway nahi Tha tab yeh safar kaafi time laita Tha kiyu kay GT road say traveling mai kaafi time lagta Tha. Motorway M1 pay peshawar say rawalpindi aur phir M2 pay rawalpindi say Lahore ka safar ab bohat asaan hogaya hai. Peshawar kpk ka Provincial capital hai aur Lahore punjab ka Provincial capital hai. Peshawar say Agar public transport pay Lahore by motorway travel kia jaey tou uss mai 5 hours lagg jatey hain. Lahore iss waqt Karachi kay baad sub say ziada crowded city bann chuka hai laikin Lahore mai aik Tarah say peshawar say ziada historical points mojud hain. Peshawar aur Lahore dono he bohat old historical city hain. Lahore mai liberty, shah Alam aur anar kali bazaar bohat famous aur sastay bazaar hain. Iss kay elawa Lahore mai badshahi mosque, minar e Pakistan, Allama iqbal aur data sahib kay tombs hain jaha Jana her aik he khawhish hota hai. Lahore mai shopping ki variety, khanay oeenay ki variety kay liye food street aur hotel accommodation bohat achi aur cheap hain. Jiss nay Lahore nahi daikha usay aik baar Lahore ka trip zarur plan kerna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Main Peshawar say lahore ka safar kiya or peshawar say lahore ka safar hain 5 hou

            Peshawar se Lahore tak ka saffaar mery khayal me bahot hi easy hay aur motor way ban jany key bad bahot kam time me Punjab ya KPK key kesi be city se Lahore ka saffar kia ja sakta hay, Lahore jo key Pakistan ka 1 tareekhi shehir hay es waja se es city ki taraf bahot hi zeyada tourists rukh karty hey, agar apni convenes na ho to via Motor way asani se ham Lahore tak ja sakty hey aur stay karny key bad Peshawar be a sakty hey, agar motor way key route par ham nahi be jaty to bahot si trains Peshawar to Lahore jati hey magar time bachany key ley motor way ka use karna hi sab se best hay.
            • #7 Collapse

              Re: Main Peshawar say lahore ka safar kiya or peshawar say lahore ka safar hain 5 hou

              Peshawar sy lahore tak ka safar
              There aapane Hamare Saath Apne journey share Ki Hai Jo aapane Peshawar se lekar Lahore tak ki thi aur aapane Hamare Sath Apna experience share kiya hai ki aap ka safar kaisa raha tha aur aapke travelling journey mein kya kya chij hai aapane Dekhi Thi to maine bhi aapko batana Chahta Hun Ki Main Bhi Ek Bar Ittefaq se Peshawar se a lahaur tak gaya tha aur Lahore Jaate Hue Raste Mein bahut Sare acche Mein Kaam Aate Hain aur jo jo Raste Mein motor se Jaya Jaaye to Lahore se pahle colour kaha rahata hai colour ka Har vahan per bahut hi Achcha area hai aur use area mein bahut Sare Vrat ka Gehra Lage hue hain aur on drakshe use area ki Kafi Jyada scenery acchi Najar aati hai aur uski khubsurti Aur Bhi Jyada badh Jaati Hai. Iske alava bahut Sare staff Aate Hain Jahan per aap ka Mukhyalay khane ki chijen bhi milati hain aur unke khane ki chijon se aap kafi Jara maja Utha sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Peshwar Se Lahore kay anay jany kay Safar Pay Mubni Hai(Title Edited)

                HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review peshawer say lahore kay safer per mubni hay dosto ap ko to pata ho ga kay peshawer
                lahore say katna doer hay to ap ko ic asab say safer karna chiay dosto ap ko jab bi peshawer ka safer kara ho to p ko achi ghardi main safer karn
                cheay or ap kay sath ha acha humsafer hon cheay ta kay ap ko safer main koey masla ban bi gay to ap ka kit hamdard sath hona cheay or ic kay bad
                ap peshwar say lahore main any wali bas main bath jain to ap lahore main ay jain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Peshwar Se Lahore kay anay jany kay Safar Pay Mubni Hai(Title Edited)

