Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)
    Reverse Osmosis Filtration system hai jis se ap apne ghar mein Paani ko yaqeeni tor p peenay laiq bana sakte hen. Pakistan mein aur duniya mein kayi ese elaqay hein jaha Saaf Peene ka pani muyasir nahi to preshan na ho. Apne water filtration to suna hoga lekin wo 100% paani filter nahi karta. Paani mein majood hote hen pollutant aur bacteria jinko micro-organisms b kehte hen. Reverse Osmosis Filtration system apke paani ko pehle achi tara se filter karta hei phr wo usme se bacteria aur ese enzymes jo jo paani mein extra majood hote hen unko filter out kar deta hei. chonka dosre filter plant sirf pani ko filter karte hen lekin un me majood ese particles jo k bacteria b ho sakte hen unko saaf ni karta. Reverse Osmosis Filtration system abi Pakistan mein naya aur thora mehga hei lekin agr ap isko apne ghar mein use kare ge to anay walay wakto mein apke ghar mein paani se bimario ke masail mukamal tor pe khatam ho jaye ge. Reverse Osmosis Filter ka sab se bara faida ye b hai k iske filter ki maintainence har 6 month bad karni parti hei jo kay itni costly b nahi hoti.
    to aj intekhab karen aam filter k dhoko se baaz rahen jo apke paani ko saaf ni karte aur ROFS ka istemal karen. Shukriya :1f609:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

    Dear ap ne jo review dia hai ais Osmosis system k bary mai batya hai ais ko hum agar ghar mai use karty hai to aus se hum ko ye faida hota hai k hum agar ais se pani saaf karty hai to ais par aik to khurcha bhi atna zayda nai ata hai aor ais mai ap ko pani bhi peeny ko saaf mil jata hai ap ais mai agar pani ko aik dafa saaf kar lety hai to aus k baad ais pani ko peeny se kafi zayda bemarion se bach sakty hai ap ne agar ais system ko kuch time use kia hai to aus k baad ap ais mai clearning karni chaye ta k ap ais mai aik cleaning ka shedule bana ley aor aus k hisab se ais mai kaam kary agar ap ais mai apni sehat ko sahe rakhna chaty hai to ap ko aisy hi system use karny chaye ta k ap ko peeny wala pani to kam az kam saaf mily.
    • #3 Collapse

      Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

      Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai aur bahut hi acchi baat ki hai lekin Hamari sehat Ka Raj Pani hi hota hai Hamari share kara saaf Pani hi hota hai agar ham aur Peene ke liye saaf Pani aajkal Hamen Milta hi Nahin Hai Ham Agar bade bade shehron Ko Dekhkar Pakistan ke to bahut Thi kharab Bani istemal Ho Raha Hai Peene ke liye aur kuchh Logon ke pass vo yah filter wali bhi solid maujud Nahin Hai To agar humne Mini ke liye Sa Pani Kaisa Mal Karna Hai To Hamen Osmosis system ki jarurat Hoti Hai Hamen ghar mein wala gana chahie aur asafalta vah Pani Pina chahie Ham jismein isko istemal Karenge Tumhen ka bahut fayda Hoga Hamari Aise seat acchi Rahegi aur Hamare Peene ke liye savdhani istemal Karenge.
      • #4 Collapse

        Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

        dear brother jaise ki aapko Pata Hai Pani Ek bahut hi Badi nemat Hai Agar Main Usko istemal Karte Hain To Kafi Jyada Bimari se bus Jaate Hain yah se aapko pata hai aajkal coronavirus ki vajah se aur time se bahut jyada log bimar ho rahe hain agar aap ismein kam karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai Kyunki aap Jab saaf Pani Peete Hain To Iske vajah se aap mein agar coronavirus ke Jara sim hai to vah aapke pet Mein Chale Jaate Hain aur vahan khatm Ho Jaate Hain agar aap Pani E 700 Rahenge to usse aapka Se Jyada bimariyon se bhej sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

          Ji mere bhai water filtration system aapane bhi share kiya hai roz osmosis ka yah be perfect hoga water filtration bahut zaruri hai urban areas mein aapko maloom hai ki pani ka saaf hona aur pani saaf bina hamari sehat ke liye achha hai aur zaruri bhi hai pani jo water lines mein aata hai vah ganda pani hota hai aur usko pata karna bahut zaruri hota hai aapane dekha hoga ke log water filtration ke liye trip per filtration system use karte hain jismein electrolyte tubelight use ki jaati hai iske alava kafi sare system hai jismein corban paper filtration system use kiya jata hai iske allahabad dhaga use keya jata hai jo pani ko filter karta hai aapko bazar se 19 litre water filter pani mil jata hai yah sare system hai jo bahut jaruri hai use karne ke liye aapko
          • #6 Collapse

            Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

            Assalamu Alaikum to all dear members ya review bahut hi Achcha hai yeah review Osmosis system per Munni hai jo apne ghar mein Lagana bahut hi jaruri hai isase Pani ko saaf Kiya Ja sakta hai .Pani Hamari sehat ke liye bahut hi jaruri hai Ham khane ke bagair to zinda reh sktey Hain Magar Pani Piya bagair Jinda Nahin Rah Sakte. Doston yah tab hi Mumkin hai agar Ham Apne Peene Ke Pani ko saaf Suthra rakhen.
            Pani ko saaf rakhne ke liye filtration bahut hi jaruri hai aur is kam Mein Hamara Sath Osmosis system de raha hai.
            Jo aajkal water system chal rahe hain usmein Pani saaf Nahin Aata.
            Hanji reverse osmosis system se Pani hundred percent saaf aur Peene Ke Kabil ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

              Water filtration system
              Advantages:
              Water filtration system ghar mein Lagane se aapko saaf aur Sahi Pani Peene ko mil sakta hai jisse aapki health ko Khatra Nahin Hota agar aap Pani Nahin Peete hain aur aur aapko Pani MI mix Milta Hai Kya usmein kachra hota hai to Aapka health ka pura system kharab ho sakta hai aur aap ko bahut pareshani ho sakti hai.
              Pakistan mein dekha Jaaye to 70% Abadi ko Peene Ka Pani Nahin Milta hai aur Peene ke sath Pani Kitna hone ki vajah se bahut sari e diseases Pal rahi hain jab tak pani saaf Nahin hoga tab tak Jay diseases failti Rahegi aur Hamare Lakhon ko nuksan Hota rahega isliye Ye main aapko comment karta hun ke apne gharon Mein water filtration system ka last mein tarteeb Karen.
              Disadvantages:
              Agar aap water filtration system Lagate Hain To aapko Kafi costly pad Sakta Hai Jiski vajah Se Har aadami isko afford nahin kar sakta
              • #8 Collapse

                Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

                Water filtration system ghar mein Lagane se aapko saaf aur Sahi Pani Pina ko mil sakta hai jisse aapke Hath ko Khatra Nahin hota hai agar aap Pani Nahin Peete hain aur aapko Pani MI mix Milta Hai Kya usmein kharcha hota hai to Aapka health ka pura system kharab ho sakta hai aur aap ko bahut pareshani ho sakti hai Kyunki aajkal Logon Ne bahut hi jyada bol kiye hue hain aur bahut hi jyada news Jo ke Unka aagaaj ho chuka hai Pakistan ke andar Afsana Pani Milana Namumkin Hai isliye Hamen chahie ki vetan filters ka istemal Karen aur Hamen yah Pani bhi Sath dekar Ham bahut sari bimariyon se bus sakte hain aur tandurust Rah Sakte Hain yah Pani Hamen sehat Mantra Rakhta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Reverse Osmosis System. Apne Ghar mein Paani ko saaf karen

                  Osmosis System basically RO water plant hota hay jes me water ko saaf kia jata hay jo water RO system key through saaf nahi kia jata hay aur es ko drinking key ley use kia jaye to ye hamary jisam me virus me ezafa kar sakta hay aur sath me hamary brine ko be bahot zeyada nuksan de sakta hay, water ko filter plants key base par saaf kia jata hay jes ko Osmosis system be kaha jata hay, ye saaf pani market me hamy bottles me mil sakta hay jes ki price 40 Rs se 200 Rs tak hoti hay agar ye business khud start kia jaye to es key ley hamy filter plants lagany hoty hey aur deka jaye to ye bahot hi profitable business hay jo key 5,00000 se start kia ja sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)