                  Peshawar se Lahore ka safar kia jaye to esy har person ko ye information rakni chaye key via bus safar karny me asani ho sakti hay ya per train me safar kia jaye, ye depend karta hay key jes ne Peshawar to Lahore tak safar karna hay wo kia decide karta hay, Peshawar aur Lahore key darmeyan distance andazan 518 kilo meter hay jo key maximum 6 hours aur 30 mints ka banta hay, ye safar daewoo bus me agar kia jaye to achi service aur fordable cheap price me ye safaar kia ja sakta hay aur train me safar kia jaye aur be zeyada sahulat mil sakti hay, Peshawar se Lahore ka safar karny key ley hamy har tarha hi information agar hasil ho jaye aur Lahore me rest karny ki jaga be ho ya friends and families key ghar ho to aur be asani ho sakti hay aur agar first time hi Peshawar se Lahore kesi kam key ley safar kia jaye to pehly se hi intezam karna zarori hay es ki waja ye hay key ye long distance ka safar hota hay aur jesy hi Lahore ham ponch jaty hey to hamy bahot tension ka samna be karna pard sakta hay es ley pehly se rehny ka intezam karny me hi behtari hoti hay, Daewoo bus me aur koch trains me be wifi ki sahulat hoti hay es ley ye lamba safar bahot hi aram se kia ja sakta hay, Peshawar se Lahore key ley asani se hamy train be mil sakti hay aur bus key ticket be mil sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Peshwar Se Lahore kay anay jany kay Safar Pay Mubni Hai(Title Edited)

                    Aslam o Alaikum doston,
                    App sab kesy hein umeed hei ke app sab kheriyatt sy hongein . Gee to abb ham batt kerty hein apny ajj ke Review Peshawar se Lahor tak ke safer tak ke bary mein hei .
                    Dearspeshaeaw se lahore jana ik bohatt hi interesting hai . Dears jab ham peshawar gay thy to hamein to bohatt hi zyada meza aya tha our kafi lamba safer tha lekin hamary
                    khush kismati ye thi ke us din mosam bohatt hi acha tha , halki halki barish ho rehi thi .Ham subha sawery nikly thy . Dears log kafi aram se safer kerna chahty hein is liye wo
                    hamesha aram da gari ka intakhab kerty hein our is liye ham ny bhi aram da gari ka intakhab kiya tha . Ham Daewoo mein gay the our kafi aram se apni manzill par pohanchy
                    thy . Hamara safer 9.00am ko start huva tha . Bus ki service bohatt hi zyada achi thi hemary to gary mein dostt bhi bangai thi wo bohatt achi thi , ham ny bohatt sary batein
                    ki our hamary bohat achi Friend ship ho gai thi . Tareban 2 ghanton ke safer ke bad ham stay keliye ruky thy wehan par mosam bohatt acha tha, ham ny wehan sy khany
                    piny ki chizein kharedi thein our kafi enjoy kiya . Torii hi der ke bad ham wehan se rewana ho gaei .Rasty mein hamein bohat zeyada pur fiza mukamatt dekhny ko mily .
                    Kahein par sehra our kahein par hary bhary khet the . Takreban chand ghanton ke safer ke bad ham lahore pohanch gay thy.Hamara ye safer kafi acha guzra tha . Dears
                    hamein to bohatt hi maza ayya tha Doston app bhi Peshawar se lahore jaein umeed hai ke app ko bhi bohatt maza aey ga .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Peshwar Se Lahore kay anay jany kay Safar Pay Mubni Hai(Title Edited)

                      Dear no doubt aapane bahut hi important topic Apna review dene ke liye select Kiya Hai travelling facilities ke Hawale se aapane jo information Hamare Sath share Ki Hain no doubt ya bahut hi important facility hai aur maximum member is ko Hasil karne ke liye Ye aski complete education le rahe Hote Hain Jab aapko Lahore se Peshawar travel karna hota hai to ismein aapke pass bahut acchi services aapko provide ki ja rahi hoti hai in case Agar kabhi aapko transportation ke Hawale se Kuchh problem ho jaaye to aap ke liye sabse best option yah hota hai ki aap Peshawar se a direct Rawalpindi travel kar le aur Rawalpindi main aapko bahut hi acchi services mil sakti hain lekin agar aap Peshawar Ki Baat Karte Hain To usmein aapko bahut hi famous travelling companies for example Dahewobus services aur iske sath sath Faisal Movers aur niyazi Travels Jaisi behtareen services of ko provide ki ja rahi hai.

                      No doubt yah services Har Banda isliye, afford nahin kar sakta Kyunki yah little bital expensive Hoti Hai as compared to local transport lekin Jab aap isko facilities ki basis per dusri services aur local transport se compare karte hain to aapko yah Jyada expensive feel Nahin Hoti Kyunki ismein aapko airconditioned bus aur iske sath sath aapko hostess facility bhi provide ki ja rahi Hoti Hai Jab Ke Aap Ko Kisi Kishan ka bhi Kuchh problem ho to usmein aapki proper guidance ki ja rahi hoti hai isliye aap Hamesha Lahore se a Peshawar jaane ke liye acchi transport ki hi selection Kiya Karen iski sabse main reason yah bhi ho sakti hai Kyunki ki yah aapki travelling bahut jyada hoti hai ismein aapko comfortable feel karna Itna Jaruri hota hai agar aap Kisi local transport ko select Karenge to usmein aapko bahut jyada thakawat bhi ho sakti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X