                    Dear friends umeed karta hoin ka ap sab thak hoin ga ya review pani ko fulliter karnay par mabni ha aj ka is dor main har shear har chak ka pani khrab ha is ke waja ya ha ka app logon ka wash room ka pani ko naklny intazam ni hay jis e waja say pani khrab ha jas ke waja say pani fulter karna zorore hay gorement na to har jaga fullter lajy hain wo bot se jaga par kamyab ni hovay hain to logon na apny gharon main fulliter laga lay hain fulliter lagavany ka kharcha takraben 20 hazer ha or ya boot hi zaida acha kam hay or is ka logon ko bot hey zaida faida hasal hay hes sa boot say log ke jan bach gi ha or in ke zandgi bot hey kasgaver hay or log safa pani ismtal kar ka apni zingi chan say basoor kar rian hay or jo log fulliter wala pani istmal ni karty hain wo bamery ki zangi gazer ray hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)

                      ye review paani ko filter krny per mubni hai jaisy k ham sb janty hain k pani ki polution barh rhi hai to saaf pani ki teh nechy hoty ja rhi hai doctors kehty hain k fruit mily ya na mily saaf pani mina chaey pani ko filter kerny k liay Revrse Osmosis Filtration system ka use ker skty hain lekin ye bra costly hai es k ilawa filter laga ker bi ker skty hain es paani100 % saaf nai hota esk elawa pathkary k zareay bi ham filter ker skty hain ye mehtod sadion cy raij hai es k ilawa ham pani ko ubal ker b filter kr skty hain ek aur method filter paper ko ham fold ker lain aur us mn cy paani guzarain to bi pani ki kasaftain katham ho jaty hai pany mn majood becteri aur jerms pani ko ubalny cy mar jaty hain es k ilawa ager ham ek bertan ko reet(sand) aur pathron cy bher dain to us mn pani dalain aur us bartan ko nechy cy sorakh ker dain to jo pani nechy hamy mily ga wo bi filter hi ho k aye ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)

                        Assalamu Alaikum dear friend Aaj Ham Jis topic per baat kar rahe hain why 1 important topic hai Duniya Mein Aaj jitni bhi tarikh ki Hui Hai Iske Kuchh disadvantage Aaj Bhi Huye Hain darakht kar chuke hain jinki vajah se Jungle kam ho gaye hain jungle ki jagah per mukhtalif factory Banai Gai Hain Jinka jahreela mawad waste karne ke liye samander Dariya Nadi Nala Mein phenk Diya jata hai Jiski vajah se Pani kharab ho gaya hai Kai Jagah per Jameen Pani e bhi Khara aur bad Zaika ho gaya hai hai jo Peene Ke Kabil Nahin Raha ab filter pani ke advantage per baat karte hain.
                        Advantages,
                        Pani ko filter karne ka sabse bara advantage hai ki aapko bahut Si bimariyon se bacha Aata Hai Jaisa ke diarrhoea constipation stomach ulcer aur Bahut Si skin problem Shamil Hai Pani ko filter karne se bacteria aur bahut jums khatm Ho Jaate Hain aur aap ko Peene ke liye saaf Pani Hasil Hota Hai water filter plant national or International companies easily mil Jaate Hain yah water filter plant aapko 20000 Se Lekar 50000 Tak mil Jaate Hain government of Pakistan ne Kafi Jagah per water filter plant gaye hain Jo Abadi ke hisab bahut kam hai aap apna water filter plant check karne ke liye is Ka Pani Kisi acchi labortory se attested Karva sakte hain isase aapko Apne water filter plant ki ki quality ka pata chal jaega saaf Pani sehatmand Zindagi Ki ki alamat hai filter Pani ko use karne se Kidneys problem Nahin Hoti human body ko rozana 8 se 9 gilas Pani ki Zaroorat hoti hai Agar ulta Pani use kiya jaaye to skin problem kidney problem aur Stomach problem se bacha sakta hai.
                        Disadvantage,
                        Aap apne water filter plant Ka Pani Kisi acchi lab se a attested Nahin karwayenge to aapko Apne water filter plant ki ki quality E ka pata nahin chal sakega water filter plant ki Ki Safai na karne se Ka Pani e mukhtalif bimariyan Paida kar sakta hai. Water filter plant ke disadvantage bahut kam hai agar aap isko acche tarike se use Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)

                          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Aaj Kal bahut se filtrations Aage Hai Pani ko saaf karne ke liye lekin Osmosis system bahut hi Jabardast hai iska use karna chahie iska use karne se Pani bilkul saaf ho jata hai hundred percent aur Peene k kabil ho jata hai aajkal Bahut Si bimariyan Pani Mein a rahi hai jo Hamen sirf filtration ke zariya Pani saaf mil sakta hai isliye Bahut Si bimariyan Dur Ho Jaati Hain Jab koi bimar hota hai to use Jyada Pani Peene Ka Kaha Jata Hai yah tabhi Mumkin Hai jb Pani saaf Ho tabhi bimariyan Dur ho sakte hain . Har Ghar Mein filter water hi use karna chahie yah zyada expensive Nahin Hota Har Koi se khareed sakta hai aur Pani Hamari sehat ke liye bahut hi jyada jaruri hai Ham pani ke bagair bilkul bhi Jinda Nahin Rah Sakte vah tab hi Mumkin Hai Jab Ham saaf Pani Payenge tabhi Hum Jyada der tak healthy reh sakte hain.THANKX
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)

                            Dear aapane Jo review Hamare Sath discribe kiya hai no doubt usko Agar Ham apni e health safety ke Hawale se dekhte hain to yah Ek bahut hi important review ho sakta hai Kyunki Jab Ham Pani Pi Rahe hote hain to Hamari Puri koshish hi Honi chahie ki ham Aisa Pani Pi Rahe Ho Jo hundred percent purify Ho Jab aap Pani Pi Rahe hote hain to is purpose ke liye Humko different filters is market Mein available Hain Jin Se Ham Apne a Peene Wale Pani ko purify kar sakte hain ismein Ek complete process follow hota hai ki is dispenser Mein Pani aata rahata hai aur automatically purify hokar Humko transfer Hota rahata Hai Jab Bhi Ham Pani istemal karen to hamesha vah purify hi Hona chahie otherwise vah Hamari health ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai aur bahut sari disease Ka Sabak Ban sakta hai.

                            Agar Ham out of countries Mein is chij ko dekhte hain to vahan per is chij ki bahut jyada importance hoti hai Ke Dubai mein bahut Sare Aisi conditions Hai Jahan per aap ko Peene ke liye Pani Nahin Milta vahan per uh aap Hamesha Pani ko pahle Ek complete procedure follow karte hue usko purify karte hain aur uske bad aap usko istemal karne ke liye ye apne use Mein Lekar Aate Hain Agar use Pani ko Ham purify na karen to usse bahut sari e problems Ban sakti hain aur Hamari health safety bahut negatively affect ho sakti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Pani Ko Filter Karny par mubni hai(Edied By Rizwan Trader)

                              Assalamu alaikum forex member aaj main aapko water perfection ke bare mein brief karunga doston Pani mein bhav se Jara si mein hote Hain aap logon ko chahie ke Pani mein Bal ke piye ya iski perfection karke piye aajkal to duniya duniya ki ki jadi technology a gai hai jismein are water ko proper prashikshan karke use kar sakte hain jis tarah main aapko misal dun ki America ka triple perfection water system hai yah bahut achcha Hi system hai yah takriban har jagah per use ho raha hai aur yah bahut reliable system hai yah jaraseem ko khel karta hai are aapki sehat ko nuksan nahin hota doston agar aap water ko Bal ke piyege aur perfection Kar ke piyege to aap ki sehat acchi rahegi aur iski price bahut munasib hai yah itna mahanga system nahin hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X